Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Court grants interim bail to Bushra Bibi - ARY News 12 PM Bulletin | 14th JAN 2025
ARY NEWS
Follow
1/14/2025
Court grants interim bail to Bushra Bibi - ARY News 12 PM Bulletin | 14th JAN 2025
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Welcome back.
00:04
Fauji Adalaton mein civilians ke trial ke khilaf intracourt appealon par samaat mein aayini
00:09
bench ne mazeed sawalat utha diye.
00:12
Sawal kiya, ki 9 Mai ko logon ka core commander house me jaana security breach hai.
00:16
Kya is dauran koi muzaahmat ki gayi?
00:19
Logon ka core commander house jaana to security nakaami hai.
00:23
Military courts me civilians ke trial ke khilaf intracourt appeal ki samaat ke dauran Justice
00:27
Hassan Azhar Rizvi ke remarks.
00:29
Iss afsaar kiya, kya 9 Mai ke waqiat me kisi Fauji Afsar ke mulawis hone par trial hua?
00:34
Kaise log bagayr hatiyaron ke core commander house me pohach gaye?
00:37
Waqeel Wazaarat-e-Difa ne kaha, 9 Mai ke waqiat me kisi Fauji Afsar ka trial nahi hua.
00:42
Muzahireen par ilzaam Imlaq ko nukhsaan pohachane ka hai.
00:45
Civilian ka trial achanak nahi ho raha.
00:47
1966 se kanun maujood hai.
00:49
Zamanay Amn mein bhi, military umur mein madafalat par civilian ka trial Fauji Adalat
00:53
mein hi chalega.
00:54
Justice Musarrat Hilali ne issa afsaar kiya, agar kisi sipahi ka civilian se istilaf ho
00:59
jaye toh case kaha jayega.
01:01
Justice Jamal Mandoo Khel ne kaha, aapka saara inhisaar FBLE case par hai.
01:06
FBLE case mein retired aur Hazir Service Afsaraan dono mulawis the.
01:10
Justice Hassan Azhar Rizvi ne kaha, yeh pehloo madde nazar rakhe ki FBLE case Martial Law
01:14
doa ka hai.
01:15
Us waqt Zulfiqar Ali Bhutto Civil Martial Law Administrator the.
01:19
Unhe hatane ki koshish mein FBLE case bana tha.
01:22
Justice Hassan Azhar Rizvi ne poocha, FBLE case mein aakhir koi mastermind bhi hoga.
01:27
Saajish kisne ki hogi?
01:28
Fauji Harris ne kaha, saajish karne wale ya mastermind ka trial bhi military court nahi
01:32
hoga.
01:33
Bushra Bibi ki 26 November ehtijaj ke 13 muqaddamat mein 7 Farwari tak uburi zamanate
01:39
manzoor kar li gayi.
01:41
Insaddaad-e-Deshutgarhdi Adalat ne 5-5000 rupay machalkon par Bushra Bibi ki uburi zamanate
01:45
manzoor ki.
01:46
ATC Judge Tahir Abbas Sipra ne filing tayar karke na aane par Bushra Bibi ki waqeel Khalid
01:51
Yusuf Chaudhry par barhami ka izhaar kiya.
01:54
Vukla ki jaanib se mulzima ka saada kaagas par dastakhot aur angootha lagwane par bhi
01:57
Adalat ne izhaar-e-naarazi kiya.
02:00
Judge Tahir Abbas Sipra ne remarks ki hai, har jagah kehte hain VIP protocol mile, aisa
02:04
nahi ho sakta, aapko intazaar nahi karaya.
02:07
Faisla likhwa raha tha, wo chhod kar aapki zamanaton par samaat kar raha hu.
02:11
Uburi darkhas te zamanate manzoor hone ke baad Bushra Bibi aur Judge mein muqalma hua.
02:15
Judge Tahir Abbas Sipra ne kaha, thoda waqt lag gaya, lekin kanuni zabate poore kiye.
02:20
Bushra Bibi ne kaha, koi baat nahi, hamara adalaton se itamaad uth gaya.
02:24
Judge ne remarks ki, yeh justice system jaisa bhi chal raha hai, agar khatam ho gaya hai
02:28
to society khatam ho jayegi.
02:30
Bushra Bibi boli, Bani PTI aur hamare saath jo hua uske baad kanun se yaqeen khatam ho
02:34
gaya.
02:35
Trial ke dauran, maine judges ko bimaar hote dekha hai.
02:38
Mulk mein kanun hai, lekin insaaf nahi.
