Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 29 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
Follow
3/29/2025
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa
Naimat e Iftar | Shan e Ramzan | ARY Qtv
#YehSabTumharaKaramHaiAaqa #ShaneRamzan #aryqtv
Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Category
🛠️
Lifestyle
Transcript
Display full video transcript
00:00
Azamaton ka mahina, azamaton ka sakhina, zindagi ka kareena, rooh-e-Makkah, Madina,
00:10
aadmi ko banaata.
00:13
Khushamdev, nazareen, khair magdam hai aapka aur hamara segment hai Yeh Sab Tumhara Karam
00:17
Hai Aaka.
00:18
ARYQ TV ka ek podcast hai.
00:20
Wo jinn logon pe karam hua hai, jinn pe karam bolta hai, jinn pe karam nazarata hai,
00:25
mere karim aaka ka.
00:26
Kuch aise logon ko, jo har dil azeez hua, laakhon dilon mein bataur dharkan, unka dhadakna
00:34
bhi mehsoos kiya gaya, log unhe sunkar emotional bhi hua, kahin aankhon mein khushi ke aansu
00:40
uthe the, kahin aarzu ke, kahin iltija ke, aur kahin hasrat ke, aur kahin shukr aur
00:45
rashk ke aansu bahe hai ek aawaz ki wajah se.
00:49
Woh aawaz, jo Pakistan se baland hua, aur global village pe poori chha gayi, aur poori
00:54
duniya mein aapne paristaar chhod diye.
00:57
Aaj bhi duniya bar mein yeh chehra, kisi taarif ka motaaj nahi hai, aur aawaz to aawaz hai,
01:02
lekin uske baa wujud, Khalid Mehmood Naqshbandi kehte hai, aawaz ka yeh husn to din chaar rahega,
01:07
yeh ashk mere naat sunate hi rahenge.
01:10
Jee haan, aapki aamare har dil azeez, aalamgeer shorati yafta, farzand-e-Pakistan, janaab-e-Alhaaj
01:18
Ahmed Raza Qadri, humare mehman hai.
01:20
Assalamualaikum warahmatullah.
01:21
Waalaikumussalam warahmatullahi wabarakatuhu.
01:23
Aise mizaaj hain Qibla?
01:24
Shukr, Alhamdulillah.
01:25
Inshallah, kuch thoda sehatman mehsus kar rahe hain aapko pehle se.
01:28
Allah sehat ko barkhara rahe hain.
01:30
Ameen. Yeh sehat hai, toh hi sab kuch hai.
01:32
Aisa hi hai.
01:33
Lakin Nabi ne firmaya, sabse behtreen nimat, daulat kuch hai, toh wo sehat hai.
01:37
Aisa hi hai.
01:38
Aur mashallah, aapka jo gala hai, uski sehat ko bhi Allah nazre bad se bacha hai.
01:43
Kyonke maine kabhi aapke gala mein, mujhe yaad nahi hai, ke kabhi aisa hua ho,
01:47
ke maine koi kharabi mehsus ki ho.
01:50
Kabhi tiredness aapne feel ki ho, stress ho, uski wese awaaz mein koi diqat nahi hai.
01:54
Humne jab suna, aapka fresh vocal suna, arro taza gala suna.
01:58
Ahmed bhai, Ramzan Nashriyat par toh aap hamisha chhaye rahe,
02:02
aur saari duniya ne dekha.
02:04
Har takreeban channel ka safar aapke saath hai.
02:07
Toh aagaz joye Nath Khaani ka main chahata hu, from the beginning hum jaanein,
02:11
ki aap is taraf aaye kaise?
02:13
Kya outsources thiin, jinone aapko is taraf shock pehda kiya?
02:16
Aur aap aage badein, iptada.
02:18
Sabse pehle toh ARYQ TV ka, aur Salman bhai aapka,
02:23
bohot shukriya aapne, is khubsurat program mein mujhe madhu kiya,
02:27
aur isme koi shak nahi, yeh sab tumhara karam hai aqa,
02:31
ke baat ab tak bani hui hai.
02:33
Allah ye baat banaye rakhe.
02:35
Kyunki jinki baat bigad jati hai na,
02:37
toh phir zamana bhi unse rukh phir leta hai.
02:40
Allah baat banaye rakhe.
02:42
Mujhe aaj bhi wo kamra yaad hai, wo ghar yaad hai,
02:47
jaha meri pehdaish hui thi,
02:49
aur wo kamra mujhe yaad hai, meri maa ka mujhe naat ko sikhana yaad hai.
