हनुमान जी को किस किस ने वरदान दिया था | hanuman ji ko kis kis ne vardan diya tha #sanatandharma हनुमान जी को शक्ति किसने दी थी | Hanuman ji ko Shakti kisne di thi #sanatandharma
Kuber ji ne Hanuman ji ko gada bhet ki Tatha bhagwan shiv ne kisi bhi astra se mrityu nahi hone ka vardaan diya tha, Mata sita ne Hanuman ji ko Bhagwan Shree Ram ke prati bhakti dekh kar , unko amarta ka vardaan diya tha, bramha ji ne Hanuman ji ko Iccha anusaar sharir ka Aakar tatha Gati badalne ka vardaan diya tha, In Sab Vardaan ke Chalte Hanuman ji bahot hi shaktishaali Devta maane gaye hai