Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Tezab ki Barish...😱 | Quran aur Science | Waseem Badami | 9 Mar 2025 #shaneiftar
ARY Digital
Follow
3/9/2025
"Watch Shan e Ramazan Special Transmission with Waseem Badami. Do Subscribe!"
➡️ https://bit.ly/arydigitalyt
#quranaurscience #waseembadami #Allahoakbar
Tezab ki Barish..😱 Incredible Reality of Solar System | Quran aur Science | Waseem Badami | 9 March 2025 | #shaneiftar #shaneramazan
A helpful segment for our audience which focuses on Islamic history and Today's Science and its teachings.
#Ramazan202 #RamazanMubarak #shaneramazan
Music by Calm Islam Music
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
Bismillah hir rahman nir raheem Alhamdulillahi rabbil alameen.
00:24
Alameen ki Rabb ki hamd hai, sana hai, ta'reef hai, uski aage hum sab sar basujood hai.
00:31
Yeh humara segment, aap isko pasand karna hai, bahut shukriya.
00:33
Hum khud kayi kaifiyat se guzartein jab is segment mein hum aap se baat kar rahein hota hai.
00:38
Aur aaj phir aap tayyar rahi hain.
00:40
Agle kuch minute, aisi kayi kaifiyat se guzarne ke liye aap tayyar rahein.
00:46
Ki jisko dekh ke, jisko sun ke, jis manzar ko mehsoos karke,
00:50
aapke dil se baar baar niklega, Allahu Akbar.
00:53
Allahu Akbar, Allahu Akbar.
01:06
Aur jisse sun kar, jisse dekh kar aap dil se kahenge,
01:09
koi to hai jo nizam-e-hasti chala raha hai, yeh itna bada nizam,
01:14
is andaas se chal raha hai, wo hi khuda hai.
01:20
Dikhai bhi jo na de, mazahir to nizam nahi aara,
01:23
nazar bhi jo aara hai, lekin is itna bada se nazar aara hai,
01:26
ke sab kaun kar raha hai, kaise kar raha hai, wo hi khuda hai.
01:33
Hum sayyaroon ki daastaan bayan kar rahein.
01:36
Kal humne ek sayyare ki baat ki thi,
01:39
humne kal baat ko yahan par chhoda tha,
01:42
ki sawal ke saath, aaj us sawal aur uske jawab ke saath haazir hota hai,
01:46
sawal.
01:49
Agar main aap se poochun,
01:52
qayamat ke din ke baarein, ulama-e-karam na humne bataya,
01:55
yeh binta hai, riwayaat mein,
01:57
ki qayamat ka din, wo din hoga,
01:59
jab sooraj mashrik se nikal ke maghrib mein nahi ghurub hoga,
02:01
ulta, sooraj jo hai, wo maghrib se niklega,
02:03
mashrik mein ghurub ho jayega.
02:06
Qayamat ke din.
02:07
Aur us din, tauba ka darwaza bhand ho jayega.
02:09
Jab yeh kaam hoga, to tauba ka darwaza bhand.
02:11
Officially bhand ho jayega.
02:12
Phir hisaab-kitab ka darwaza shuru ho jayega.
02:14
Yeh toh hoga qayamat ke din.
02:16
Ab agar koi kahe,
02:17
koi sarfira kahe, koi naadan kahe,
02:19
yeh kaise ho sakta hai bhai?
02:21
Yeh toh ek system hai, yeh toh yun hota hai,
02:23
toh aise hota hai, toh yahan se nikalta hai,
02:24
toh yahan pe ghurub hota hai,
02:25
yeh ulta ho hi nahi sakta.
02:26
Toh ek toh uska jawab humne yeh dair hai,
02:28
ke yeh toh humare imaan ka aisa hai,
02:30
humein koi science ya science zaan nahi chahiye,
02:32
apne imaan ko sabit karne ke liye.
02:33
Of course not.
02:34
Lekin phir bhi ek jawab hai.
02:36
Agar main aapse puchun,
02:38
ke kya abhi aaj,
02:40
is waqt,
02:42
is kainat mein koi aisa maqam hai?
02:47
Woh bhi hamari,
02:48
zameen se bohot kareeb,
02:50
jahan sooraj,
02:52
mashrik se maghrib ke bajaye,
02:54
maghrib se tulu hota ho,
02:55
aur mashrik me ghurub hota ho.