02:54
Ya Muhammad, Muhammad mein kehta raha,
02:58
noor ke motiyon ki dhadi ban gayi.
03:01
Aayaton se milata raha aayatein,
03:03
jo dekha toh naat-e-nabi ban gayi.
03:06
Mujhe wo tarbiyat, wo daant, wo andaaz,
03:12
wo muhabbat-e-mamta yaad hai,
03:15
jis tarah unhone mujhe yeh pehli naat yaad kar bhai thi,
03:18
aur maine apne school mein,
03:20
aur phir qareebi jo masajid hoti hain,
03:22
unhone jo badi mahaafil ka badi raaton mein ahitamaam hota hai,
03:25
toh maine jo yeh naat padhi,
03:27
badi pazeeraay mili,
03:28
aur mera khayla jo pehli dafaa ki appreciation hoti hai,
03:31
pehli dafaa ki jo aapko husla afzai milti hai,
03:35
toh phir saari zindagi ek tamgha-e-imtiaz banke aapke saath chalte hai.
03:39
Ishaq, aisa hi hai, aur phir mamta, mama ki taraf se mile.
03:42
Acha, hum shortly,
03:43
bahut saari inse sawal karna chahata hoon,
03:45
woh bahut limited,
03:46
aur thoda sa humare paas time hai, chan minute hi hain.
03:48
Toh usmein main jaanna chahata hoon,
03:50
ki sabse zyada woh naat,
03:52
jo sabse zyada farmaish ki gayi,
03:53
sabse zyada padhwai gayi,
03:55
sabse zyada aapne padhi,
03:56
aur poori duniya mein padhi nahi padhi,
03:58
kyunki logon ne uska israar bahut kiya.
03:59
Woh kaunsi naat hai,
04:00
tarah gun-gunaa dena ek doh share.
04:02
Naatein bahut saari hain,
04:03
lekin aapne jisna nashriyaat ka zikr kiya,
04:05
nashriyaat mein segment hi meri padhi hui,
04:07
is ek naat ka,
04:08
mashallah design hota tha.
04:10
Toh woh ne dekha,
04:11
ishq ke rang mein rang jaayen,
04:14
jab aftaar toh khurte hain,
04:16
ghulamon pe mein asraar kirete hain,
04:19
woh toh isi ko sanaa hain,
04:21
chahiye abraan mein ghal,
04:23
laqzaab ghurbaan.
04:28
Warna woh,
04:30
warna woh sayyed-e-Ali,
04:32
na sabihaan woh meela kabhi,
04:35
aashmeeyon,
04:36
muthalabiyon,
04:37
arabiyon,
04:38
arashiyon,
04:39
madan-madan,
04:40
aur kahaan humse gunahgaan.
04:45
Ishq ke rang mein rang jaayen,
04:48
meriyaan,
04:50
ishq ke rang mein rang jaayen,
04:52
muhaajir haajir,
04:55
ke Punjabi ke,
04:56
Gujarati ke,
04:57
Bengali ke,
04:59
Hindi ke,
05:00
Sindhi se khitte,
05:02
ki kabile ki zuba,
05:04
isse nahi koi saro kaan.
05:10
Jama-e-ishq-e-Muhammad,
05:12
jo pehne leta,
05:17
Jama-e-ishq-e-Muhammad,
05:19
jo pehne leta,
05:20
har khaar ko woh phool bana leta,
05:23
duniya ko juga leta,
05:25
karta gaye zamane ko,
05:27
muhabat ka shikaar.
05:32
Ishq ke rang mein rang jaayen,
05:34
meriyaan.
05:36
Ahmed bhai,
05:37
Allah aapko nazre bas se bachaye.
05:39
Aap is kalam ko itna khubsurat padhte hain.
05:42
Itna khubsurat padhte hain.
05:44
Ki aap yaqeen karein,
05:45
poori raat mere paas hoon,
05:46
mai aapse sirf ye naaz sununga.
05:48
Allah haq.
05:49
Allah haq ko salamat.
05:50
Bohot pyara padha hain.
05:51
Ameen.
05:52
Dekhin baarikiyan,
05:53
ek accha saame janta hain,
05:54
ek accha padhne wala janta hain.
05:56
Seekha hua hai main.
05:57
To mujhe maloom hain,
05:58
ye jo pankhadi jaisi murkhiyan hoti hain,
06:00
naat ko zeenat dene ke liye.