02:40
Bani PTI jail mein aayin ki baala dasti ke liye qaid hai.
02:43
Judge ne kaha, hamne sab mil kar mulk ke liye saath chalna hai.
02:47
Lahore Insidad-e-Dahshadgardi Adalat mein naumai muqaddamat mein uburi zamanat ki darkhaaston
02:52
par samaat hui.
02:53
Adalat ne 104 mulzaman ki uburi zamanat mein 12 February tak tausi kar di.
02:58
Fawad Chaudhry aur Asad Umar adalat mein pesh hua.
03:01
Opposition leader Umar Ayub, Alima Khanam aur Uzma Khan ki haziri muafi ki darkhaas
03:05
ne dair ki gayi.
03:06
Darkhaas ne muaqif ikhtiyar kiya gaya, behne Bani PTI se milne Adiala jail gayi hai.
03:11
Mutaaddit cases mein uburi zamanat par karrawaai Supreme Court mein zire ilte waah hai.
03:16
Dahshadgardon ki hamari sar zameen par koi jagah nahi.
03:19
Dahshadgardi ke khilaf jangh mantaki anjaam tak pahuch jaayenge.
03:23
Aman sabotaaj karne ki har koshay sakti se naakaam bana denge.
03:27
Army Chief General Syed Asim Munir ka kehna hai, dushman, nafrat aur khauf ka beej bohna
03:32
chahta hai.
03:33
Hum kamyab nahi hone denge.
03:35
SPR ne bataya, Army Chief General Syed Asim Munir ne Peshawar ka daura kiya.
03:40
Army Chief ko Khyber Pakhtunkhwa mein Dahshadgardi ke khilaf operations par briefing di gayi.
03:45
Army Chief ki Pakhtunkhwa ke siyasatdaanon se bhi baat cheet hui.
03:48
Siyasi rehnumaon ne Dahshadgardi ke khilaf ek siyasi awaaz aur awami himayat ki zaroorat
03:52
par ittafaah kiya.
03:54
Dahshadgardi ke khilaf jangh mein, musallah afwaj aur qanoon nafis karne wale idaro ki
03:58
ghair mutazalzal himayat ka azn.
04:00
Army Chief ko briefing mein wafaqi Wazir-e-Daakhla aur Wazir-e-Ala Khyber Pakhtunkhwa ne bhi shirkat
04:04
ki.
04:05
General Asim Munir ne Dahshadgard networks ko naakaam banane mein musallah afwaj aur security
04:10
idaro ki qurbaniyon ko saraate hui kaha.
04:12
Army Chief ne kaha security forces ne sarhadon ke andar aur bahar Dahshadgard tanzeemon ka
04:24
bahadari se mukabla kiya aur aham Dahshadgard rehnumaon ko nishana banaya.
04:28
Dahshadgardi ki Pakistan mein koi jagah nahi.
04:31
Dahshadgardi ke khilaf jangh mantakhi anjaam tak le jayenge.
04:34
Army Chief ne waazih kiya qaum kaam kharab karne ki har koshij bharpoor taqat se naakaam
04:39
banai jayegi.
04:40
Dushman intishar aur khauf phailane ki koshij kar sakta hai lekin hum peeche nahi hatenge.
04:46
Dushman bhaari nukhsan uthaenge.
04:48
Tusha Khana case mein FIA ne tahqeeqat ke liye JIT tashqeel dedhi hai.
04:51
Zulqanain Haider humare saath hai, mazeed wo batayenge.
04:53
Ji Zulqanain.
04:54
Jisne sabiq Saddar Asif Ali Zardari aur majooda Saddar bhi hain aur iske laawa Nawaz Sharif
05:02
bhi hain, Yusuf Zakilani bhi hain, unke khilaf bhi Tusha Khana ka jo case tha us awale se
05:07
ek tahqeeqati team tashqeel dedhi hai.
05:10
Additional director Afzal Niazi wo iske sarbaayi karenge, jabki Deputy Director aur digat
05:16
jo Afsaran hain, Sub-Inspector Kashif aur Shamas Khan, wo bhi team ke hisaon gaye hain.
05:21
Waheguru takbir hain.
05:24
Mursheer-e-Ittalaat Khyber Pakhtunkhwa, Barrister Saif kahte hain, Bani PTI se aise log milne
05:28
aate hain jinke establishment se raabate hain, magar Bani clear hain, wo samjhauta nahi karenge.
05:33
Aaba-e-News se interview mein, Barrister Saif ne kaha, hukumat muzaaqraat ne sanjeeda nahi.
