Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Hn_Ani_Prayagraj_Parmart_Niketan_Chief_Swami_Chidanand_Saraswati_21-05-26
ETVBHARAT
Follow
1/12/2025
default
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Manthan nahi, katha badi pyari hai, ladaai devataon aur asuron mein doi tarah ke log
00:07
hain, daanav aur maanav, kuch log maanav ki tarah jeete hain, kuch log daanav ki tarah
00:13
jeete hain, aaj bhi dekhne ko milta hai, lekin dono mein jab ladaai hoti hai, to amrit ki
00:23
talaash mein nikalte hain, dono saagar manthan karte hain aur phir zehar nikalta hai, yehi
00:30
jeevan ki yatra hai, ki jab vekti jeevan mein bhi kuch karne ko nikalta hai, to sabse pehle
00:39
usse zehar ka saamana karna padta hai, dukkon aur takleefon ka saamana karna padta hai,
00:46
isliye usse dukkon aur takleefon ka saamana na karna padhe, vekti bheetar utre, bheetar
01:01
ki dubki lagaye, baat ban jaayegi, isliye yeh jo saagar manthan ki yatra hai, yeh kebhal
01:08
saagar manthan ki nahi, yeh jeevan ki katha hai, aur yeh swayam ke manthan ki katha hai,
01:16
yeh amrit manthan ki nahi, balki aatma manthan ki katha hai, dubki bheetar lagni hai, yeh
01:25
bhi sach hai, sangam ki dubki saare paapon ko nasht karte hai, punyon ko pradaan karte
01:32
hai, lekin sach toh yeh hai, jab bheetar ki dubki lagti hai na, toh aap paap aur punya
01:37
se upar udh jate hai, phir jeevan itna shuddh ho jata hai, ki paap ho hi nahi paata, paap
01:43
wali bhavana nahi aati hai man mein, isliye bheetar ki dubki lagna bhi bahut zaruri hai,
01:49
kuch log hai, unko lagta hai ki yeh snan toh kuch logon ka hai, yeh kuch logon ka nahi,
01:55
yeh sab logon ka hai, sangam kise nahi chahiye, shanti kise nahi chahiye, pavitrata, pavanta
02:01
kise nahi chahiye, sab ko chahiye, isliye, mein toh konga yeh mauka hai, kal jab aap
02:07
snan karein, ek hi praarthana karein, bhagwan sab ka bhala karein, sab ki raksha karein,
02:15
vishwa mein kalyan ho aur saati saath, vishwa ke kalyan ke saath saath, humein swayam ko
02:22
bhi yaad rakhna hai, ki mera jeevan kyu mila hai mujhe, mere jeevan ka uddeshi kya hai,
02:33
ek toh prabhu ki praapti, lekin saath saath, jis mitti ne mujhe, pehda kiya hai, us mitti
02:39
ke liye, us vatan ke liye, us vatan ko chaman banayi rakhne ke liye, us vatan mein aman
02:44
kaayam karne ke liye, humein keval sangam mein nahi, apne dil ke sangam mein bhi dubki
02:51
lagani hai, aur nishya karna hai, idam rashtraye swaha, idam namam, hum rashtra ko samarpit
02:58
hokar, apne jeevan ko, apne kartavyon ka palang karte hui, dharm yehi hai, jo aapko apne kartavyon
03:04
par aroor rakhta hai, bas itna hi karna hai, agar yeh hoga, toh dil mein bhi sangam hoga,
03:13
samaj mein bhi sangam hoga, vishwa mein bhi sangam hoga, kyonki yudh ke baadal jage jage
03:21
chhaye hua hai, logon ke dilon mein bhi negative narrative, unko khere hua hai, bas
03:28
mein un sab ke liye bhi praarthana karta hu, jo nahi aap aarein, kuch wajah se, taaki
03:35
kumbh khatam hote hote, wo log bhi aaye, dubki lagaye, aur saasat ek sankalp le, jeeenge
03:43
ae vatan tere liye, kuch karenge toh tere liye, ab apne ko, apne swarthon ko, apne shikayton
03:58
ko, apne shikwon ko, is sangam ki dubki ke saath hi visarjit kar dena hai, is dubki se
04:06
ek nai yatra shuru karni hai, aur apne rashtra ka nirman karna hai, bas tabhi ye kumbh safal
04:13
hai, kumbh koi bahar thoda nahi hai, kumbh toh bheetar hai, isliye aaye, bahar bhi kumbh
04:20
ka darshan karein, aur bheetar ke kumbh ka bhi darshan karein, jo aapke jeevan ko pavitrata
04:25
pradhan karega, aur rashtra ko sthirta pradhan karega, rashtra ko shanti pradhan karega, shanti
04:32
bhi hogi, aur vishwa shanti bhi hogi, dhanyawaad.
