Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
What is the Purpose of Life by Dr Israr Ahmed Best Motivational Clip
Real Knowledge
Follow
10/22/2024
Category
📚
Learning
Transcript
Display full video transcript
00:00
Ibtadaayi daur hai, bilkul bachha bhi hai, khel, bas laib, iske shiva usse koi zindagi
00:16
se sarokhaari nahi, zindagi ke tal haqaai kabhi usse malum nahi, bhoog lagi toh roh
00:22
kare, maa ne dood pilana hai, khilana hai, unse toh kuch nahi karna usse, woh laib, khel,
00:30
dekin thoda se aage chalte hain, teen ager stage mein jab daakhil hota hai aadmi, toh
00:38
ab woh nira khel, masoomana khel nahi rehta, usme talazuz, sensual gratification ka, unse
00:45
par shamil ho jaa, ab iske kahaan lahav, e laboo annabal hayatun duniya laibun wa lahvun,
00:55
thoda aage badhiye toh insaan par sabse zyada dhun sawaar ho jaati hai, banao singhaar,
01:03
mera libaas fashion ke mutaabik hoon, kahi aisa nao mazaak wade, apne libaas ke baare
01:10
bohot conscious hoga, apne hair cut ke baare bohot conscious hoga, har cheez ke baare bohot
01:15
conscious, zeenatun, banao singhaar, aaraish, jabaish, iss se zara aage gaye, takasurun
01:28
fil amwaali wal lahu, tafakurun mainakum, yeh samajhiye ke takreeman 30 baras ke umar
01:34
jab insaan ki hoti hai, ab fakr, tafakur, yaa daulat par fakr hoga, yaa nasab par fakr
01:42
hoga, yaa apne kisi siyasi hasiyat par fakr hoga, apne chaudrahat par fakr hoga, tafakurun
01:51
mainakum, jisme jaan me chuke tawanaai hoti hai, kumwat hoti hai, dekin iske baad jab
02:00
umar dhali, bada realistic ho jata hai insaan phir, yeh jo chauthi stage thi, isme toh
02:08
yeh ke mooch neechi na ho, chahe sab kuch main apna farsh kar doon, dao pe laga doon,
02:14
lekin mooch neechi nahi hogi, aakhari stage wo hoti hai, ke phir hoka lag jata hai aadmi
02:20
ko, takasurun fil amwaali wal aulat, maal aur aulat ki kasrat kasrat kasrat, ab yeh
02:27
hota hai ke mooch neechi kya, moond bhi di jaye toh koi haraj nahi, maal aana chahiye,
02:33
very realistic, aur isi haal mein insaan hota hai, aakhari paare ke surat ne phir isme
02:39
aad karke, iske upar mohor laga gyi, al haatum takasur hatta zurtumul maqaabir, yeh takasur
02:50
joh hai speech peechha nahi chhorta, itni daunat bhi hai ke aapki das dasle kha sakhi
02:56
itminan se baith ke tab bhi sabar nahi, bade mian ki taange jo hai wo kabar me latki hui
03:03
hai, lekin takasurun jo hai, takasur maal, wo peechha nahi chhorta, hatta zurtumul maqaabir,
03:11
yahan tak ke kabar utar jaaye, kabar me utar diya jaaye, jab tak taange sirf latki hui
03:17
hai, us waqt tak nahi, iske baad tashbeeh di hai, yeh hayat-e-duniyawi ka jo ek cycle
03:24
aalamu annamal hayat-e-duniya la'ibun wa lahbun wa zeenatun wa tafakhurun bainakum
03:30
wa takasurun fil amwale wal aulatun, ab kis ko compare kiya hai, plant kingdom me jo cycle
03:37
chal raha hai, yeh hamara cycle hai saadh saptar baras ka, bacha peyda hua, khushiya
03:45