05:37
Khan sahab ne ek do marr tabha kaha bhi hain, ki haan mujh se raabte hua hain, log aate jaate
05:42
hain, jo unse milte hain, unke establishment ke saath raabte hote hain, toh wo jaa ke Khan
05:45
sahab ko message waghera dete honge.
05:47
Iss tarah ka koi offer, usko shayad kabool bhi nahi karenge.
05:50
Uski bhaja yeh hai, jo baat unhe ne mujhe kiye aur baar baar kiye, 1.5 saal se, 2 saal
05:55
se jail mein hoon, 3 saal se jaadar bhi guzarni ki position mein hoon, ki main ab kabhi bhi
05:58
jo hai, wo jo usool hai, uspe compromise nahi karunga, wo deal nahi karunga.
06:02
Aur agar koi deal hoti bhi hai, toh wo awaan ke saamne hongi, khul karungi, backdoor ke.
06:06
Muzaaqraat se zyada Tehreek-e-Insaaf ko aur Imran Khan sahab ko engage karna chahiye,
06:11
wo bilkut sanjeeda nahi hain.
06:12
Ek tarah Ayaad Sadiq sahab muzaaqraat ko lead karein, uski tarah Wajah Asif ki zuban
06:16
nahi bandu, Hatta Tarar ko dekhnein.
06:18
Khan sahab ne aakhal mein kaha, toh theek hai, aap sanjani mein kar, agar hum yeh tajweez
06:23
maang le toh, toh shayad wo pressure bahar jaata hai.
06:25
Aur hukumar shayad humare saath baith kar, sanjeed ghi se Khan sahab ki rihai, kar konaan
06:30
ki rihai, aur baaki jo humare mutaalbaat hain, un par baat karne ke liye, shayad zyada sanjeeda
06:35
tehreek se.
06:35
Yeh main toh isko intihari ghalat policy samajhta hoon.
06:37
Main samajhta hoon ke Afghanistan ke saath humare taalukaat bohot pehtar hone chahiye
06:41
hain.
06:41
Humari hukumat ko toh chahiye ke wo unke saath interaction kare, unko ahitamat mil.
06:45
Agar Maryam Nawaz sahiba Punjab ki Wazir Allah ke taur pe China jaa kar wahaan muayede
06:49
bhi sign kar sakte hain, hum bhi isi tarah ka taaluk rak sakte hain, kyunki wo humare
06:53
apne ilaqe aur apne subhe ke mafaad.
06:55
Insaaf ho raha hai, toh uski taarif karni chahiye.
06:58
Military court se sazaon ke baa wajood logon ko bari kiya gaya, toh taarif honi chahiye.
07:03
Senator Faisal Wawda ki program 11th hour mein guft bhi.
07:06
Cabinet mein kaha tha.
07:07
Yeh NAB ka keh, toh toh kisi ko pata hi nahi tha ki yeh haal hoga, PTI ka, Chairman saab
07:10
ka.
07:11
Main ussuk kaha tha, unki ghar jaa ki kaha tha phir.
07:13
Aur ismein mere saath ek wazir the, aur wazir the.
07:15
Teen logon ne object kiya.
07:16
Sohba Chaudhary tha, Shireen Mazari.
07:17
Hum teenon ne resist kiya.
07:19
10 saalon ki, yaar 14 saalon ki, yaar 10 saalon ki, aur 14 saalon ki, do lohon ko?
07:22
Dohlon ko hi hogi.
07:23
Bushra bibi?
07:24
Kyun nahi hogi sir?
07:25
Wardaat mein agar koi aur shamil nahi hai, aur jo shamil hai usko nahi hogi.
07:29
Yeh kaisi baat hai?
07:29
Yeh sawal hi understood sawal hi, toh drama kar rahe hain saare, saab ko pata hai.
07:32
Sab chahate bhi yeh hi hai PTI wale.
07:34
Sab wo chah rahe hain ki yeh 20 January cross kar rahe hain.
07:37
Khan sahab ki poori poori koshij hai ki 20 January ko cross kar rahe hain.
07:40
Usse kya hoga?
07:40
Woh apne trump card samjh rahe hain, khelenge koi wo trump card.
07:43
Mujhe unke liye saazghaar nahi lag rahi hawa.
07:46
20 January ke baal, jo main manza naama dekh rahe hoon, usmein mein dekh rahe hoon ki PTI aur asal mein Imran Khan sahab.
07:51
Phir leth ke negotiate karein.
07:53
Phir bhikur leth jaayegi aur usse waqt gamda kar jaayegi.