02:58
Toh iska jawab hoga,
03:00
jee haan,
03:01
jee haan aisa hoga nahi,
03:03
aisa ho raha hai,
03:04
ek maqam par ho raha hai,
03:06
ek planet mein ho raha hai,
03:08
zameen ke saath hai wo planet,
03:09
Venus kehte hai us maqam ko,
03:11
Venus naam hai uska,
03:12
wahaan par yeh hi ho raha hai.
03:18
Venus mein yeh amal musalsal ho raha hai,
03:21
ek martaba ka kissa nahi hai,
03:23
yeh sadiyon ki dastaan nahi hai,
03:25
yeh arboh saalon ka waqiah hai,
03:27
ke yahaan par sooraj ulta nikalta hai,
03:29
aur ulta ghurub hota hai,
03:31
zameen ke mukaable mein,
03:32
aisa kyu hota hai?
03:40
Is Venus ko istara kaun chala raha hai?
03:43
Wohi khuda hai na?
03:44
Yeh kya ho raha hai?
03:45
Yeh isliye,
03:46
ke is sayyaare ki jo gardish hai,
03:48
yeh sab sayyaaron se ulti hai,
03:50
kya matlab,
03:51
yaani ke misaal ke taur par,
03:52
agar sooraj ke gird sare sayyaare,
03:54
yeh istara ghum raha hai,
03:55
misaal ke taur par,
03:57
toh yeh ek sayyaara hai,
03:58
jo ulta chal raha hai,
03:59
yu chal raha hai,
04:00
toh isliye,
04:01
har sayyaara mein sooraj,
04:02
yu tulu ghurub ho raha hai,
04:03
toh yahaan par yu tulu ghurub ho raha hai,
04:04
alag chal raha hai,
04:07
kyu bhai?
04:09
Isliye ke,
04:11
Allah taala se koi,
04:12
usse koi nizamon,
04:13
naskaon,
04:14
koi uska poochne wala hai,
04:16
Quran ki soor-e-anbiya ki ek ayat hai,
04:18
uska mafoom hai,
04:19
Allah taala kisi ko jawab dena hi,
04:20
usne apna nizam hai,
04:22
Allah se uske kaamon par,
04:23
koi baas purse nahi ki jayegi hai,
04:25
makhlukaat se baas purse ki jayegi hai,
04:29
kaun kaunsi nimatan ko jhutlayenge,
04:31
aagey badte hain,
04:33
yaani yeh toh hum baadme maloom karenge,
04:35
kaun kaunsi nimatan ko jhutlayenge,
04:37
pehle yeh toh maloom karlein,
04:39
is kainat mein hai kya kya,
04:40
aur suniye,
04:41
agar aap hairan hogayen,
04:42
toh nahi nahi nahi,
04:43
abhi aapne hairan nahi hona,
04:44
agar aap abhi se hairan hogayen,
04:45
toh mujhe aapki hairangi par,
04:46
hairan nahi hogayen,
04:47
aap rokiye apni hairangi,
04:48
istiye ki,
04:49
agla sawal,
04:50
aur uska jawab,
04:51
iss se zyada naa qabal-e-yaqeen hai,
04:52
wo kya,
04:55
hamara din kitne ghanton ka hota hai,
04:56
24,
04:57
hamara saal kitne dinon ka hota hai,
04:59
365 dinon ka hota hai,
05:01
kyu,
05:02
jab zameen ki gardish hoti hai,
05:03
wo 24 ghande banate hain,
05:04
zameen surat ki ghard goon leti hai,
05:05
365 din banate hain,
05:06
agar main aapse koun,
05:08
ek aisa maqam hai,
05:10
jiska ek din,
05:12
suniye ga,
05:13
jiska ek din,
05:14
ek saal se zyada bada hai,
05:18
to aap kya kahenge,
05:20
aap shayad,
05:21
bewaqoofi ki ke baat kahenge mujhe,
05:22