06:02
Ye hasaan nahi hain.
06:03
Allah ne aapko ye malka diya.
06:05
Ki awaz iske baghar nikalti nahi hain.
06:07
Murkhiyon ke saath nikalti hain.
06:09
Kya khubsurat padhte hain.
06:10
Dil se jawah nikalti hain.
06:11
Aasar rakhti hain.
06:13
Par nahi taqat-e-parwaz.
06:14
Taqat-e-parwaz magar rakhti hain.
06:16
MashaAllah.
06:17
Achha, ab na shriyat ka aghaaz hota hain.
06:19
Ahmed Raza,
06:20
je shehzada hai Pakistan ka,
06:22
wo duniya par chhaane lagta hain.
06:24
Duniya bhar se log pyar karne lagta hain.
06:26
Blessings hain.
06:27
Duaayin hain.
06:28
Aghaaz kaan se hota hain?
06:29
Within few seconds.
06:30
Sach bataun?
06:31
No.
06:32
Bilkul sachi.
06:33
Bilkul sachi.
06:34
To aghaaz ARYQ TV se hota hain.
06:36
Kya baat hai mashaAllah.
06:37
Achha.
06:38
Apne ghar se hi aghaaz hua.
06:39
Achha.
06:40
Aseer ki baat.
06:41
Yeh baat hai Salman bhai,
06:43
2011 ki,
06:45
waise toh 2009-10 me,
06:47
maine,
06:48
Data Ali Hujweri ki barga mein,
06:50
jo Urs ki nashriyat hua karti thi,
06:52
barah-e-raas.
06:53
Toh usme shirkat ka mauka mila.
06:55
Dekin,
06:56
jo proper yahan pe set pe aake,
06:58
Ramzan Sharif ke hawale se,
07:00
wo 2012 mein,
07:01
11-12 mein main aaya.
07:03
MashaAllah.
07:04
Aur badi muhabbatin ARYQ TV ne mujhe deen.
07:06
Aur un muhabbaton ne mujhe apna aseer bana liya.
07:08
Aseer.
07:09
Aseer.
07:10
Phir wo aista-aista aisi ek aadat lagi.
07:12
Aaj di wo muhabbat hi laiye.
07:13
Wo muhabbat hi lekar aaye aap.
07:14
Alhamdulillah.
07:15
Aur phir aapne,
07:16
mashaAllah Pakistan ki taqreeban channels par,
07:18
Ramzan nashriyat ka.
07:19
Dokt sahab ke saath.
07:20
Dokt sahab ke saath.
07:21
Taqreeban har channel pe hi.
07:22
Alhamdulillah.
07:23
Kar main aap se bolung,
07:24
ki mujhe 10 second mein yeh bataye,
07:25
ya 5 second mein yeh bataye,
07:26
ki Doktor Aamir Liaqat Hussain,
07:28
kaise insan the?
07:30
Ek aashiq-e-Rasool.
07:32
SubhanAllah.
07:33
Ehle-Bait.
07:34
Allah hu Akbar.
07:35
Aur aashiq-e-Sahaba.
07:37
Aur aashiq-e-Auliya-e-Kamileen.
07:39
Kya baat.
07:40
Bahut achi baat.
07:41
Aapka waqt bahut accha unke saath guzra.
07:42
Wo aapse wepana muhabbat bhi karte the.
07:44
Aisa hi.
07:45
Even hum bhi aapse wepana muhabbat karte the.
07:47
Aapka pyaar.
07:48
Because of your talent,
07:49
Allah ne aapke.
07:50
Alhamdulillah.
07:51
MashaAllah taafir mahal.
07:52
Acha Ahmed bhai,
07:53
aap kuch personal questions ho jaye.
07:55
Ji.
07:56
Food.
07:57
Aap foodie hain ya nahi?
07:58
Foodie aapko kya lagta hai?
08:00
Alkul hai.
08:01
Aapke saath bahut dafaa yeh sharaf mila.
08:03
Ekaat dafaa.
08:04
MashaAllah.
08:05
Nahi yeh bataaye,
08:06
favourite food?
08:07
Grilled food.
08:08
Grilled food.
08:09
Yani aap grilled mutton,
08:10
chicken,
08:11
everything.
08:12
Kuch bhi ho,
08:13
grilled.
08:14
Alright.
08:15
Colours favourite kaunse?
08:16
Safayd and sabz.
08:17
Acha bilkul sahi.
08:18
White and green.
08:19
White and green.
08:20
Alright.
