Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Article 140-A, Amendment in the Local Government System | What is the PPP's opinion ? Nasir Hussain shah Reveals
ARY NEWS
Follow
10/13/2024
#LocalGovernment #constitutionalamendment #LGAmendmentBill #aitrazhai #aniqanisar #pmlngovt #mqmpakistan #ppp #pmlngovt #nasirhussainshah #bilawalbhutto
Article 140-A, Amendment in the Local Government System, PPP's opinion ? Nasir Hussain shah Reveals
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Shah saab, abhi doctor saab firma rahe the Pakistan People's Party ki kal mulaqat hai
00:06
Article 140A, yaani Local Bodies ke hawale se tarmeem pe.
00:11
Aur wo keh rahe hai PMLN ne commitment de diye, ki 140A ke andar tarmeem ki jaayegi.
00:17
Pakistan People's Party ka bhi wo keh rahe the ki Bilawal Bhutto Zardari sahab ko kisi
00:21
zamana me dikhaya tha, toh unhone isko bada saraha tha.
00:24
Sarahane me aur tarmeem ki commitment karne me fark hai.
00:27
Pakistan People's Party ka ispe kya stance hai?
00:31
Bismillahir Rahmanir Rahim, Allahumma salli ala Muhammad wa ala Muhammad.
00:37
Dekhein hum bilkul chaah bhi rahe hain aur humne ba-iqtiyar kiya bhi hai baldiyati idaron
00:44
ko.
00:45
Agar aap comparison karein poore mulk mein, toh sirf Sindh mein, aapko ye idare kadre
00:54
ba-iqtiyar nazar aayenge.
00:56
In ke mukabale mein Balochistan mein bhi abhi itne iqtiyaraat nahin diye gaye.
01:00
Haaliya dino mein chairman sahab ne CM se kaha hai Balochistan se ki wahan pe idaron
01:06
ko ba-iqtiyar kiya jaye.
01:08
Jab wo gaye the Quetta toh unki tamam jo chairman aur mayor the unse mulaqat bhi hui
01:14
thi.
01:15
Punjab mein abhi tak elections nahin ho rahe.
01:19
KP mein jo idarein hain wo bilkul ba-iqtiyar hain aur wo aaye din wahan ke jo chairman
01:25
ya jo mayor hain ya jo bhi wahan ke log hain wo ihtijaj karte hain aapko nazar aate hain.
01:32
Sirf Sindh mein kadre inko baitar iqtiyaraat diye gaye hain lekin inko mazeed iqtiyaraat
01:39
dene ki zarurat hain aur chairman sahab ne kaha hain humne kanun saazi bhi kiye hain
01:44
aur jo usme kuch mazeed rehti hain cheezein unko bhi baitar kiya jayega.
01:49
Shah sahab waise yeh local body ke election mein MQM versus People's Party jiss sareeke
01:54
se hua tha and then JI versus People's Party uske indra aisa mehsoos hota hai ki abhi bohot
01:59
saare lagunas hain jo ke Sindh ke andar bhi local bodies ke hawale se fill up karne hain
02:03
aapne kahe kadre baitar toh I agree kadre baitar hain lekin bohot baitar nahin hain
02:07
bohot saari iske indar space hain.
02:10
Doctor sahab firma rahe hain ki Pakistan People's Party bhi on board hogi is this correct?
02:14
Aur wo ek aur cheez badi interesting firma rahe the ke shayad People's Party yeh kahegi
02:19
ke 26 me ayani tarmeem mein aap support karein 27 me ayani tarmeem article 148 ki uske andar
02:24
hum support karenge.
02:26
Kya yeh baat ya unki jo yeh pre-emptive thought hai?
02:30
Kya yeh durst hai ya nahi?
02:33
Farooq Sattar sahab mere mautram hain aur bade zeerak politician hain aur senior hain
02:41
kaafi.
02:42
Wo istara ki baatein karte rahte hain.
02:45
Lekin yeh koi give and take ka koi issue nahi hain.
02:48
Balke hum khud chahate hain ki humare idare mazeed baa ikhtiyar hun.
02:52
Lekin dekhe usme bohot saari issues hain.
02:57
Iss waqt agar poore subah ki baat agar aap karte hain toh bade mukableh bhi hua,
03:03
sab kuch hua.
03:04
Lekin iss waqt jitne mayor hain poore subah mein wo Pakistan People's Party ke hain.
03:10
District Councils ke jitne chairman hain wo People's Party ke hain.
03:14
Lekin muhtalif towns municipal corporations jo hain wo zarur kuch hain jo kuch PTI supported
03:22
logon ke paas hain, kuch Jamaat-e-Islami ke paas hain.
