Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Munajaat | Waseem Badami | 27 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
Follow
3/27/2025
"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#Shaneiftaar #waseembadami #Munajaat
Munajaat | Waseem Badami | 27 March 2025 | #shaneramazan
This segment will feature scholars as they make a dua to Allah and recite the “Qasida e Burda Sharif” to pray and ask forgiveness for mankind.
#waseembadami #IqrarulHassan #Ramazan2025 #RamazanMubarak #shaneramazan2025
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
Qalb-e-aashiq hai ab paara paara
00:21
Al-wadaa al-wadaa maah-e-ramzaa
00:40
Al-wadaa al-wadaa maah-e-ramzaa
01:08
Masjid-o-mein bahara gayi thi
01:27
Jok dar jok aate namazi
01:44
Ho gaya kam namaso ka jazba
02:03
Al-wadaa al-wadaa maah-e-ramzaa
02:10
Ibadat-o-ke chaman ki bahar hai ramazaan
02:15
Ilaaj-e-gardish-e-nail-o-nahar hai ramazaan
02:19
Ba-e-tahaarat-e-dhil aap shaar hai ramazaan
02:24
Payaam-e-rehmat-e-parvartigar hai ramazaan
02:28
Huwa kareem-ka-ehsaan
02:30
Isi mahine mein mila rasool-ko-qur'aan
02:34
Isi mahine mein shab-e-nuzool-e-qur'aan
02:38
Shab-e-zikr-e-quda
02:41
Mumkina shab-e-qadr
02:43
Al-wadaa-e-ramazaan
02:45
Aaye milkar munajat bhi karein
02:47
Aaj ki is shab-ka tazkira bhi karein
02:49
Aur ramazaan ko jis andaaz mein haq hai
02:53
Us andaaz se al-wadaa karne ki koshish bhi karein
02:56
Hamd hai us Allah ke liye
02:58
Jis ke sewa mein kisi ko nahi pukaarta
03:01
Aur agar us ke ghair se dua karoon to
03:03
Woh meri dua qabool nahi karega
03:05
Hamd hai us Quda ke liye
03:07
Jis ke ghair se mein ummeed nahi rakta
03:09
Aur agar ummeed rakhoon bhi
03:11
To woh meri ummeed poori nahi karega
03:13
Hamd hai us Quda ke liye
03:15
Ki jisni apni qudrat se muntashir ko mutahid kiya
03:19
Aur apne lutf se subho ko namaya kiya
03:23
Hai Allah tu ne hi apne karam se
03:25
Tariq raaton ko roshan kiya
03:27
Tu ne hi apne karam se
03:29
Sakht patharon me se meethe aur khare paani ke chashme jari kiya
03:33
Tu ne hi apne karam se
03:35
Badalon se saaf paani barsaya
03:37
Tu ne hi apne karam se
03:39
Sooraj aur chaand ko makhloog ke liye
03:41
Roshan charaag karar diya
03:43
Baghair us ke ki unke paida karne mein
03:45
Tujhe koi rukawat aariz hui ho
03:47
Ya tu muhtaaj hui ho
03:49
Ae bahut ataon wale
03:51
Ae tohfe ata karne wale
03:53
Ae makhloog ko rizq dene wale
03:55
Ae tamannaayin poori karne wale
03:57
Ae shikayate sunne wale
03:59
Ae mubarak naamon wale
04:01
Tu ne firmaya hai
04:02
Ki Quda ki bargah mein sache dil se tauba karo
04:05
Ummeed hai ki tumhara parwardegar
04:07
Tumhare gunahon ko mehf karde
04:09
Tumhe bahis mein daakhil karde
04:11
To baar-e-ilaha
04:12
Aaj shab-e-sattais ramazan-ul-mubarak
04:14
Ye jitne log is tashariyat se chudhe hue
04:17
Teri bargah mein tasbasta hokar dua karte hai
04:20
Allahumma aajirna minal naar ya mujheed
04:23
Allahumma aajirna minal naar ya mujheed
04:26
Ae Allah
04:27
Us din jab Quda
04:29
Apne rasool
04:30
Aur un logon ko jis par imaan laaye hai
04:32
Ruswaan nahi karega
04:33
Balki unka noor unke aage aage
04:35
Aur unke daaye jaanim chalta hoga
04:37
Aur wo log ye kehte honge
04:39
Ae hamare parwardegar
04:41
Hamare liye noor ko kaamil parma
04:44
Isniye ki tu har cheez par qadir hai
