Mahendra Kapoor was an Indian playback singer, best known for songs like "Mere Desh Ki Dharti" and "Bharat Ka Rehne Wala Hoon." Let’s revisit his exclusive throwback interview with Lehren. In this interview, Mahendra Kapoor reveals that the legendary singer Mohammed Rafi was his inspiration, not a competitor. He also talks about how he got his major break in Hindi cinema, the Murphy Singing Talent Hunt competition, and his first pop album with then-Pakistani sensation Musarrat Nazir. #mahendrakapoor #mahendrakapoorsongs #musarratnazir #podcast
01:23Phir aise karke sab ne, they all gave me good work.
01:29Kaunse artist ke liye aapne zyada playback singing ki hai?
01:33Sab ke liye kiya, maine Manoj ji ke liye kiya hai, Manoj Kumar ji ke liye phir Sunil Dutt ji ke liye kiya hai,
01:39Dilip sahib ke liye kiya hai, Rajesh Khanna ji ke liye kiya hai, Amitabh ji ke liye kiya hai, sab ke liye kiya hai.
01:47But you are always the favourite of Mr. Mohammad Rafi?
01:51Aanji?
01:52Mohammad Rafi sahib ke aap hamesha favourite rahe hain?
01:55Aanji, aanji, aanji.
01:56Aap unko imitate karte the, ya wo aapke idol the?
02:00No, he was just my idol, just my inspiration.
02:08To aapne kabhi aisa nahi socha ki aap, jis tarah se Rafi sahib gaate hain, main unko imitate karun, ya unki?
02:15You see, kya ho jata hai Jaggi ji, main Rafi sahib ke haan jaya karta tha, jab main chhota tha, 12-13 saal ka, unse seekhne ke liye.
02:26To, wo khud mujhe kaha karte the, kabhi mujhe follow kaha tak karoge tum?
02:32Tumko classical music seekhne chahiye, to have your own image, to have your own style, to phir maine wo shuru kar diya seekhna.
02:41Aur unki blessing se I got my own style and although he was my idol, but I had my own style and my own way of singing.
02:57Who were yours guru?
02:59Bahut se the, jaise shuru mein Manhar Poddar ji the, phir uske baad Niaz Ahmed Fayaz Ahmed Khan sahib the, phir unke baad Abdul Rehman Khan sahib the, phir Tulsidas Sharma ji the, phir abhi bhi main seekh raha hoon, Shukla ji hain, unse seekh raha hoon.
03:23Aur Pandit Hosanlal ji the, wohi mere guru the, bas aise karke sabse mein seekh raha hoon.
03:32Aap apni iss journey ko kaise define karenge, us zamane ke Mahendra Kapoor sahib jab naye naye aaye the, aur aaj jo ek naam ban gaya hai?
03:43Jaggi ji hummesha I feel, I remember Shantaram ji used to tell me, ke bhi dekho Mahendra jab tak tum student rahoge, apni art ke, you will go on working.
03:57The day you think that you have become a teacher, your art will stop, your development of the art will stop.
04:04Toh main toh student hi hoon aur main humesha roz hi seekhta hoon, koi na koi nahi cheez.
04:11Abhi kya seekh rahe hoon aap?
04:13Abhi main classical seekh raha hoon, abhi bhi.
04:16Kya aapko yaad hai us zamane ki baat, jab aapko pehli baar gaane ke liye bulaya gaya, aur kaha gaya aapko ye gaana gaana hai, ye geet hai, aur ye aapki orchestra.
04:27Tab kya aapka reaction tha, wo kaunsa gaana tha, kya thi wo baat?
04:31You see, pehla gaana jo mera tha, wo tha film Navrang se.
04:39Toh C. Ramchandra ji music director the, aur main jab pehli baar gaya wahan, toh unhone mujhe rehearsal karayi, chaar-paanch din rehearsal chalti rahi.
04:56Toh pehle din toh main bohot nervous tha, ke pata nahi kya gaana hoga, kaisa hoga.
05:02Lekin music director wo us zamane ki itne talented tha ye log.
05:10Ke ye log ko pata tha ke bhi singer ko kaise accommodate karna hai, kaise isko nervous nahi rakhna.
05:20Aur kaise samjhana hai, ke gaana kaise samajhna hai tumne.
05:24Toh unhone mujhe actually gaana sikhaya, ke bhi kaise samajhna music director sikhana.
05:29Toh wo dhire-dhire main, unke saath aapna waise hi hasna, khelna, ke bhi ye nervous nahi rahe.
05:38Toh kaise record hogaya, kya hogaya pata hi nahi chala.
05:44Lekin main bachman se Rafi saab ke saath jaya karta tha, unki recordings mein.
05:50Toh I was used to that atmosphere, you know.
05:53Us zamane ke gaane aur aaj ke gaane mein kya fark hai?
05:57Us zamane mein aisa tha ke log mehnat bohot karte the.
06:05Kyunke time bohot tha, hamesha ek gaane ke upar ek mehna, do mehne mehnat hoti thi.
06:13Writer ko kaafi time diya jaata tha, gaana likhne ke liye.
06:18Aur wo depth jo us kaam mein thi, ab wo depth itni rahi nahi.
06:26With due respects.
06:27Although aaj kal ke bhi bohot talented hain saab.
06:30Lekin wo waqt ki pabandi se, ke waqt ab hai nahi itna producers ke paas ya kisi ke paas intazaar karne ka.
06:38Ke do do mehne pehle record ho jayega na, ab koi nahi karta aisa hi.
06:43Toh iska reason kya hai? Because of the technology?
06:46I think reason could be because of the money involved.
06:51Yaha jaise ab dekhiye Subhash Ghai ji hain ya Yash Chopra ji hain.