Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
25 crore Saal Pehle, Dil Dehla Dene Wala Sacha Waqiya 😱 | Quran aur Science | 19 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
Follow
3/19/2025
"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#quranaurscience #waseembadami #Allahoakbar
25 crore Saal Pehle, Dil Dehla Dene Wala Sacha Waqiya 😱 | Quran aur Science | Waseem Badami | 19 March 2025 | #shaneiftar #shaneramazan
A helpful segment for our audience which focuses on Islamic history and Today's Science and its teachings.
#Ramazan2025 #RamazanMubarak #shaneramazan
Music by Calm Islam Music
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
Bismillah hir rahman nir raheem, alhamdulillah hir rabbil alameen, alameen ki hamd, alameen
00:25
ki sana, sari tarifein, usi ke liye hain, hum ne kal arz kiya tha, Karachi mein ek khabar
00:34
hum sab ne dekhi, ek manzar sab ne dekha, jinnone directly ne dekha, unhone news channels
00:40
pe dekha, ki Karachi mein Shahab-e-Saqib ka ek nazara dekha gaya, hum ne kal aapki khidmat
00:44
mein arz kiya tha, ki Shahab-e-Saqib yeh hota kya hai, Quran mein lafz hai Shahab-e-Saqib,
00:49
to jab Shahab-e-Saqib humne nazar aa raha hota hai, to asal mein behind the scene ho
00:54
kya raha hota hai, Quran is baare mein kya kahta hai, Islam is baare mein kya kahta hai,
00:59
science is baare mein kya kahta hai, wo sari tafseerat humne aapki khidmat mein kal arz
01:02
kiya tha, aur ek jumla yeh bhi arz kiya tha, ki Allah taala ne humare zameen ki girk aisi
01:06
ek protective layer manaya hui hai, ki karoonon Shahab-e-Saqib ya pathir ya chatane zameen
01:12
ki taraf aa rahe hota hai, Allah ne system aisa manaya hua hai, ki wo sare ke sare zameen
01:16
ki sata par aayi nahi sakte hai, wahin pe khatam ho jate hai, jo hume aasman pe ek tootthawa
01:20
sitara nazar aata hai, zameen ki sata par aayi nahi paate hai, lekin, lekin, agar Allah
01:28
taala chahe aur agar yeh chatane a jaye zameen tak, yeh upar hawa mein aise na takra ke khatam
01:35
ho jaye, to kya ho, kabhi agar koi haadsa ho jaye, kabhi bahukm-e-Khuda istara ka koi
01:43
maamla ho jaye, to kya ho, yeh aapki khidmat mein arz karte hain, aur aisa ho chuka hai
01:49
ek martaba, ho gari, aisa ho chuka hai ek martaba, aap yeh suniye, ki yeh kya waqia
01:54
tha, iski nateeje mein kitni tabahi aayi thi, kitna bada pathar takra aaya tha zameen se,
01:59
hua kya tha, yeh sune aur dil aur dimaag se kahte jale jaye, Allah-o-Akbar.
