00:00ndalit aadmi jab wuh mandir mein gaya rame naumi ke liye wuh humara yelopi hai
00:08anndar gaya, darshan liya, jab bahar aya ganga jal la ke pavitr karne ka kama kya
00:17ya sharm ki baat nahi hai, hum bhi hindu hai na, joh dalit lok hai, joh pichdi hai, joh aspursh lok hai, yeh bhi toh insan hai na, yeh bhi toh aapke hindu ke hindu dharm ke hi wuh anggh hotate na,
00:39unho agar mandir mein jate hai, darshan leker agar aate hai, toh aap wuh ganga jal shidka ke, usko pavitr karte hai, yeh sharm ki baat hai,
00:53hum ko anndar nahi ane date hai, darshan nahi nahi date hai, hum ka apmahn karte ho, aur yeh kal ke paper mein aaye, yeh bhod dhin ka nahi,