07:55
Aap kal kuch yeh bhi press conference mein gah rahe the, ki peer ko koi, peer aaj the hain na, peer ki koi khush khabri bhi aane wali hai.
08:00
Dekh rahe hain, maine ka aagaya, aayanda aane wale hafte.
08:03
Yeh nahi ke Monday onwards.
08:05
Aap mujhe puch rahe hain toh 20 billion dollar, 10 saal ke liye invest karne jaa rahe hain Gold Bank.
08:09
Acha.
08:11
Jaldi aane wali hai.
08:13
20 January se pehle, specific Shivaji sahab ke taluka bade chahiye.
08:18
Tehke aur bada jointly sab chal rahe hain.
08:20
Aur agar aapko ek team mein ek aisa member mal gaya hai, jo Ronaldo ki tarah lead leh rahe hain, army chief hain.
08:27
Aur uski betri Pakistan ko mil rahi hain.
08:29
Kaun na pasand karega, main aur aap bhi khush hongi.
08:31
Pakistan Pana Bonds mein, Chin se 2 se 2.5 million dollar tak sarmaayekari ka khuaha hain.
08:38
Wafaaqi Wazir-e-Khazana Mohammad Aurangzeb ne kaha, Pakistan ke bairuni karzon ki adaayegiyon mein behtri hai.
08:44
Hyderabad Sakhar Motorway Mansooba.
08:46
Wazir-e-Ala Sindh, Murad Ali Shah ka wafaaqi na-insafi par ihtijaji khat.
08:50
Numayende khususi Sanjay Sadwani sam bhaji jaante hain.
08:52
Ji Sanjay.
08:53
Aji bilkul Wazir-e-Ala Sindh ki jaanat se wafaaqi hukumat ko khat likha gaya hai.
08:57
Wazir-e-Ala Sindh ko kaha gaya hai ki Sindh ke saath aapki People's Party itaadi hai.
09:02
Wazir-e-Ala Sindh ke bahawajood na-insafi ho rahi hai.
09:04
National Highway ke 105 mansooba mein Sindh ke liye sirf 6 mansooba rakhte gaye.
09:09
Wafaaqi hukumat ka jo sotela panne is khat mein Wazir-e-Ala ki jaanat se likha gaya hai.
09:13
Aur kaha gaya hai ki Punjab ko 33 mansooba diye gaye hain.
09:17
Iske saath aap Wazir-e-Ala Sindh ki jaanat se yeh nishandaayi ki gayi ki
09:20
Wafaaqi hukumat ke National Highway ke kul budget ka 38% Punjab par khat kiya jaayega.
09:25
Jab ki KPK aur Balochistan 17 aur Balochistan par 23% khat kiya jaayega.
09:30
Lekin Sindh ke saath yaha na-insafi ho rahi hai.
09:32
Sirf 4% budget mein fund muqtas kiya gaya hai.
09:36
Jo Rawan Saal National Highway Authority hai usne 708 Arab rupay ke mansooba Punjab ke liye tajweez kiya hain.
09:42
Jiske liye 62 Arab rupay muqtas kiya hain.
09:44
Lekin Sindh ke liye 78 Arab rupay ke mansooba...
09:46
Bahut shukri aapka Sanjay.
09:47
Karachi ki masroof tereen Shahraah University Road par Savage ki line toot gayi.
09:51
Jiske baad Neepa Chaurangi se Hassan Square jaanewali sadak naale mein tabdeel ho gayi.
09:56
Mazeed batara hai Afzal Parvez.
09:58
University Road par tarqiyati kaam ke baise kabhi paani ki line toot jati hai toh kabhi savage ki.
10:04
Main is waqt report kar raha hoon Neepa Chaurangi ke uss muqaam par jo Hassan Square jaanewali sadak hai.
10:10
Jahaan tamirati kaam ke baise savage ki line toot gayi.
10:14
Is waqt sadak darya ke manazir pech kar rahi hai.
10:17
Batrin traffic jam hai.
10:19
Shehriyon ko shadeed mujhkilat ka saamna hai.
10:22
Yeh talaab bani.
10:23
Sadak jo hai shehriyon ke liye ek wabale jaan bani bhi hai.
10:27
Water cooperation ka amla yaha pocha hai.
10:29
Savage ki line ki murammat ke hawale se line toote 2 gante se zayed waqt gudar chuka.
10:35
Jande paani ka rasao hai.
10:36
Wo jaari hai.
10:37
Is waqt Neepa Chaurangi ki ek sadak darya ke manazir pech kar rahi hai.
10:42
Shehriyon ko shadeed mujhkilat ka saamna hai.