manayi gayi, fir wo ladakpan se, fir teenager stage se, fir jawani hai, fir adhed umar hai
03:53
fir burhapa hai fir kabar me utar a jaana hai, dekin yeh ki plant kingdom me cycle chalti
04:00
hai, ka masal-e-ghaisin a'jabal kuffaran abatuhu, summa yaheej, fataraahu musfarran, summa
04:10
yakoolu khutaba, yeh chaar stage hai, jaise barish barasti hai, toh sabza namudar kota
04:20
hai, aur kashkar ko bada achha lakta hai, usne beed boya tha, usne meinat ki thi, usne
04:26
hal chalaya tha, a'jabal kuffaran abatuhu, usko bada achha lakta hai, dil maag maag
04:32
ho jata hai, jaise aap kiyaan beta hua, pota hua, khushiya manate hai yaar, ka masal-e-ghaisin
04:39
a'jabal kuffaran abatuhu, summa yaheej, fir wo fasal apni poori quwwat ko pohoti hai,
04:45
fasal lahdaha rahi hai, fataraahu musfarran, fir wo zard ho jati hai, wo haryawal ab khatab
04:53
hoi hai, ab fasal pak gayi hai, ab wo zardi par aa gayi hai, summa yakoolu khutaba, fir
05:02
waqt aata hai, agar wo khudro ghaas hai, fir wo chura chura ho kar, fir wo mitti me mil
05:08
jati hai, aur agar fasal hai toh kheti kat gayi, uske baad kya rahe gaya, wo chura hi
05:13
hai baqi, yeh life ka cycle chal raha hai, teen maheene ka ho, chaar maheene ka ho, yeh
05:20
hai plant kingdom ka, wo hai cycle, insani zindagi, ab firmahi teep ki baad jo hai,
05:27
wa fil aakhirati a'zaabun sadeedun wa maghfiratun min allahi waridwan, dekho duniya ki zindagi
05:34
toh in stage se hokar gudari jaani hai, jo paida hua hai, uspar murhaapa bhi aayega,
05:41
kullu nafsin zaayiqatul maudhu, surah aal-e-imran ki 155 aayat ka paila gulza tha, har insaan
05:47
ko jo paida hua, maudh aangi hai, ab yeh hai ki woh kahi aapne mahal mein gudar li zindagi,
05:53
kisi kutiya mein gudar li zindagi, kisi ki footpath par gudar gayi zindagi, zindagi gudar
05:58
jati, gudarti hai, aur un paanch stage se hokar gudarti hai, aap gandi galiyon mein bachon
06:05
ko khilte hua dekhte hai, wo bhi khil raha hote hai, naliyon ke paani ke indak khil raha
06:11
hote hai, unka bhi khil raha hote hai, dande jodh mein khil raha hote hai, wo toh hai,
06:16
zindagi ki woh stage jo hai, khil ki hai, kisi ke paal bade qeemti khilone hai, unse
06:20
khil raha hai, koi isitra guli danda khil raha hai, koi kuch aur khil raha hai, lekin
06:25
wo paanch stage toh aayegi, a'lamu annamal hayatul duniya, la'ibun wa lahvun wa zeenatun
06:31
wa tafakurun baidakun wa takasunun fil awale wal aulat, kamasa li ghaisin ajamal kuffaran
06:37
nabatuhu, summa yahiju fataraahu musfarran, summa yakunuhu hutama, wa fil aakhirati azaabun
06:43
shadeedun wa maghfuratun min Allahi wa rizwan, aakhirat mein jaakar yeh bifurcation ho jaani
06:49
hai, ya toh shadeed azaab, aur ya Allah ki maghfurat aur raza, now the choice is yours,
07:00
imma shaakirun wa imma kafura, faisla tum khud kar loon, bimal hayatul duniya illa mata'ul
07:09
ghuroor, yahan bhi aakhri alfaz woh hai duniya ki zindagi dhokay ke sewa kuch nahi, kyun?