08:21
Acha.
08:22
Jeen toh maine aaj bhi pehna ho.
08:23
Alright.
08:24
Favourite place?
08:25
No doubt,
08:26
Madinat-ul-Munawwara.
08:27
Subhanallah.
08:28
Acha favourite scholar around the globe?
08:33
Bahut saarein.
08:34
Bahut saarein.
08:35
Lekin mujhe zaati toh pe,
08:37
Mufti Akmal Qadri sahab se badi mohabbat.
08:39
Allah aapko salamat rakhe hai.
08:40
Acha,
08:41
aap favourite,
08:42
aap khud Sana Khan hai.
08:43
And,
08:44
aapko bata hai,
08:45
ek na ek inspirational personality hoti hai.
08:47
Favourite Nath Khan,
08:48
aap kisi ka bhi naam leh sakte hai.
08:50
No worries.
08:51
Jeen ka mere saath safar bhi hua,
08:53
Allah unko gharike rahmat fahaye,
08:55
Zulfiqar Ali Hussaini.
08:57
Mashallah.
08:58
Mauritius gaya,
08:59
UK gaya.
09:00
Who was your favourite Nath reciter?
09:01
Favourite behind,
09:02
woh ek bade achche insaan the.
09:03
Humble,
09:04
down to earth,
09:05
wazaqata,
09:06
burdubari,
09:07
sabar.
09:08
Nath khani ke saath saath,
09:09
agar insaan achcha bhi ho,
09:10
toh phir woh cheez uske kardar mein,
09:12
uske guftaar mein,
09:13
uske andaaz mein chalakti hai.
09:15
Alright.
09:16
Aapki khufsoorti ka raaz?
09:18
Nath-e-Mustafa.
09:19
Subhanallah.
09:20
Ya baad hai.
09:21
Bhai,
09:22
Hazir-e-Dimaaghi ko bhi daad deni badegi.
09:23
Waqt par jawab ka aajana,
09:24
yeh bhi ek salaiyat hai Allah ki taraf se.
09:26
Acha phir,
09:27
Nath se,
09:28
ab tak,
09:31
with a sentence,
09:32
kya seekha?
09:33
To the point.
09:35
Nath-e-Rasool-e-Maqbool,
09:36
Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam se,
09:38
maine Allah aur uske Rasool,
09:39
Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam,
09:41
ki muhabbat ki woh jaam piye,
09:43
jisne mujhe,
09:44
Allah aur uske Rasool ki muhabbat toh sikhayi,
09:47
toot ke Sarkar se chahna toh sikhaya,
09:50
uske saath saath mujhe maabab ka baadab bana diya.
09:52
Kya baat hai?
09:53
Aap aksar apni guftu mein kahte hain,
09:54
ki jab ghar se niklo,
09:55
main bhi,
09:56
maa aur baap ke chehre ko dekhe nikalta hu,
09:58
aur agar ho sake toh,
09:59
qadam bosee karke,
10:00
main alhamdulillah,
10:01
jab tak meri ammi zinda rahi,
10:03
main unke paun chumke,
10:04
maifal ke liye jaata tha,
10:05
aur aaj apne wale sahab ke haath chumke,
10:07
aur,
10:08
woh mera matha chumte hain,
10:09
toh phir main ghar se nikalta hu.
10:10
Wahat hai,
10:11
yeh hi wajah hai ki aap,
10:12
unki mujhe Nath khaani se hi mila hai.
10:13
Nahi,
10:14
yeh hi wajah hai,
10:15
aap duniya pe chhaye hain,
10:16
mera maa baap ki peeche doa na ho na,
10:17
nahi,
10:18
kuch banda samjhta hai,
10:19
main tarakki kar raha hu,
10:20
laahu,
10:21
girta hai asmaan se zameen par,
10:22
acha mujhe yeh batayiye ga,
10:23
ke favourite place,
10:24
Madinah-e-Munawwara,
10:25
mera khal,
10:26
anginat haziri aungi,
10:27
alhamdulillah,
10:28
alhamdulillah,
10:29
gini na jaayen,
10:30
sifaat jiski,
10:31
yeh hi toh hai,
10:32
kul kainat iski,
10:33
wahi toh sultan-e-behroobar hai,
10:34
mera payambar,
10:35
azeem tal.