02:13
Ab yeh waqia hai, yeh waqia hai aaj se takriban 25 crore saal pehle ka, yeh haqeeqi daasthan
02:28
hai, haqeeqi baat hai, yeh koi filmi kahaani nahi hai, filmi daasthan nahi hai, tamam
02:33
saindhanon ka ispar ittifaq hai, Shahab-e-Saqib humne kal bhi arz kiya tha, bohot chote chote
02:37
pathar bhi hote hain, bohot badi badi chatane bhi hote hain, astroids bhi hote hain, nahi
02:43
takraate hain, agar kabhi, yaani qayamat bhi yahi hai na, ek nizam ke tahe saara muamla
02:48
chal raha hai, soorat, chaan, sitaar hai, lekin kya hoga, Allah-ta'ala chahega uski
02:53
marzi se yeh nizam muntashir ho jayega saara, aur qayamat hogi, wo hadsa hoga, to agar kabhi
02:59
Allah chahe, to kya ho, aur kitni badi nimat hai ki Allah-an-ama aise hadsaat se mehfooz
03:04
rakha hua hai, yeh sab aapki khidmat mein arz karte hain, suniye, ek haqiqi waqia, zameen
03:10
ki tabahi ka, waqia hai, aaj se 25 crore saal pehle ka, zameen par ek bohot azeem makhloog
03:18
rehti thi, insaanon ka to wujud nahi jo us andaas se, deo qayamat makhloog rehti thi
03:25
yeh zameen par isse dinosaur kahte hain, ek ajeeb haibat thi is makhloog ki, ajeeb ul
03:37
khilqat makhloog thi hai, latini zamaan ka lafz hai dinosaur, jiska matlab hai, khaaf
03:45
naak hattak azeem chhipkali, chhipkali ka concept humare dewaagon mein toh kuch aur
03:50
hai, dinosaur latini zamaan ka lafz hai, lekin aap dinosaur ki baat kyu kar raha hain, abhi
04:23
kya hua, ek jo haati hai, uska average wazan 4 se 5 tonne hota hai, toh yeh kitne haati
04:30
ho gaye, satra, satra haati mila kar ek bada dinosaur banate the, ek tarah itne hairatangez
04:44
dinosaur, itne bade dinosaur, doosri tarah itne chote dinosaur bhi the jinka wazan ek
04:50
kilo gram bhi nahi hota tha, grams bhi hota tha unka wazan, dinosaur mein se kuch gosht
04:56
khor hote the, kuch khoon khaar hote the, kuch sabzi khor hote the, aapko shayaz sunke
05:03
hairat ho, yeh dinosaurs ande dete the, inke andon ke fossils bhi tariaft hua hain, takriban
05:10
130 iksaam par mushtamil, jinka wazan 220 kilo ke barabar, kuch dinosaurs aise the ke
05:18
jinka jo paron ka phailao hai, paron ka phailao, wo 25 se 30 feet tak hota tha, 25 se 30 feet
05:25
tak, paron ka phailao hota tha, yeh wo daur tha jab zameen par oxygen aaj ke muqabala
05:35
mein bohot zyada thi, 50% zyada thi aaj ke muqabala mein zameen par oxygen, tarakhton
05:42
aur jaanwaron ke azeem ul jussa hone ke peche is oxygen ka bhi bada kirdaar tha, dinosaurs
05:47
ki uchayi hoti thi kuch ki 55 feet, darakhton ki uchayi 150 liters, ab aap zyada sochein,
05:56
chashme tasabur mein sochein, aaj se sade, ab yeh to hogayi sari ki sari baat, ab hum
06:02
waqia bayan karte hain, waqia hain aaj se sade 6 crore saal pahle ka, sade 6 crore saal
06:07
pahle ka, dinosaurs toh maujood the 25 crore saal pahle, waqia hain sade 6 crore saal pahle
06:13
ka, duniya mein maujooda oxygen se 50% zyada oxygen hain, har taraf haryali hain, kheth
06:22
sabzon shadab hain, aasman aise parendon se bhara hua hain, jo goya chote chote jahaazon
06:28
ki maanind hain, zameen par azeem ushaan chhikali nuva jaanwaron ki hukumrani hain, samandar
06:36
wale machliyon ki maanind azeem magar machon se bhari hui hain, har taraf fitrat ki hukumrani