10:45
Israel par Yergamali ke batle 50 Falestini kaidi reha karne par tayyar ho gaya hai.
10:50
Gaza mein 15 maan se jaari jang bant karne ke liye aaj mohida ka ailaan mutabake hai.
10:55
Doha mein 16 din se muzaaqraat jaari hai.
10:57
Falestini hukkaam ka kehna hai, sharaayat ko hatmi shakal di jaa rahi hai.
11:01
Israeli hukkaam ka kehna hai, jang bandi ke 3 marahil honge,
11:04
pehle marhale mein 42 din ke liye ladaai band ki jaayegi.
11:09
News bulletin se phil waqt itna hai.
11:10
Hazir honge news headlines ke saath.
Recommended
10:15
|
Up next
Bushra Bibi Arrested - ARY News 1 PM Headlines 17th JAN 2025 | Breaking News
ARY NEWS
1/17/2025
8:49
Bushra Bibi in Trouble! - ARY News 10 AM Headlines | 13th JAN 2025
ARY NEWS
1/13/2025
18:47
ARY News 12 PM Bulletin | 12th Dec 2024 | Journalist questions Bushra Bibi
ARY NEWS
12/12/2024
14:36
Court issues warrant for Mustafa Amir || ARY News 12 PM Bulletin || 24th Feb 2025
ARY NEWS
2/24/2025
7:38
ARY News 11 AM Headlines | 26th DEC 2024 | Good News for Bushra Bibi
ARY NEWS
12/26/2024
13:34
ARY News 3 PM Bulletin | 2ND Nov 2024 | FIA Challenges Bushra Bibi Release
ARY NEWS
11/2/2024
7:42
Bushra Bibi reached Adiala || ARY News 1 PM Headlines || 10th Feb 2025
ARY NEWS
2/10/2025
11:06
ARY News 8 AM News Bulletin | 23rd Nov 2024 | 2 new cases filed against Bushra Bibi
ARY NEWS
11/23/2024
34:50
Govt In Action Against Justice Mansoor | ARY News 12 PM Bulletin | 28th JAN 2025
ARY NEWS
1/28/2025
0:49
190 million pounds case: court extends interim bail of Bushra bibi, PTI chairman
ARY NEWS
8/5/2023
22:44
ARY News 12 PM News Bulletin | 19th August 2024 | SC Issues Notice to Bushra Bibi
ARY NEWS
8/19/2024
7:29
ARY News 1 PM Headlines | 8th Dec 2024 | Bushra Bibi in trouble!
ARY NEWS
12/8/2024
7:59
Big News from Supreme Court - ARY News 10 AM Headlines | 20th JAN 2025
ARY NEWS
1/20/2025
17:05
ARY News 9 PM Bulletin | 24th Oct 2024 | Bushra Bibi in Peshawar - Latest News
ARY NEWS
10/24/2024
11:51
Military Court Case - ARY News 1 PM Headlines | 10th JAN 2025 | Justice Musarrat Hilali on Fire
ARY NEWS
1/10/2025
7:26
ARY News 2 PM Headlines | 7th Dec 2024 | Bushra Bibi's claims -Inside Story
ARY NEWS
12/7/2024
5:21
Military Court Case Hearing || ARY News 11 AM Headlines || 29th JAN 2025
ARY NEWS
1/29/2025
17:50
Bushra Bibi Important Meeting - Shocking News | ARY News 12 AM Headlines | 3rd Jan 2025
ARY NEWS
1/2/2025
8:52
Military Trial - Big News form Supreme Court - ARY News 11 AM Headlines | 14th JAN 2025
ARY NEWS
1/14/2025
9:55
Big News From Supreme Court - ARY News 10 AM Headlines | 23rd JAN 2025
ARY NEWS
1/23/2025
10:51
ARY News 02 PM Headlines | 1st October 2024 | Bushra Bibi in Trouble?
ARY NEWS
10/1/2024
7:47
Ten Additional Judges of Peshawar High Court take oath - ARY News 11 AM Headlines | 4th FEB 2025
ARY NEWS
2/4/2025
9:37
PTI Chief's meeting with Bushra Bibi - Prime Time Headlines - ARY News 9 AM Headlines | 12 FEB 2025
ARY NEWS
2/12/2025
9:57
ARY News 10 AM Headlines | 21st DEC 2024 | Bushra Bibi surrendered herself
ARY NEWS
12/21/2024
8:47
ARY News 1 PM Headlines | 23rd DEC 2024 | High Court stopped Election Tribunal
ARY NEWS
12/23/2024