The seventh studio recorded single, written, sung and composed by #AnuvJain is here!
#GUL 🌷 talks about how we all search for fairytales in our dusty, mystical books but these often don’t come true - and that’s okay, we’ll be okay, cause we have that spark, that ‘jaadoogari’ within us! :D
Now available on all streaming platforms: https://anuvjain.lnk.to/gul
For inquiries - anuvjain.work@gmail.com Instagram - @anuvjain Manager- aayushman@representmgmt.in
Music production by Angad Singh Bahra For inquiries: angadsinghbahra@gmail.com Instagram - @angad_bahra
Recorded at Uneven Studios, Ludhiana
Directed by : Arsh Grewal (Instagram: arrshgrewal) Actor : Medha Rana (Instagram: medharana) Shot by : Arsh Grewal & Ashish Panwar AD : Abhiraj Singh
GUL
Para 1
Na dastakein Yeh tere dil ki haan wahi dhadkane hai Yoon zor se jo tujhko ab sun rahin hai Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai
Para 2
Aye nahi Jinke the waadein Waqt uljha hua hai tere yahan pe Kya who kal the yahan? Yaan hafton pehlay ki yeh hai dastaan?
Chorus
Aye na teri yaad unko Aye na teri yaad unko
Para 3
Tootay makaan Ik baar gir kar waise bante kahan hai? Jaise the tune apne dil se banaye O karigar yoon hathon se the sajaaye
Chorus
Aye na teri yaad unko Aye na teri yaad unko
Bridge 1
Kitabon ke ghar Duniya hai teri In dhool bharay panno mein Tu kya dhoondti?
Bridge 2
Aur kya ho gaya jo tujhe Is dafa na milli pyaari si Pariyon ki woh kahani?
Aur tum yoon parayshaan ho kyun? Hai jaadugari aaj bhi tere dil mein hai baki
Aur in kagazon mein kahin Ek GUL hai jo aise tera intezaar kar raha hai Yeh gul hai teri woh hassi Kahan kho gai? Yeh bata Khilegi kabhi?
Para 4
Aayega ik din Jab unki raatein yoon na mehfooz hongi Tere, tere bin aise Tu dekh lena Teri kami tab unko mehsoos hogi Mujhe Mujhe hai pata yeh