06:44
hain, aur insaan bhi nahi tha us doar mein, pollution bhi nahi hain, ab yahan se waqia
06:50
shuru hota hain, zameen ka yeh manzar hain, zameen me haryali hain, zameen me oxygen ki
06:55
bohtaat hain, zameen me dinosaurs ki bohtaat hain, zameen ka ek ajab aalam hain, yeh zameen
07:01
par insaan ka wujood nahi hain, sab kuch aaj se mukhtalib hain, phir aachanak ek din
07:06
aaya, is aachanak mein sab kuch, aachanak ek din aaya, jab aasmaan se 10 se 15 km, abhi
07:12
toh am chhote shahab-e-saqib ki baat kar rahe hain na, ek din aaya, jab aasmaan se 10 se
07:17
15 km badi chataan, zameen ke madar mein daakhil hoti hain, aapko yaad rahein, 10 se 15 km
07:25
chataan ka matlab kya hain, zameen par jo sabse ucha structure hain, jo ki Mount Everest
07:30
hain, wo 10 km se kam hain, yaani ki Mount Everest se bada ek pahaar, zameen ki jaane
07:39
bada hain, 150 km phir second ki raftaar se, alag-alag chakon par alag-alag raftaar aayi
07:44
hain, intihai tez raftaari se, kam se kam bhi 40 se 50 km phir second ki raftaar se,
07:50
yeh pahaar, jo ki Mount Everest se bada hain, yeh zameen ke madar mein daakhil hona shuru
07:54
hua hain, intihai tez raftaar se, aur madar ki shadid sakal ki wajah se, yeh shahab-e-saqib,
08:02
ab aag ka dekhta hua, ek azeem gola ban gaya hain, azeem gole ki baanin, zameen ki jaane
08:09
bada hain, koi tasabur nahi kar sakta tha, 3.5 arab saal se pur sukoon thi zameen, ki
08:15
iska muqaddar, is zameen ka muqaddar, chand lamho baad badal jaane wala hain, kisi ko
08:20
nahi maalod, yaha tak ke wo azeem pahaar numa chataan, America ke padosi mul, Mexico
08:28
ke sahil ke kareeb aati hain, zameen ke kareeb aana hai shahab-e-saqib, sab manzar yeh dekh
08:33
rahein, zameen se kareeb aati ja rahein, zameen par yeh chataan apne saath qiyamat la rahein,
08:39
aista aista poori zameen, iske takraon ka shikar hone ja rahein, yaha tak ke tasadum
08:46
hota hai aur yeh shahab-e-saqib zameen se takra jaata hai, zameen ka manzar badal gaya
08:58
hai, yeh jo waqia hua tha, yeh jo manzar aapne dekha yeh kehne ko manzar aaya aur gaya, lekin
09:08
ab iske baad yeh zameen wo zameen nahi rahein, yeh dinosaur wo dinosaur nahi rahein, ab
09:13
maud ka raaj hai yaha par, ab aakhri saase le rahi hai khayat, ab kya hua, ab yeh takraon
09:19
ho gaya, ab is takraon ke after effect suniye aur phir kahiyega Allahu Akbar, phir kahiyega
09:24
Subhanallah, phir kahiyega fa-be-ayye-a-la-o-ir-ab-be-kum-a-tuk-a-zibaan-ke-baar-e-la-ha, agar tu
09:30
istara zameen par yeh protective layer na ho aur istara har waqt zameen se istarika se
09:35
cheezein takraana shuru ho jayein, to hamara hoga kya, suniye saadeh 6 crore saal pehle
09:39
kya hua, yeh waqia hua, ab zameen par shadeed tareen aag lag gayi, zameen par gardo ghubar
09:45
ka toofaan aa gaya, zameen par ek azeem tareen toofaan aa gaya, usse poori zameen ka gardo
09:51
ghubar aur shadeed dabaw, poori sathe zameen par aisa phail gaya, ke jaha jaha se wo guzarta
09:58
chala gaya, waha waha maud bikherta chala gaya, 25 kilogram, yaani goya ek choti si
10:04
bakri ke maanin jaanwaron ko chod kar, zameen par jitne bade jaanwar the, sab ke sab us
10:13