03:25
MQM ne toh zayir hain usme hisa nahi liya tha.
03:28
Toh yeh hai aur humne apne logon ko kaise baa ikhtiyar nahi karenge.
03:33
Balke pehle bhi jab yahan pe mayor the mukhalif bhi the, MQM se bhi taluk rakhte the,
03:40
toh unko bhi kaafi ikhtiyarat the.
03:42
Balke aapko yaad hoga ki jab PTI ne tamaam Punjab ke jo us waqt ke mayor the,
03:49
chairman the unko mautil kar diya tha.
03:52
Toh hum par bhi bada pressure pada tha ki ji aap Karachi aapka capital hai,
03:57
subah ka aur wahan pe mayor agar MQM ka hai,
04:01
toh agar wafaqi hukumat apne mukhalif mayor jo hain unko mautil karti hai,
04:07
toh aap kyun nahi karte aur administrator lagate,
04:10
lekin chairman Bilawal sahab ne yeh baat nahi maani.
04:13
Kab MQM ne pehle yeh shikaayat daroor karte the,
04:15
ki humare haath baan diya gaye,
04:17
chahe hum log udhar as local government ke memoraan hum log lage rahe hain,
04:22
representatives ke taur par lage rahe hain,
04:24
lekin humare haath baan diya gaye,
04:25
hume support nahi ki gaye,
04:26
Karachi ko fund nahi diya gaya,
04:27
Karachi ko support nahi kiya gaya.
04:28
So ek yeh shikaayat toh MQM ki thi,
04:30
lekin us time par Dr. Farooq Sattar ek aur baat firma kar gaye,
04:33
aur wo kaike gaye hai,
04:34
kab tak Pakistan People's Party,
04:36
party ladkana ke sakar ke,
04:38
naujawanon ki awaaz dabati rahe gi,
04:40
local bodies ke hawaale se,
04:42
toh yeh bhi ek alzaam ke taur par dekhe.
04:46
Dekhein wo ek political statement hai unki,
04:50
wo istara ki karte rahete hain,
04:52
People's Party hi toh hai,
04:54
jo logon ki awaaz banti hai,
04:56
kisne shahoor diya tha logon ko,
04:58
Bhutto sahab ne,
04:59
aur wo hammesha BB Shaheed ne,
05:01
phir President Asif Ali Zardari aur Chairman Bilawal Bhutto baat karte hain,
05:06
hum kaise yeh baat karenge,
05:09
Despite that, Musharraf ke zamane me,
05:11
local body government sabse zyada strong thi,
05:13
Ekamir ke zamane me,
05:14
jahan ke local body government ko,
05:16
waise Jumboori zamane ke andar strong hona chahiye tha.
05:21
Main aapko ek arz karun,
05:22
main us tenure me,
05:25
dono tenure,
05:27
jo tha us time pe,
05:28
dono tenure,
05:29
apne district ka nazim raha hun,
05:32
mujhe ilm hain ke wo kitna bai ikhtiyar tha,
05:35
lekin wo sab kuch control democracy me aata hai,
05:39
ki jab aap National Assembly na ho,
05:42
Provincial Assemblies na ho,
05:44
tab inko istara ki ikhtiyarat diye gaye the,
05:49
koshish ki gayi thi,
05:50
lekin main aapko bataun ki,
05:52
jab istara ki idare bilkul hote hain,
05:55
azaad hote hain,
05:57
toh uska shakhsana humne bhukta hai,
05:59
yahan pe Karachi me yeh jitni issues aate hain,
06:02
wo kyun aate hain,
06:03
kyun jitne naale hain unko illegally taur pe,
06:07
legalize karke,
06:08
encroach karha diya gaya,
06:10
aur bahut saare istara ki issues hain,
06:12
jo saamne aaye the,
06:13
toh kuch na kuch check aur balance,
06:15
Federal ya Provincial Governments ka hona chahiye,
06:19
ab yeh jistara ki baatein ki jaati hain,
06:24
aur jo kuch kaha jaata hai,
06:26
wo munasib nahin hain,
06:27
ikhtiyarat hone chahiye,
06:29
Municipal Services hain,
06:31
wo mukamal taur pe bai ikhtiyar hain,
06:33
jo humare Mayor hain,
06:34
isi tarah ab agar yeh Provincial Departments bhi mangenge,
06:38
jinki karkardegi bhi buri tarah mutasir hui thi,
06:41
kyunki main isliye aap se keh raha hun,
06:43
ke main khud nazim raha hun,
06:45
aur bada bai ikhtiyar nazim raha hun,
06:47
So, Shah sahab,
06:48
let me try to understand what you're saying,
06:50
kya aap yeh keh rahe hain,
06:51
local body government manzoor,
06:52
lekin maadir padar aazadi manzoor nahin,
06:54