ki kya kar raha hoon main,
05:25
to guzaarish ye hai ki,
05:27
aisa maqam,
05:29
ho sakta nahi,
05:30
aisa maqam hai,
05:32
us maqam ka naam bhi Venus hai,
05:34
jee haan,
05:35
iss sayyare ka jiska naam Venus hai,
05:37
yahaan ka din,
05:38
yahaan ka ek din,
05:40
uske ek saal se zyada lamba hai,
05:42
agar hum zameen ki definition use karein,
05:44
din aur saal ki,
05:45
to iss jaga ka,
05:46
ek din,
05:47
ek saal se zyada bada hai,
05:49
aur wo kyu hai,
05:50
isliye ki,
05:51
isko apne mehwar ke gird gardish karne mein lagte hain,
05:54
243 days,
05:56
jis tarah humare zameen ko,
05:58
24 ghande lagte hain,
05:59
to ek din ban jata hai,
06:00
isko 24 ghande ke baja,
06:01
yehi kaam karne mein,
06:02
243 days lagte hain,
06:04
to yeh banta hai,
06:05
ek din,
06:06
lekin issi Venus ko,
06:07
poore suraj ka chakkar lagane mein,
06:09
lagte hain,
06:10
225 din,
06:11
jis tarah humare zameen ko,
06:12
365 din lagte hain,
06:15
isliye iska saal chota hai,
06:18
iska din bada hai,
06:24
yeh sab ho sakta nahi hai,
06:26
yeh sab ho raha hai,
06:27
yeh sab tadziya nahi hai,
06:29
yeh sab malumat hai,
06:36
wal laahu ala kulli shayin qadeer,
06:38
har cheez par kudrat rakta hai,
06:40
yeh is cheez ko jaise chahein mod de,
06:42
jo chahein kar de,
06:45
Quran-e-Karim ki boh sari ayaat ka tarjuma mufoom hai,
06:47
yeh ki Allah ke liye kaam karna,
06:49
bohot aasaan hai,
06:50
bohot aasaan hai,
06:52
lekin ab aap dilon ko thaam lijiye,
06:54
isliye ki ab jo agli,
06:56
baat,
06:58
agla manzar nama,
07:00
aapki khitmat mein arz karna hai,
07:02
wo bohot hairankun hai,
07:04
wo bohot hela denewala hai,
07:07
ek aisa maqam,
07:09
zameen par baarish hoti hai na,
07:11
paani ki baarish hoti hai,
07:13
kabhi kabhi barf baari ho jati hai,
07:15
kabhi kabhi itni tez baarish ho jati hai,
07:17
ke manzar suhane ki wajahe khaufnaak ho jati hai,
07:19
humne aapki khitmat mein arz kiya tha,
07:21
ek sayyaare ka ek chaand aisa hai,
07:23
waha par methane ki baarish hoti hai,
07:25
waha methane ke dariya hai,
07:27
lekin jo agli baat aap sunne jaa rahe hai,
07:29
yeh bohot hairankun hai,
07:31
bohot parishankun hai,
07:33
bohot scary bhi hai,
07:35
yeh aarz karoom,
07:37
ke is kaainat ka ek aisa maqam hai,
07:41
jahaan taizaab ke baadal hai,
07:45
yeh aapne theek sunna,
07:47
jahaan taizaab ke baadal hai,
07:50
jahaan Allah jaanein kuch aisa mandar hai,
07:53
jahaan taizaab ki baarish ho rahi hai har waqt,
07:56
taizaab ki baarish,
08:02
mujhe nahi malum,
08:04
taizaab ki garmi ka,
08:05
sakti ka,
08:06
jalan ka,
08:07
khauf ka,
08:08
aalam kya hoga,
08:09
jahaan ek lamhe ke liye nahi,
08:11
balke har waqt,
08:12
literally,
08:13
taizaab ki baarish ho rahi hai,