10:37
Allah ta'ala ne yeh,
10:38
2024 mein bhi,
10:39
Walis sahab ke saath,
10:40
Haji Baitullah ki saadat,
10:41
ataaf farmayi,
10:42
teerthi tafa Allah ne,
10:43
yeh saadat mujhe ataaf farmayi,
10:44
aur umre,
10:45
mashallah,
10:46
bas Sarkar ka karam hai,
10:47
alhamdulillah,
10:48
kya baat hai,
10:49
and who is your favourite,
10:50
TV host,
10:51
after Dr.
10:52
Amir Liaqat Hussain,
10:53
yeh aapne,
10:54
badi,
10:55
pyari baat,
10:56
yeh aapne kiya kaam,
10:57
sabke saath hi hai,
10:58
jee,
10:59
bohot saare hain,
11:00
aur aap bhi hain,
11:01
jazakallah,
11:03
mujhe,
11:04
mujhe,
11:05
ek cheez,
11:06
bohot mutaasar karte hai,
11:07
wo hai,
11:08
grift,
11:09
andaz,
11:10
aur,
11:11
jis andaz mein,
11:12
binawat na ho na,
11:13
wo cheez,
11:14
mujhe,
11:15
bohot attract karte hai,
11:16
mashallah,
11:17
ismein,
11:18
koi shakt nahi hai,
11:19
aap jab baat kar rahe hote hain,
11:20
toh aisa lagta nahi ki,
11:21
aap binawat hi baat kar rahe hain,
11:22
badi,
11:23
ek andaz mein,
11:24
mohabbat,
11:25
aur,
11:26
dil ko,
11:27
bha jaane wala andaz ho,
11:28
toh phir,
11:29
kya hai,
11:30
kehne hai,
11:31
honar hai,
11:32
aap ka pyaar,
11:33
ki aap mujhe mohabbat karte hai,
11:34
aur yakeenan aap jaante hain,
11:35
mein abhi aaf se bohot pyaar karte hain,
11:36
howl,
11:37
aaj humare mehman the,
11:38
alamee shurati hafta Sanah khan-e-rasool,
11:40
khoobsurat,
11:41
behavior bhi,
11:42
khoobsurat hawaaz bhi,
11:43
aur,
11:44
apni misal,
11:45
aap ye Naat Khawaha hain,
11:46
ek hi Ahmed Ridha,
11:47
zameen par,
11:48
moshaallah,
11:49
Naat Khawani ki,
11:50
mashallah,
11:51
maidaan mein,
11:52
Jaazin ka inhone naam liya,
11:53
jinne pyaar karte de,
11:54
Zulfiqar Ali Hussaini
12:24
Zulfiqar Ali Hussaini
12:54
Zulfiqar Ali Hussaini
13:24
Zulfiqar Ali Hussaini
13:26
Zulfiqar Ali Hussaini
Recommended
9:32
|
Up next
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 26 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/26/2025
18:47
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 4 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/4/2025
11:13
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 16 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/17/2025
12:22
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 15 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/15/2025
18:40
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 12 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/12/2025
14:04
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 13 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/13/2025
19:39
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 5 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/5/2025
12:10
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 6 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/6/2025
12:39
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 18 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/18/2025
9:29
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 24 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/24/2025
11:26
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 22 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/22/2025
8:13
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 23 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/23/2025
42:58
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Haji Muhammad Rafiq Noorani | 5 May 2025 - ARY Qtv
ARY QTV
5/5/2025
10:57
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 21 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/21/2025
14:11
Special Dua | Naimat e Iftar | 29 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/29/2025
37:25
Mah e Ramzan Aur Khawateen - Naimat e Iftar | 2 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/2/2025
40:53
Islah e Muashra - Naimat e Iftar | 27 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/27/2025
11:30
Yeh Sab Tumhara Karam Hai Aaqa | Naimat e Iftar | 20 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/20/2025
41:58
Islah e Muashra - Episode 2 | Naimat e Iftar | 3 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/3/2025
38:57
Islah e Muashra - Naimat e Iftar | 25 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/25/2025
7:51
Special Dua | Naimat e Iftar | 15 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/15/2025
9:55
Special Dua | Naimat e Iftar | 4 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/4/2025
7:03
Qurani Waqiyat | Naimat e Iftar | 11 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/11/2025
7:27
Special Dua | Naimat e Iftar | 8 March 2025 - Shan e Ramzan | ARY Qtv
ARY QTV
3/8/2025
4:07
Sarkar Ka Madina | Naat | Syeda Hira Tasawar | Prophet Mohammad PBUH | Iqra In The Name Of Allah
IQRA In The Name Of Allah
3 days ago