07:15
agar toh duniya ki zindagi mein gum ho gaye, jaisi ki Iqbal ne kaha hai kaafir ki yeh
07:20
pehchaan ke aafaak mein gum hai, aur momin ki yeh pehchaan ke gum usmein aafaak, duniya
07:28
mein raho, taalib-e-duniya na bano, taalib-e-uqba, taalib-e-aakhira, duniya mein raho, barto
07:35
istimal karo, tumhare liye payda kiya gaya, bai barto, mata hai, bartne ki sheh hai,
07:43
haa halal aur haram ki pabandiya saamne rakho, baaki barto, matloob yeh na ho, maqsoob
07:51
yeh na ho, matloob aakhira ho, innama duniya khuliqat lakum wal tul khuliqtun lil aakhira
07:57
ho, manzil woh rahe, mustahzad rahe, saamne rahe, ki main toh ajnabi hoon yahan, yeh
08:04
mera watan nahi hai, ad-duniya sijnul momineh wa jannatul kaafir, jaisi kisi parinde ko
08:11
kisi finjre mein band kar diya gaya ho, us tarah mein is duniya mein bhej diya gaya,
08:17
Allah ki marzi hai usne bheja hai, jab tak woh chahata hum rahenge yahan, lekin hamara
08:21
dil yahan nahi lagega, bazaar se gudra hoon, kharidaar nahi hoon, talib-e-duniya nahi hoon,
08:31
tab toh yeh koi dhoke ka fada nahi, patan nahi, bilkul nahi.
Recommended
12:55
|
Up next
Insan Kya Kare? every Issue of Human Life by Dr Israr Ahmed Motivational video
Real Knowledge
11/14/2024
11:17
Dont give up by Dr Israr Ahmed kabi mayoss mat huna Motivational video
Real Knowledge
10/29/2024
5:24
Dr Israr Ahmed Life Changing Bayan - Reality Of Li
I Care
9/9/2024
4:51
Dr Israr Ahmed Life Changing Bayan
Islamic Portal
5/19/2021
5:32
How To Control Your Nafs , Mind , Emotions & Thoughts - Dr Israr Ahmed Life Changing Clip
Allround info
6/3/2023
0:33
Cristiano Ronaldo vs Caveman Goalkeeper Funniest Football Match Ever!
learnvibe
2 days ago
0:33
Caveman Challenges Cristiano Ronaldo to a Race Hilarious Outcome!
learnvibe
4 days ago
0:32
Stone Man Tries to Fly Like a Mosquito 😂
learnvibe
7/13/2025
47:12
Omar_Series_Episode_31_Last_Urdu_Hindi(360p)
Allround info
8/25/2023
43:40
Omar_Series_Episode_30_2nd_Last_Urdu_Hindi(360p)
Allround info
8/25/2023
44:29
Omar_Series_Episode_23_Urdu_Hindi(360p)
Allround info
8/17/2023
4:01
Ibrahim A.S ki qurbani molana Tariq Jameel emotional clip
Real Knowledge
12/10/2024
6:24
Jab Hazrat Ameer Hamza r.a ne abu jahal ka sar phara | hazrat Ameer Hamza uncle of prophet s.a.w
Real Knowledge
12/9/2024
3:30
Secret of success kamyabi ka raaz molana Tariq Jameel clip
Real Knowledge
12/9/2024
9:33
Wisdom - Knowledge علم اور ڈگری Clip Maulana Tariq Jameel Latest Bayan 26 October 2017
Real Knowledge
12/7/2024
10:15
Time asar prayer & Hanafi Asar ki Namaz Der se Kyon padhte hain? | Asar ki namaz Ka Waqt Konsa better hai?
Real Knowledge
12/6/2024
4:44
Mufti Tariq Masood short Islamic motivating video
Real Knowledge
12/6/2024
39:11
Dars E Hadees lecture 7 Mufti Tariq Masood Speeches
Real Knowledge
11/29/2024
4:58
3 khas cheezen srif is ummat ke liye | Dr israr Ahmed
Real Knowledge
11/29/2024
4:14
Kis wajah se Allah ne Adam A.S ko fazilat di
Real Knowledge
11/24/2024
31:53
Dars E Hadees lecture #6 Mufti Tariq Masood 🕋
Real Knowledge
11/20/2024
29:36
Dars E Hadees lecture #5 Mufti Tariq Masood 🕋
Real Knowledge
11/14/2024
34:49
Dars E Hadees lecture 4 Mufti Tariq Masood
Real Knowledge
11/11/2024
40:50
Dars E Hadees lecture 3 Mufti Tariq Masood
Real Knowledge
11/8/2024
28:41
How Hazrat Umar Farooq RA Accept Islam Bayan of Maulana Tariq Jameel 2016
Real Knowledge
10/31/2024