04:46
Ae makhloog ko zinda karne wale
04:48
Ae qaidiyon ko azaad karne wale
04:50
Buzurgiyon bulande wale
04:52
Ae ehd aur wafa wale
04:54
Ae muafi dene wale
04:55
Ae razi hone wale
04:57
Ae atao bakshish karne wale
04:59
Ae faisla aur insaaf karne wale
05:01
Ae izzat aur baqa wale
05:03
Ae atao sakha wale
05:05
Ae rehmat aur nehmat wale
05:07
Ya arhamar rahimi
05:09
Ya arhamar rahimi
05:12
Diwan ab ro rahe hain
05:19
Muzdarb sab ke sab ho rahe hain
05:28
Ter diwan ab ro rahe hain
05:37
Muzdarb sab ke sab ho rahe hain
05:46
Hai ab waqt rukhsat hai aaya
06:03
Alwata alwata
06:07
Zahe naseeb jo maahe sayaam aata hai
06:11
Zameen pe ehle falak ka salaam aata hai
06:15
Jo pyaase hoton pe maalik ka naam aata hai
06:19
Toh khud hi raqs mein rehmat ka jaam aata hai
06:23
Suna do khushkhabari dardon gham ke maaron ko
06:26
Mili hai muhulat-e-tauba gunahgaaron ko
06:30
Ya faarjal hammein
06:32
Ae ranj ko door karne wale
06:34
Ya taashfal ghammein
06:36
Ae gham ko door karne wale
06:38
Ya ghaafirul dhammein
06:39
Ae gunahon ko muaaf karne wale
06:41
Ya qaabilat-e-tauba
06:43
Ae tauba ko qabool karne wale
06:45
Ya khalikal khalqein
06:47
Ae makhluqaat ke khaliq
06:49
Ya sadikal waad
06:50
Ae baadein mein sachein
06:52
Ya mufial ahdein
06:53
Ae baadein ko poora karne wale
06:55
Ya aalim-e-sirrein
06:57
Ae raazon ke jaanne wale
06:59
Ya faalikal habbein
07:01
Ae daane ko cheerne wale
07:03
Ya raazikal an'aam
07:05
Ae logon ke raazi
07:06
Allahumma inni as'aluka bi'ismika
07:09
Baare laha shab-e-sadai
07:11
Tere naamon ke waste se tudse maangtein
07:13
Ya Ali yo ya wafi
07:15
Ae buland aye wafadaar
07:17
Ya ghani yo ya wali
07:19
Ae beniaaz aye meherbaan
07:21
Ya hafi yo ya razi
07:23
Ae ihsaan karne wale
07:25
Ae pasandida
07:26
Ya zaki yo ya ali
07:28
Ae paqeeza
07:29
Ae iptida karne wale
07:31
Ya qavi yo ya wali
07:33
Ae qavi
07:34
Ae haakim khudaya
07:35
Aur main us shakhs ki tarah sawaal karta hoon
07:38
Jiski zaruratein bahut parishan kun ho
07:40
Usne haj se zyada parishani ke mauke par
07:43
Tere huzoor apni zaruratein bayan ki ho
07:46
Aur jo teri barkah mein
07:48
Usse bahut zyada wabastagi ho
07:50
Khudaya teri qudrat azeem
07:52
Teri manzil buland
07:53
Teri tadmeer-e-naamaloo
07:55
Tere ehkaam wazeh
07:56
Teri tawanai qalib
07:58
Teri qudrat jari
07:59
Teri farma rawai se bhaagna na mumkin hai
08:02
Baar-e-Allah
08:03
Mujhe mere gunahun ka bakshne wala aur koi nazar nahi aata
08:06
Meri buraiyon ka koi parda kosh nahi hai
08:09
Tu sattar-ul-ayub hai
08:11
Tu ehmo ka chhupane wala hai
08:13
Jitne log is tashriyaat se jude huye hain
08:15
Sabke ehmo ki parda koshi farmana
08:17
Sabko dakhil-e-jannat farmana
08:19
Inmise kitne hi log hain
08:21
Jimke azeez-o-aqarib
08:22
Maa, baap, behen, bhai, dost, risht-e-daar
08:25
Pichle ramazan, shab-e-sattais mein shamid the
08:28
Aaj mano matti tale dafun ho chuke hain
08:31
Tere sewa koi zaaz nahi hai
08:33
Ke hamaari badkaariyon ko khush kirdaariyon se badak de
08:36
Tere sewa koi maaboot nahi hai
08:38
Tu baag hai
08:39
Teri hamd hai
08:40
Maine apne upar zulm kiya
08:42
Apni jahalat se jurat ki
08:44
Main teri guzishtan nematon aur maazi ke ahsanaat yaad karta raho
08:48
Mujhe baksh de
08:50
Aur gunahun par muafi ata farma
08:52
Tere aane se dil khush hua tha
09:02