08:15
venus yeh jo sayyaara hai,
08:17
is sayyaara ki puri ki puri faza,
08:20
taizaab ke baadalon ki,
08:23
kayi layer se har waqt,
08:25
dhaki rahti hai,
08:27
yahaan tak ke un taizaabi baadalon se,
08:30
baarish barasti hai,
08:34
yaani main rephrase kar doon,
08:42
hamaari zameen ke literally,
08:44
zameen ke saath hai yeh,
08:46
hamaari zameen ke saath yeh ek aisa maqam hai,
08:50
jahaan har waqt,
08:52
taizaab ki baarish ho rahi hai,
08:54
jahaan main padh raha tha,
08:55
jahaan main likh raha tha,
08:56
jahaan main sun raha tha,
08:57
jahaan main iski videos dekh raha tha,
08:58
dil ke goshe se awaaz nikal rahi tha,
08:59
Allahumma jirna minal naar,
09:02
insaan sochta hai,
09:04
abhi yeh manzar to basa hua hai,
09:07
na jaane qayamat ka manzar kaisa hoga,
09:10
yeh manzar to qaim ho gaya hai,
09:12
na jaane jahannum ka manzar kaisa hoga,
09:14
yeh aag to lagne wali nahi hai,
09:16
yeh lag chuki hai,
09:17
na jaane jahannum ki aag kaisi hogi,
09:19
Allahumma jirna minal naar,
09:21
Allahumma jirna minal naar ya Mujeeb,
09:24
is ek segment mein,
09:26
hum itni kaifiyat se guzarte hain,
09:28
kabhi dozaq yaad aati hai,
09:29
kabhi jahannum yaad aati hai,
09:30
kabhi jannat yaad aati hai,
09:31
kabhi kainat ki wusyat yaad aati hai,
09:32
kabhi quran aur science yaad aati hai,
09:34
kabhi Allah ka bada hona yaad aati hai,
09:36
kabhi yeh yaad aati hai,
09:37
ki iski kaun kaunsi neematon ko jhutlaayenge,
09:38
kabhi yeh yaad aati hai,
09:39
ki yaqeenan koi to hai,
09:40
jo nizam-e-hasti chala raha hai,
09:42
wohi khuda hai.
09:47
Mahireen batate hain,
09:49
Venus par ek nahi,
09:51
do nahi,
09:52
beshumaar aatish fishan pahaad hai,
09:55
aag ugalte hua pahaad hai,
09:57
taizaab ki baarish hai,
09:59
ek aag lagi hui hai,
10:00
ek dehakti duniya hai,
10:02
ek jahannum namaa roshni hai,
10:04
ek qayamat ka manzar hai.
10:08
Yeh Venus hai.
10:13
Lekin hume aage badhna hai,
10:15
tuki nashriyat ka waqt mehdood hai,
10:17
aur malumat la mehdood hai,
10:19
isliye hume aage badhna hai,
10:21
isliye hum,
10:22
is sayyaare ko jiska naam Venus hai,
10:24
isko iski tamaam tar hairangi,
10:27
aur ab hawari pareshani,
10:29
aur is sab ke saath chhod kar,
10:31
hum aage chalte hain.
10:34
Ab hum agle sayyaare ki taraf jaa rahe hain,
10:39
It's a red planet,
10:41
it's a dead planet,
10:43
isse Mars kehte hai,
10:45
hum Venus se nikalke Mars me aagaya,
10:47
a red planet,
10:49
a dead planet.
10:52
Ab aap zara suniye,
10:54
ab Mars pe kya aalam hai aap suniye,
10:56
yaani agar aapko yeh laga
10:58
ke Venus me hi sab kuch saari hairangi ki baat sun nahi hai,
11:00
toh ghalat laga,
11:02
mujhe bhi yeh lagta tha, ghalat lagta tha.