dabaw se zameen bhos hote chale gaye, saath hi waqt ke saath saath aasmaan par uthne wala
10:19
gardo ghubar, dinosaurs bhaag rahe hain, koi yaha bhaagta hai zindagi ke liye, koi waha
10:27
bhaagta hai, kisi ko amaan nahi hai, zameen par maujood hayat ka ek bada hissa, jo kuch
10:34
jaandar the unka bada hissa marta chala gaya, ek aag hai zameen par, zameen par ek ajam
10:41
aalam hai, zameen par aag hai, samandharon par tugyani hai, tsunami hai, zalzale hai,
10:46
sab kuch hai, yaani aap yeh samat dijiye, ki iska asar kitna zyada tha, aatmi dhamake
10:53
is raftaar se aaya zameen ki tarah, aatmi dhamaka multiply by millions, lakhon aatmi
11:00
dhamake hoon, toh jo nuksaan hoga wo iss se hua, ab saath me kya hua, saath me yeh hua
11:13
ke zameen par ab gardo ghubar hai, zameen par raak ke badal chha gaye hai, jino ne badalon
11:19
ki maanin zameen ko aisa gher liya hai, ghubar aur raak ke badal zameen par itne zyada hai,
11:27
ke ab zameen par sooraj ki roshni sahi sahi nahi pohach paari, ek hi din me 20 crore saal
11:33
se zameen par basne wali makhlooh, dinosaurs ka hamesha hamesha ke liye khatwa ho gaya,
11:45
jo hum dekhte hai wo inki baqiyaat hai, magar mach aur kuch parindo ki nasal hai,
11:50
jo apna ajam kar karte maujooda halaat par pohach gaye hai, zameen me andhera, zameen
12:00
me tughyani, zameen me zalzala, zameen me sunami, zameen me tufaan, ek takrao se,
12:11
ek takrao se zameen me sab kuch ho gaya, aur tamaam science zaanon ka is baat par maan
12:16
na hai ki ye aisa hi hua hai, sab ka is par ittifaq hai ki aisa hi hua hai, agar kisi ko
12:20
hairat hoti ho, ki pichli aqwaam me anbiya aaye the jab toh azaab aaya tha, ek awaaz
12:26
se poori qaum tabha ho gayi, pattharon ki baaris se poori, bhai ye toh scientifically
12:31
proven fact hai, hume toh waise pe kisi science ki zarurat nahi apne imaan ko badhana ke liye,
12:36
dekin ye toh scientifically proven fact hai ki ye hua hai, surah mul ki aayat suniye hai,
12:41
jiska tarjuma mai aapki khidmat mein pesh karta hoon, bismillahir rahmanir rahim,
12:45
kya tum, kya tum isse be khawf ho, kya tum isse be khawf ho, ki wo jo aasmaan mein hai,
12:52
wo jo aasmaan mein hai, tumhe zameen mein dhasa de, aur yaka yaka ye zameen jhakole
12:58
khaane lage, hijkole khaane lage, kya tum isse be khawf ho, ki wo jo aasmaan mein hai,
13:04
tum par pathrao karne wali hawa bhej de, phir tumhe maalum ho jayega, ki meri tambeeh kaisi hoti hai.
13:11
Quran ki aayat hai, jo aaj saabit hoti chali jaa rahi hai,
13:16
1400 saal pehle Sarkar-e-Dawalam, Sallallahu alaihi wa sallam ne jo kuch kaha,
13:21
Quran-e-Kareem Allah Taala ne jo likha, wo aaj saabit hota chala jaa raha hai,
13:27
toh bas, jo mujhe aapko har lamhe, iss dars ki museewat se bacha raha hai,
13:36
wo hi khuda hai, jo har lamhe millions shahab-e-saqib zameen ki tarah barsa raha hai,
13:43
wo hi khuda hai, lekin phir, wo hi shahabiye, ya jo bhi keh lijiye, unko alag alag terminologies de dijiye,
13:51
wo apni masniyat ke tehd chaan se takra raha hai, wo hi khuda hai,
13:56
chunke chaan ki toh phaza hi nahi, atmosphere hi nahi, chaan se takra jaate hain,
14:00
chaan se takra raha hai, lekin zameen me ek protective layer bana kar,
14:04
zameen ko in hamlo se bacha raha hai, wo hi khuda hai.
