Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Hn_Ani2_Mumbai_Kailash_Kher_On_His_Forhcoming_Visit_To_22-12-10
ETVBHARAT
Follow
1/15/2025
default
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
If a wave is coming out of your heart, then consider it as a prayer, a special prayer, as a special prayer.
00:07
Let's eat Gota in Sangam. Let's do Teerth in Stavarjangam.
00:13
Har Har Har Nar Narayan. This is the beginning, the end and the beginning.
00:18
Jahan agam alok ik jod chale. Jahan agam alok ik jod chale.
00:26
Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein. Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein.
00:39
Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein. Chalo kumbh chalein, chalo kumbh chalein.
01:06
Aur anjuli mein bhar kar iss jal ko hum amrit se bhar jaayenge.
01:14
Hai dhaar dhaar uddhaar liye, hum pal bhar mein tar jaayenge.
01:21
Dekhiye, snaan to hum sab bachpan se hi karte hain.
01:26
Parantu, jab kisi vishesh ayojan par, kisi vishesh prayojan par,
01:32
parmaatma, dev, sant, vade, poorvaj, sab ek bindu par aa jaate hain,
01:39
aur teen dhaaraon mein, jab ek saath surya apni lau, apna taap, apni urja usme phek rahe hain,
01:48
aur keh rahe hain, aao srishti walo, aao bharat walo, aao dharmavalli mumbiyo,
01:54
snaan karo, main tumko nurture karunga, main tumko poshit karunga, main tumko samvardhit karunga,
02:02
tab baat agam ki hoti hain, alokik hoti hain, advitiya hoti hain, apratim hoti hain.
02:09
Bharat hi ek aisi sabhyata hain, jisme humare jeene ka art, humare jeene ki kala, poora science liye hue hain.
02:21
Bharat hi ek aisi sabhyata hain, jahaan maanuviyon mooliyon se hum maanavata ko sinchit karte hain,
02:29
prakriti ko sinchit karte hain, prakriti hume poshit karte hain, prakriti hume paalti hain,
02:34
aur hum prakriti ko dhyaan rakhte hain, hum uske rakhwale bante hain.
02:40
Yehi ek aisi sabhyata hain, jahaan,
02:42
Om sehna bhavatu, sehno bhunaktu, seh viryam kurvavahai, tejasvina vadhitamastu, ma vidvishavahai,
02:53
hum sabko seh, sabko saath lekar chalne ki baat karte hain.
02:57
Hota kya hain, chaand suraj prithvi na badle, na hawa na paani, badal gaye vidwan desh ke, yu aagey hai haani.
03:06
Bahut ameer ban raha hai manush, bahut dhanwan ban raha hai manush, bahut bade bade keertimaan rach raha hai manush,
03:14
parantu saath hi saath ahankari bhi ho raha hai manush.
03:18
Aapko pata hai, yeh prithvi, yeh sansar, yeh brahmand, ek naav ki tarah hai.
03:23
Jaise parmatma ne katore mein poori dharti rach di, us katore mein agar chhed ho jaye,
03:29
toh poora katora doobega, poora katora hi vinash ki aur jayega.
03:34
Ab is katore mein kuch baithe hain akrooram, kuch ahankari,
03:38
bade bade jin ko hum bolte hain, bahut koi dhanwan hain, koi ahankari hain, koi manwan hain,
03:45
aur koi bada naamcheen hain, naamwaan hain, usse kuch nahi hoga.
03:51
Sabhi ko ek hona hoga, sabhi ko sabhya hona hoga, sabhi ko mooliyon mein aana hoga,
03:56
sabhi ko samvedan sheelta mein aana hoga.
03:59
Aur yeh saari baat humare sanatan ki jeevan shaili sikhati hai,
04:04
ki aao badon ki seva karo, santon ki seva karo, gau vansh ki raksha karo,
04:11
maat pita ki seva karo, prakriti ki seva karo, seva hi parmatma ka sumiran hai.
04:18
Manav seva, jeev seva, prakriti seva, maat pita seva, yeh sab seva se hi aapka traan hoga.
04:27
Aapke jitni bhi jeevan ke mooliye hain, wo sammardit honge.