Aur zaak-e-ibadat bada tha
09:11
Tere aane se dil khush hua tha
09:20
Tere aane se dil khush hua tha
09:30
Aur zaak-e-ibadat bada tha
09:38
Ab waqt-e-rukh saaj aaya
09:46
Al-wada, al-wada
09:51
Gulat-e-farz ko jhote bade khuda na kare
09:55
Dilon pe kufr ke panje gade khuda na kare
09:59
Dikhai de hame roze gade khuda na kare
10:03
Khuda ke saamne kehna pade khuda na kare
10:06
Jo daaman-e-kirdar par the dho na sake
10:10
Guzar gaya Ramazan, faiziyaan ho na sake
10:14
Ae Allah, zameen par jo amal hai, wo teri wajah se hai
10:18
Ae aaka, ae wo jisper hamara pura pura bharosa aur tawakkul hai
10:22
Ae wo wahid zaat-e-aqnas, jiski taraf ham apni haalat-e-zaar ka shikwa lekar aate hain
10:28
Ae hamare parvardigar, hamare aaza ko
10:32
Apni khidmat-o-aboodiyat ki khatir quwat baksh de
10:35
Aur hamare dil aur wujud ko asm-o-himmat de
10:38
Taake ham teri ataat ke meydan-o-mein sab tak hasil kar sake
10:42
Teri dargah ki tarab daud kar aa sake
10:45
Tu toh wo hai, ke tujhse na bhi maange, toh bhi ata karta hai
10:49
Duniya wale wo hai, jinse maange, toh bhi ata nai karte
10:53
Dete hai, toh ehsaan jata kar dete hai
10:55
Jab main tere huzoor giriya-o-zaari na karu, tab bhi tu rehm karta hai
11:01
Aur duniya wale wo ke aage zaari karu, tab bhi rehm nai karte
11:05
Ham maasiyat ke andar-o-mein doobe hua hai
11:08
Fakat teri rehmat ki roshni dargah raha hai
11:10
Nai malum guna kitne hai
11:12
Lekin ye malum hai, ke tera karam kitna hai
11:15
Tu sattar hai, tu ghaffar hai, sattar-ul-uyub hai
11:19
Apne karam ke saaye mein panah de
11:21
Ae barkat-e-naazil karne wale
11:24
Ae aansu-o-par rehm karne wale
11:26
Ae gunah-o-ke muaf karne wale
11:28
Ae sakti-o-ke door karne wale
11:30
Ae neki-o-ko pasand karne wale
11:32
Ae buland martabe wale
11:34
Ae murad-e-poori karne wale
11:36
Ae murdo-ko zinda karne wale
11:38
Ae bikro-ko ikhatta karne wale
11:40
Ae niyat-o-ki khabar rakne wale
11:42
Ae dil-o-ke badal dene wale
11:44
Jitne log iss waqt dekh rahe hain
11:46
Aur hamaare saath aameen keh rahe hain
11:48
Sabki dili hajaat poori farmaan
11:50
Chain-o-itminan naseeb farmaan
11:52
Jais waqasat mein kamyabi ata farmaan
11:55
Mulk Pakistan par rahmate aur barkate nazil farmaan
11:58
Ya arhama rahmeen
12:00
Ya arhama rahmeen
12:02
Bazme-aftar sajti thi kaisee
12:12
Khoob seghri ki raunak bhi hoti
12:21
Bazme-aftar sajti thi kaisee
12:29
Khoob seghri ki raunak bhi hoti
12:38
Sab samaa ho gaya soona soona
12:57
Alwata alwata maa
13:02
Dekhiyaan kuch nahaan kar sake hain
13:05
Aaha iss yaan mein hi din kate hain
13:08
Haaye ghaflat mein tujhko kuzara
13:11
Alwata alwata maa hi ramzaan
13:14
Tere aane se dil khush hua tha
13:17
Aur soq-e-ibadat badha tha
13:19
Aaha ab dil pe hai gham ka galba
13:23
Alwata alwata maa hi ramzaan
13:26
Tere deewane ab ro rahe hain
13:28
Mustarir sabke sab ho rahe hain
13:31
Haaye ab waqt-e-ruqsat pe aaya
13:34
Alwata alwata maa hi ramzaan
13:37
Masjidon mein bahar aa gayi thi
13:40
Joob dar joob aate namazi
13:42
Ho gaya kam namazo ka chaswa
13:45
Alwata alwata maa hi ramzaan
13:48
Bazme-aftar sajti thi kaisee
13:51
Khoob seghri ki raunak bhi hoti
13:53
Sab samaa ho gaya soona soona
13:56
Alwata alwata maa hi ramzaan
14:00
Waastaan tujhko pyaare nabi ka
14:03
Hashir mein humko mat ghul jaana
14:06