14:09
Wo hi toh hai, jo nizam-e-hasti chala raha hai, wo hi khuda hai,
14:23
aakhri baad, yeh zameen par ek dafa, zameen ke ek hisse se ek chataan takra gai,
14:32
toh yeh aalam tha, nai malum qayamat ki din,
14:37
jis ke baare mein kaha gaya, ki soorat sawan-e-zeh par,
14:40
soorat chaan se takra jaayega, jangli jaanwar ikhatte kar diya jaayenge,
14:44
daryaon me aag laga, nai malum qayamat,
14:47
jab zameen ke andar jo kuch hai, jo kuch hai,
14:52
wo bahar a jaayega, yeh ek patthar ek jagah par takra yaaye,
14:56
toh zalzala a gaya, nai malum ki wo din,
14:59
jis ke baare mein kaha gaya,
15:00
idhaa zulzilatil arzo zilzaalaha, wo akrajatil arzo asqaalaha,
15:05
wo qaalal insaanu maalaha,
15:07
insaan kahega, is zameen ko kya ho gaya hai,
15:09
yawma izin tahaddisu akhbaaraha,
15:12
khabar deet ho gayi thi is zin ke baare mein,
15:15
Allah ta'ala hum sab ko rooze-e-mahshir ki sakhtiyon se mahfooz rakhe hain,
15:20
kal phir aazir hote hain Inshallah.
15:30
Allah ta'ala hum sab ko rooze-e-mahshir ki sakhtiyon se mahfooz rakhe hain.
Recommended
16:53
|
Up next
8 din ke liye khala mein jane walon ki 9 mah bad wapsi.. 😱 Quran aur Science | 20 Mar 2025 #shaneiftar
ARY Digital
3/20/2025
15:39
Kainat Ka Sabse Jahanumi Maqaam 😱| Quran aur Science | 15 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/15/2025
12:12
Roz e Mehshar Jab Soraj Sawa Naizey per hoga 😭😱| Quran aur Science | Waseem Badami | 14 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/14/2025
15:01
12 arab salon ka safar | Daastan e Soraj 😱| Quran aur Science | 16 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/16/2025
17:46
Karachi mein kal "Shahab e Saqib" Dekha Gaya | Quran aur Science | 18 March 2025 | Waseem Badami | #shaneiftar
ARY Digital
3/18/2025
15:41
800 zameenon se bara Gas ka sayyara 😱 | Quran aur Science | Waseem Badami | 13 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/13/2025
15:07
Aik Taraf Aag hi Aag tou Dosri Taraf Baraf hi Baraf 😱 | Quran aur Science | 8 Mar 2025 #shaneiftar
ARY Digital
3/8/2025
11:58
Kya Hoga agar chand zameen se takra jaye..? | Quran aur Science | 5 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/5/2025
19:13
Qainaat kitni bari Hai...? | Quran aur Science | Waseem Badami | 2 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/2/2025
21:43
Duniya mein aane wali jaan lewa bemariyon ki daastan | Quran Aur Science | 27 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/27/2025
15:38
Solar System ka sabse Dilchasp chand kon sa...?🤔 | Quran aur Science | 6 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/6/2025
16:21
Agar Chand Zameen se Takra Gaya Tou.? | Quran aur Science | Waseem Badami | 4 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/4/2025
14:53
Breathtaking Facts of Earth 😱 | Quran Aur Science | Waseem Badami | 24 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/24/2025
12:14
Dil kisko dikhayein cheer ke hum ❤️| Waseem Badami | 29 March 2025 | #ShaneIftar
ARY Digital
3/29/2025
20:02
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 25 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/25/2025
20:39
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 28 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/28/2025
20:07
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 23 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/23/2025
10:41
Unki Mehek Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain | Waseem Badami | 17 March 2025 | #ShaneIftar
ARY Digital
3/17/2025
16:28
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 15 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/15/2025
14:47
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 16 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/16/2025
18:36
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 30 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/30/2025
16:24
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 4 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/4/2025
11:49
Middath e Rasool SAWW | Shan e Iftar | 26 March 2025 | Waseem Badami | #shaneramazan
ARY Digital
3/26/2025
13:17
Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha e Tanhayi Ho ❤️| Waseem Badami | 28 March 2025 | #ShaneIftar
ARY Digital
3/28/2025
40:46
Parwarish EP 22 Pakistani drama
AJ004
yesterday