so local body pe Government,
06:56
Provincial Government checks and balances,
06:59
toh wo aasar andaaz nahin hoga yeh Shah sahab,
07:01
toh wo aazadi toh nahin hoyi phir,
07:03
grass root level ki democracy toh nahin hoyi,
07:05
dekhe nahin aazadi,
07:06
sun le na,
07:07
har kisi ke apna domain hain,
07:09
agar hum abhi jaa ke shuru kardein,
07:12
Provincial Governments jo hain,
07:14
wo apne digar mamalik se baith ke,
07:17
jis tarah bhi KP ke CM sahab ne badak maari hui hain,
07:20
ke jee main Afghanistan se khud hi mamla durz karunga,
07:24
toh aaya kya aayin me,
07:26
iski ijazat hain,
07:27
limitations hoti hain,
07:29
ek Federal Government ka domain hain,
07:31
ek Provincial Governments ka domain hain,
07:33
phir yeh third tier ka domain aajaata hain,
07:35
toh yeh istara ki baatein nahin hoti hain,
07:37
naare lagane ke liye,
07:39
political statement ke liye,
07:41
point scoring karne ke liye,
07:43
toh hum keh sakte hain,
07:44
lekin haqeeqat jo hain,
07:45
wo uske baraqs hain,
07:47
aur har kisi ka apna ek check and balance hona chahiye,
Recommended
7:00
|
Up next
Local Government Amendment Bill | MQM P Leader Dr Farooq Sattar's Shocking Revelations
ARY NEWS
10/13/2024
40:23
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 13th October 2024
ARY NEWS
10/13/2024
3:46
Kiya PPP Local Government Nizam Main Tabdeeli kay Bill Main Sath Degi? Farooq Sattar's Opinion
ARY NEWS
10/13/2024
2:23
Did the government and its allies have enough numbers for the constitutional amendment
ARY NEWS
10/13/2024
45:11
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 27th September 2024
ARY NEWS
9/27/2024
46:33
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 20th September 2024
ARY NEWS
9/20/2024
13:45
48-Hour Deadline to Halt the Operation - ARY News 12 AM Bulletin - 29th JAN 2025
ARY NEWS
1/28/2025
41:57
11th Hour | Waseem Badami | ARY News | 4th Nov 2024
ARY NEWS
11/4/2024
12:53
Government and Opposition Talks - ARY News 12 AM Bulletin -28th JAN 2025
ARY NEWS
1/27/2025
25:59
ARY News 3 AM Bulletin | , | 15th Aug 2023
ARY NEWS
8/15/2023
36:20
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 14th June 2024
ARY NEWS
6/14/2024
39:15
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 12th January 2025
ARY NEWS
1/12/2025
41:29
Off The Record | Kashif Abbasi | Constitutional Amendment | ARY News | 17th October 2024
ARY NEWS
10/17/2024
40:57
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 27th October 2024
ARY NEWS
10/27/2024
13:20
ARY News 10 PM Headlines | 21st Sep 2024 | Ali Amin Gandapur's Big Announcement
ARY NEWS
9/21/2024
14:23
ARY News 12 AM Bulletin | 12th Nov 2024 | Bad Tareen Fazai Aloodgi, Zindaganian Khatray Mein
ARY NEWS
11/11/2024
15:45
Spate of Deadly Traffic Accidents Continues Unabated - ARY News 12 AM Bulletin 8th Feb 2025
ARY NEWS
2/7/2025
1:01:05
Constitutional Amendment | Special Transmission | ARY News | 15th September 2024
ARY NEWS
9/15/2024
6:50
ARY News 9 PM Bulletin | 4th Nov 2024 | Qaumi Assembly Ke Bad Senate Se Bhi Ahem Bil Manzoor
ARY NEWS
11/4/2024
1:15:18
ARY News 12 AM Bulletin | 20th Oct 2024 | 26th Constitutional Amendment
ARY NEWS
10/19/2024
49:33
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 22nd September 2024
ARY NEWS
9/22/2024
43:08
Sawal Yeh Hai | Maria Memon | ARY News | 12th October 2024
ARY NEWS
10/12/2024
48:12
Aiteraz Hai | Aniqa Nisar | ARY News | 4th April 2025
ARY NEWS
4/4/2025
1:39:24
Constitutional Amendment | Special Transmission | ARY News | 15th September 2024 Part - 2
ARY NEWS
9/15/2024
14:49
The Reporters | Khawar Ghumman & Chaudhry Ghulam Hussain | ARY News | 6th September 2024
ARY NEWS
9/6/2024