Roz-e-mahshar humme bakhsh bhaana
14:09
Alwata alwata maa hi ramzaan
14:12
Jab guzar jaayenge maa hi gyaara
14:15
Teri aamat ka phir shoor hoga
14:18
Kya meri zindagi ka bharosa
14:21
Alwata alwata maa hi ramzaan
14:24
Tum pe laakon salaam maa hi ramzaan
14:28
Tum pe laakon salaam maa hi ghufraan
14:33
Jaun haafiz khuda ab tumhera
14:39
Alwata alwata
14:43
Alwata alwata
14:46
Alwata alwata
14:52
Alwata alwata
14:57
Alwata alwata
15:00
Al-Wadaa, Al-Wadaa, Al-Wadaa, Maa-e-Ramzaa
15:13
Al-Wadaa, Maa-e-Ramzaa
15:15
Al-Wadaa, Al-Wadaa
Recommended
17:05
|
Up next
Munajaat | Waseem Badami | 23 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/23/2025
18:04
Munajaat | Waseem Badami | 22 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/22/2025
16:58
Munajaat | Waseem Badami | 20 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/20/2025
16:28
Munajaat | Waseem Badami | 19 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/19/2025
16:43
Munajaat | Waseem Badami | 15 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/15/2025
17:49
Munajaat | Waseem Badami | 8 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/8/2025
16:19
Munajaat | Waseem Badami | 5 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/5/2025
22:04
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 27 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/27/2025
21:34
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 25 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/24/2025
21:56
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 26 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/26/2025
20:59
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 28 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/28/2025
23:57
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 20 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/20/2025
23:09
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 23 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/23/2025
21:18
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 30 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/30/2025
23:00
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 19 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/19/2025
23:35
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 15 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/15/2025
22:52
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 14 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/14/2025
15:28
Munajaat | Waseem Badami | 3 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/3/2025
24:41
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 13 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/13/2025
25:48
Qaseeda Burda Shareef & Dua | Mufti Sohail Raza Amjadi | Waseem Badami | 11 March 2025 | #shaneftaar
ARY Digital
3/11/2025
10:16
Middath e Rasool SAWW (Salat o Salam) | Shan e Iftar | 7 Mar 2025 | Waseem Badami | Shan e Ramazan
ARY Digital
3/7/2025
10:51
Middath e Rasool SAWW | Shan e Iftar | 8 Mar 2025 | Waseem Badami | Shan e Ramazan
ARY Digital
3/8/2025
1:26:56
Good Morning Pakistan | My Traveling Experience | 24th July 2025 | ARY Digital
ARY Digital
today
41:43
Sher EP - 19
ARY Digital
yesterday
38:13
Pal Do Pal EP - 03
ARY Digital
yesterday