Recommended
5:00
|
Up next
Hn_Ani_Prayagraj_Parmart_Niketan_Chief_Swami_Chidanand_Saraswati_21-00-26
ETVBHARAT
1/12/2025
5:00
Hn_Ani_Prayagraj_Parmart_Niketan_Chief_Swami_Chidanand_Saraswati_20-55-26
ETVBHARAT
1/12/2025
3:45
Hn_Ani_Up_Prayagraj_Swami_Kailashanand_Giri_Ji_Maharaj_18-04-17
ETVBHARAT
1/12/2025
1:42
Hn_Ani_Prayagraj_Sadhvi_Bhagwati_Saraswati_On_15-28-19
ETVBHARAT
1/13/2025
1:54
Hn_Ani2_Wb_Gangasagar_Swami_Nishchalanand_Sarawati_16-27-21
ETVBHARAT
1/13/2025
5:00
Hn_Ani_Prayagraj_Sadhvi_Bhagwati_Saraswati_On_15-23-19
ETVBHARAT
1/13/2025
4:44
Hn_Ani_Prayagraj_Sadhvi_Bhagwati_Saraswati_On_19-31-34
ETVBHARAT
1/13/2025
3:43
Hn_Ani_Karnal_Haryana_Chief_Minister_Nayab_Singh_Saini_19-27-51
ETVBHARAT
1/13/2025
0:52
Hn_Ani2_Up_Prayagraj_Jagatguru_Sankaracharya_Swami_Narendranand_Saraswati_On_Maha_Kumbh_10-58-32
ETVBHARAT
1/10/2025
5:00
Hn_Ani_Chitrakoot_Madhya_Pradesh_Chief_Minister_Mohan_Yadav_Vsiisted_22-23-02
ETVBHARAT
1/14/2025
1:56
Hn_Ani_Chitrakoot_Madhya_Pradesh_Chief_Minister_Mohan_Yadav_Vsiisted_22-33-02
ETVBHARAT
1/14/2025
1:08
Hn_Ani_Chitrakoot_Madhya_Pradesh_Chief_Minister_Mohan_Yadav_Vsiisted_22-34-58
ETVBHARAT
1/14/2025
1:02
Hn_Ani_Prayagraj_Chidanand_Saraswathi_On_Amrit_Snan_10-20-26
ETVBHARAT
1/14/2025
1:09
Hn_Ani2_Br_Patna_Jana_Suraj_Party_Chief_Prashant_Kishor_16-01-26
ETVBHARAT
1/6/2025
5:00
Hn_Ani2_Br_Patna_Jana_Suraj_Party_Chief_Prashant_Kishor_15-46-14
ETVBHARAT
1/6/2025
5:00
Hn_Ani_Patna_Jitan_Ram_Manjhi_On_Kumbh_Mela_19-07-28
ETVBHARAT
1/13/2025
1:15
Hn_Ani_Delhi_Karnataka_Chief_Minister_Siddaramaiah_Reach_21-58-42
ETVBHARAT
1/14/2025
5:00
Hn_Ani_Goa_Panaji_Manikrao_Thakre_Amith_Patkar_Pc_02-41-07
ETVBHARAT
1/13/2025
1:44
Hn_Ani_Up_Prayagraj_Gajendra_Singh_Shekhawat_Pc_18-01-17
ETVBHARAT
1/12/2025
1:30
Hn_Ani_Prayagraj_Poet_Dr_Kumar_Vishwwas_Enthralls_21-08-32
ETVBHARAT
1/8/2025
5:00
Hn_Ani2_Up_Prayagraj_Ramesh_Kumar_Manjhi_Alias_Kaate_Wale_Baba_17-35-34
ETVBHARAT
1/15/2025
5:00
Hn_Ani_Prayagraj_Himangi_Sakhi_On_Maha_Kumbh_23-28-17
ETVBHARAT
1/10/2025
5:00
Hn_Ani_Chitrakoot_Madhya_Pradesh_Chief_Minister_Mohan_Yadav_Vsiisted_22-28-02
ETVBHARAT
1/14/2025
5:00
Hn_Ani_Chitrakoot_Madhya_Pradesh_Chief_Minister_Mohan_Yadav_Vsiisted_22-18-02
ETVBHARAT
1/14/2025
2:02
Hn_Ani2_Up_Prayagraj_Ramesh_Kumar_Manjhi_Alias_Kaate_Wale_Baba_17-40-34
ETVBHARAT
1/15/2025