04:31
Aur yeh jo kumbh mein devtaon ka avtaran hota hai, kuch sookshm roop se aate hain,
04:37
kuch adrishya roop se aate hain, kuch drishya mein bhi parivartit ho kar aate hain,
04:41
bahuroopiye ban kar aate hain, aur santon ka samagam ho raha hai,
04:46
sangam ho raha hai mahapurushon ka,
04:48
kitne roop badal kar bahroopi baitha veeraane,
04:51
arre uske man ki nahi koi, bas wo hi jaane.
04:55
Nrityon ke sangha rakho, dar par koop niwa rakho, mohak aate vidha rakho.
Recommended
3:38
|
Up next
Hn_Ani2_Mumbai_Kailash_Kher_On_His_Forhcoming_Visit_To_22-22-10
ETVBHARAT
1/15/2025
5:00
Hn_Ani2_Mumbai_Kailash_Kher_On_His_Forhcoming_Visit_To_22-07-10
ETVBHARAT
1/15/2025
5:00
Hn_Ani2_Mumbai_Kailash_Kher_On_His_Forhcoming_Visit_To_22-17-10
ETVBHARAT
1/15/2025
5:00
Hn_Ani2_Mumbai_Suresh_Dhas_On_Sit_Formed_In_21-28-15
ETVBHARAT
1/13/2025
3:01
Hn_Ani2_Sambhal_Pramod_Krishnam_18-32-11
ETVBHARAT
1/13/2025
5:00
Hn_Ani2_Kolkata_Kunal_Ghosh_On_Malda_Shootout_17-16-02
ETVBHARAT
1/14/2025
5:00
Hn_Ani2_Kolkata_Suvendhu_Adhikari_On_Bangladesh_16-29-16
ETVBHARAT
1/13/2025
1:26
Hn_Ani2_Mumbai_Vineet_Abhishek_On_21-14-26
ETVBHARAT
1/15/2025
1:15
Hn_Ani2_Kolkata_Suvendhu_Adhikari_On_Bangladesh_16-34-16
ETVBHARAT
1/13/2025
3:50
Hn_Ani2_Mumbai_Devajit_Sakia_On_His_18-13-05
ETVBHARAT
1/12/2025
4:57
Hn_Ani2_Wb_Kolkata_Shankar_Ghosh_On_Wb_Cm_21-37-31
ETVBHARAT
1/6/2025
4:21
Hn_Ani2_Patna_Santosh_Kumar_Singh_On_16-03-24
ETVBHARAT
1/14/2025
5:00
Hn_Ani2_Sambhal_Pramod_Krishnam_18-27-11
ETVBHARAT
1/13/2025
5:00
Hn_Ani2_Up_Prayagraj_Mahakumbh_2025_Abhay_Singh_15-32-12
ETVBHARAT
1/15/2025
1:50
Hn_Ani2_Karnal_Shamsher_Singh_Gogi_On_22-45-16
ETVBHARAT
1/7/2025
5:00
Hn_Ani2_Mumbai_Majeed_Menon_On_Rahul_Gandhi_18-42-11
ETVBHARAT
1/15/2025
2:45
Hn_Ani_Del_Harsh_Malhotra_On_Nitin_Gadkari_21-33-16
ETVBHARAT
1/8/2025
0:26
Hn_Ani2_Kolkata_Samik_Bhattachrya_On_13-49-07
ETVBHARAT
1/13/2025
1:57
Hn_Ani2_Del_Bjp_Leader_Arvinder_Singh_12-22-02
ETVBHARAT
1/7/2025
1:21
Hn_Ani2_Gujarat_Ahmd_Cm_Attend_Karuna_Abhiyaan_02-00-10
ETVBHARAT
1/13/2025
5:00
Hn_Ani2_Kolkata_Kunal_Ghosh_On_Delhi_17-48-03
ETVBHARAT
1/7/2025
5:00
Hn_Ani2_Up_Ayodhya_Awadesh_Prashad_On_Cm_20-23-23
ETVBHARAT
1/6/2025
1:54
Hn_Ani2_Thiruvananthapuram_Pv_Anvar_On_His_Resighn_11-08-18
ETVBHARAT
1/13/2025
5:00
Hn_Ani2_Up_Prayagraj_Mahakumbh_2025_Abhay_Singh_15-27-12
ETVBHARAT
1/15/2025
3:37
Hn_Ani2_Del_Bjp_Candidate_Pravesh_Sahib_Singh_12-15-56
ETVBHARAT
1/15/2025