11:04
Ab aap suniye,
11:06
zameen par
11:08
insaan ne,
11:10
jo sabse ucha structure banaya hai na,
11:12
wo Dubai me Burj Khalifa hai,
11:14
usse ucha structure insaan ne nahi banaya,
11:16
ab yeh hum iska comparison bhi aapko dikhayenge,
11:18
yeh aap picture dekhe dara,
11:20
zameen pe sabse ucha structure hai,
11:22
usse ucha structure hai,
11:23
insaan ne banaya hai,
11:24
takreeban 2700 feet hai,
11:26
2700 feet, takreeban,
11:28
yeh toh insaan ne banaya liya,
11:30
insaan ne teer maar liya,
11:32
2700 feet tabeel Burj Khalifa banaya liya,
11:34
lekin zameen par
11:36
Allah taala ko jo sabse ucha shahkaar hai,
11:38
wo toh Mount Everest hai,
11:40
wo kitne feet hai,
11:41
wo 29000 feet hai,
11:43
29000 feet,
11:45
Burj Khalifa toh kuch hai hi nahi uske saamne,
11:47
lekin asal baat ab,
11:49
ab suniye,
11:53
kya Mount Everest,
11:55
jo itna ucha pahad hai,
11:57
itna ucha pahad hai,
11:58
ke asmaanon se baate kar raha hai,
11:59
matlab uski uchai ke kya kehne,
12:01
ab yeh mauzu nahi hai,
12:02
ab yeh par alag se baat karte hain,
12:04
pahadon par alag baat karte hain,
12:05
ke pahad upar kya hai,
12:06
andar kya hai,
12:07
chhod dete hain ab hi usko,
12:08
agar mai aap se pooch ho,
12:09
ke Mount Everest,
12:10
jo itna ucha hai,
12:11
jo 29000 feet ucha hai,
12:13
kya humare yeh kainat ka,
12:15
is kainat ka,
12:17
kya yeh zameen ka sabse ucha maqam hai,
12:20
jawab, nahi,
12:23
kya yeh is kainat,
12:24
humari zameen ka sabse ucha maqam to hai,
12:27
humari zameen ka to hai,
12:28
kya is kainat ka sabse ucha maqam hai,
12:30
jawab, nahi,
12:33
achha kainat to bahut badhi hai,
12:35
kya yeh humare solar system ka sabse ucha maqam hai,
12:38
jawab, nahi,
12:39
phir iska kya jawab hai,
12:40
ab aap suniye,
12:41
hum dastane Mars,
12:42
aapki khidmat mein har kar rahe hain,
12:44
aapne Burj Khalifa ki uchai sun li,
12:46
aapne Mount Everest ki uchai sun li,
12:48
ab aap suniye,
12:49
ek aur pahad hai,
12:51
naam hai,
12:52
Olympus Mons,
12:53
Olympus kahte hain,
12:54
ya iska naam hai,
12:55
Olympus Mons kahte hain isse,
12:57
yeh Mount Everest se,
12:59
aur yeh pahad kahan par hai,
13:01
yeh pahad Mars par hai,
13:03
Mount Everest multiplied by 2.5,
13:07
Mount Everest agar 29,000 feet hai,
13:09
Olympus Mountain,
13:11
72,000 feet,
13:13
Mount Everest se 2.5 guna ucha,
13:16
yeh aatish pisha pahad,
13:18
Mars par hai,
13:32
hum shumali alaqa jaat mein jaate hain,
13:34
hum Switzerland mein jaate hain,
13:35
bada badi pahad dekhte hain,
13:36
bada pahad mein kahte hain,
13:37
kya kehne Allah hu,
13:38
thik kahte hain,
13:39
lekin yeh to amari kam ilmi hai na,
13:41
ki hum isse shakar,
13:42
nahi nahi nahi,
13:43
shakar to hai,
13:44
wo bhi hai,
13:45
yeh phailao mein,
13:47
Mars ke andar jo ek pahad hai,
13:49
yeh phailao mein,
13:51
kitna bada hai,
13:52
samjhne ke liye sunlein,
13:53
phailao mein poore mulk,
13:54
France jitna bada,
13:55
akhela yeh pahad hai,
13:56
France jitna bada,
13:57
ek akhela pahad hai,
14:02
yaani bas mujhe kehle de dijiye,
14:03
Subhanallah,
14:04
itna azeem pahad,
14:05
na sirf zameen,
14:07
balke poore nizam-e-shamsi mein,
14:09
kahin aur nahi dekha gaya,
14:10
kya yeh Allah ki sanat ka,
14:13
ek namuna nahi hai,
14:15
toh aur kya hai,
14:16
ki ek be-aabas sayyare par,
14:18
usne aisa deo haikal pahad,
14:20
qaim kar rakha hai,
14:22
jo aaj se nahi,
14:23
kal se nahi,
14:24
sadiyon se,
14:25
khamosh khada,
14:26
Mars par,
14:27
Allah taala ki azmat ka,
14:28
alaam kar raha hai,
14:37
yaha mujhe Quran ki us aayat,
14:39
wo aayat yaad aati hai,
14:40
jiska mafoom hai,
14:41
kainat ki har shay Allah ki hamd kar rahi hai,
14:44
har shay mein uska karishma ghalib hai,
14:47
Venus ki rotation mein uska karishma hai,
14:50
Venus ki revolve karne mein uska karishma hai,
14:53
Mount Olympus mein uska karishma hai,
14:55
kahin ki aag mein uska karishma hai,
14:57
Mercury ki birth mein uska,
14:58
har cheez mein uska karishma hai,
15:06
mat ho hairan,
15:07
mat ho hairan,
15:08
aur sun lijiye,
15:10
Mars par,
15:12
sirf bulantareen pahaad nahi aayen,
15:15
Mars pe aur bhi aisa bahut kuch hai,
15:18
jo zameen par hai hi nahi,
15:19
jo zameen ke bulant se bulant se bhi zyada bulant hai,
15:22
ya zameen ke gehre se zyada gehra hai,
15:24
wo kya hai,
15:28
wo hum colors karenge Inshallah,
15:40
Aum
15:47
Aum
Recommended
15:02
|
Up next
Sayyaron Ki Ajeeb O Gareeb Duniya...😱 | Quran aur Science | Waseem Badami | 10 Mar 2025 #shaneiftar
ARY Digital
3/10/2025
16:31
Soraj ki Mout 😱 | Daastan e Soraj | Quran aur Science | 17 March 2025 | Waseem Badami | #shaneiftar
ARY Digital
3/17/2025
13:19
Aik aisa Sayyara, Jahan Heeron ki Barish hoti hai 😱 | Quran aur Science | Waseem Badami | 12 Mar 2025
ARY Digital
3/12/2025
21:22
Kainaat ka Hairan kun safar | 40 arab saal phir bhi na mukammal 😱 | Quran aur Science | 21 Mar 2025 #shaneiftar
ARY Digital
3/21/2025
17:09
Aatish Fishan Chand 😱 Incredible Reality of Solar System | Quran aur Science | 7 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/7/2025
10:32
Daastan "Youm e Azadi Pakistan" | Quran Aur Science | Waseem Badami | 28 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/28/2025
16:12
Daastan Aik Jungle Ki..😱 | Quran Aur Science | Waseem Badami | 25 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/25/2025
15:39
Kainat Ka Sabse Jahanumi Maqaam 😱| Quran aur Science | 15 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/15/2025
15:01
12 arab salon ka safar | Daastan e Soraj 😱| Quran aur Science | 16 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/16/2025
18:30
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 29 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/29/2025
15:57
Munajaat | Waseem Badami | 9 March 2025 | #shaneftaar #shaneramazan
ARY Digital
3/9/2025
21:43
Duniya mein aane wali jaan lewa bemariyon ki daastan | Quran Aur Science | 27 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/27/2025
18:22
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 27 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/27/2025
15:41
800 zameenon se bara Gas ka sayyara 😱 | Quran aur Science | Waseem Badami | 13 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/13/2025
35:06
Shan e Ilm (Quiz Competition) | Waseem Badami | 9 March 2025 | #shaneiftar #shaneramazan
ARY Digital
3/9/2025
12:12
Roz e Mehshar Jab Soraj Sawa Naizey per hoga 😭😱| Quran aur Science | Waseem Badami | 14 Mar 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/14/2025
17:16
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 26 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/26/2025
15:36
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 9 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/9/2025
18:49
Aalim Aur Aalam | Shan e Iftar | Waseem Badami | 24 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/24/2025
38:43
Shan e Ilm (Quiz Competition) | Waseem Badami | 8 March 2025 | #shaneiftar #shaneramazan
ARY Digital
3/8/2025
17:32
Mehfil e Naat | Shan e Iftar | Waseem Badami | 9 March 2025 | #shaneramazan
ARY Digital
3/9/2025
15:07
Aik Taraf Aag hi Aag tou Dosri Taraf Baraf hi Baraf 😱 | Quran aur Science | 8 Mar 2025 #shaneiftar
ARY Digital
3/8/2025
14:53
Breathtaking Facts of Earth 😱 | Quran Aur Science | Waseem Badami | 24 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/24/2025
24:13
Nannhe Mehmaan | Kids Segment | Waseem Badami | 10 March 2025 #shaneiftar #shaneramazan
ARY Digital
3/10/2025
19:20
Naiki - Karwan e Hayat | Iqrar Ul Hasan | Waseem Badami | 21 March 2025 | #shaneiftar
ARY Digital
3/21/2025