Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
गोपी किसकी प्रतीक है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024
katha tv
Follow
9/26/2024
गोपी किसकी प्रतीक है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Gopiyan apne ghar se nikal karke aur Thakur ke charanon me jane ke liye udhyat hai.
00:10
Bhagwan Shukdev varanan karte hai.
00:17
Jab anya Gopiyon ko pata chala,
00:20
To Gopiyan apne ghar me seva kar rahe the.
00:26
Koi apne bachon ko khila rahe the.
00:30
Koi apne saath sasur ke seva me lagi hoi the.
00:35
Sab apne apne ghar ghrishti ke kaare me lage hoi the.
00:40
Bansi ja karke sab ko shuchna deti hai.
00:45
Gopiyan jaise hi sun karke Thakur ke charanon me jane ke liye udhyat ho jati hai.
00:54
Jab wo chalne ke liye yatna karti hai,
01:00
To Bhagwan Shukdev kahte hai ki unko unke ghar ke logon ke dwara rukh diya gaya.
01:07
Taah bhaariya maanaah pati bhi hi.
01:11
Sabse pehle pati ne rukha.
01:14
Ki nahi tumhe nahi jaana hai.
01:20
Bhagwan Shukdev kahte hai ki jaise hi un logon ke dwara ush Gopi ko rukha gaya.
01:28
To Gopi ne kaha ki dekho.
01:34
Aapka aur mera samband jo hai na.
01:37
Iss sharir ka samband hai.
01:42
Mujhme pran hai.
01:45
Main bol pa rahi ho.
01:49
Tab tak nahi aap mujhe apne ghar mein rakhoge.
01:53
Jis din mere sharir se pran nikal jaayega,
01:58
To aap mere pati hi kyon na ho?
02:00
Aap mere shasuri hi kyon na ho?
02:02
Aap mere bhai bandhu hi kyon na ho?
02:07
Aap apne ghar mein mujhe das minut se adhik nahi rakhoge.
02:12
Turant aap kahoge kisse le jaa karke aur isko ghar se bahar kar.
02:16
Jaade din nahi rakha na hai.
02:20
To aapka jo prem hai na,
02:23
Iss sharir se,
02:26
Main bol pa rahi ho,
02:28
Main chal pa rahi ho,
02:30
Main seva kar pa rahi ho,
02:32
Ataha aap prem karna hai.
02:38
Gatavati vayu deha paye,
02:42
Bhariya vibhyati dash min kai.
02:46
Bhagwan Shankaracharya kahte hai,
02:48
Ki dekho jis maanon ko,
02:50
Jis vekti se atyant prem hai,
02:53
Lekin vaha prem kshanik hai,
02:55
Vaha dirg kaalik prem nahi hai.
03:00
Us sharir se pran nikalne ke baad,
03:03
Aaj tak kabhi kisi vekti ko,
03:05
Us sharir se prem raha hai kya?
03:10
Vaha Gopi bhi kahi koi baat hai.
03:13
Aapka aur mera sambandh,
03:15
Iss sharir ka hai.
03:17
Isliye aapko sharir priye hai,
03:19
Lekin hamare Prabhu ko,
03:21
Hamare aaradhya ko,
03:23
Hamara maan priye hai.
03:26
Unse hamara aatma ka sambandh hai,
03:28
Aur Gopi jaa karke,
03:30
Apne ghar me ek kamre me bethe,
03:34
Aur beth karke Gopi ne dhyan lagaya.
03:39
Kehte hain ye Gopi kaun hai?
03:41
To ye Gopi Rishi Gopi hai,
03:43
Jisse purv janamon ka abhyas hai,
03:46
Yog ka.
03:49
Us Gopi ne,
03:50
Yog ke madhyam se,
03:52
Apne pran ka,
03:53
Apne sharir se parityaag kiya,
03:56
Aur sukshm roop dharan karte huge,
03:58
Jaa karke Bhagwan Shyam Sundar ke charanon me,
04:01
Upastit ho gayi.
04:02
Boliye Vrindavan Biharilal eki.
04:05
Jai.
Recommended
0:57
|
Up next
बिना यह जाने भगवादप्राप्ति असंभव है || Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
Bhajan Marg
10/1/2024
6:36
मुझे दास बनाकर रख लेना भगवान तू अपने चरणों में __ पंडित बजरंग शास्त्री जी महाराज __ Bhajan 2024
katha tv
10/29/2024
5:09
गोपी श्रीकृष्ण से मिलने क्यों गयी थी Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024
katha tv
9/26/2024
6:00
भगवान का प्रथम भवन कौनसा है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024
katha tv
9/26/2024
4:05
श्री कृष्ण की कथा की क्या महिमा है Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024
katha tv
9/26/2024
2:26
भागवत कथा का श्रवण क्यों करना चाहिए Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024
katha tv
9/26/2024
4:27
भक्ति ने नारद जी को क्या उपदेश दिया Dr. SwamiRadhakantacharyaJi Maharaj Katha2024
katha tv
9/26/2024
6:27
भगवान को कब प्राप्त कर सकते है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/30/2024
2:31
भगवान को पाने के लिए क्या जरूरी है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/30/2024
3:45
परिक्रमा कैसे लगानी चाहिए Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
8/22/2024
4:22
विभीषण राम जी के कैसे भक्त थे Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/30/2024
6:36
आजकल के लोग संतान की प्राप्ति कैसे करते है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
8/22/2024
5:54
क्या भक्ति में कोई नियम होता है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/30/2024
6:54
सनकादिक नारद जी को कौन सा इतिहास बता रहे है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/30/2024
2:36
कोई भी कार्य शुरू करने से पहले क्या करना आवश्यक है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
7/21/2024
6:01
गोपियों को किस बात का अंहकार हो जाता है _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/29/2024
3:50
संसार में सबसे बड़ा मूर्ख कौन है Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/5/2024
7:40
युधिष्ठिर ने नारी जाति को क्या श्राप दिया Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/3/2024
7:07
श्री कृष्ण जी की मंडली का क्या नाम था Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/5/2024
7:05
सती जी को अपने पिता पर क्रोध क्यों आया Shri Harinarayana Charya Ji Maharaj Katha2024
katha tv
7/20/2024
5:54
भगवान की कथा का आनंद कब आता है __ Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
9/5/2024
4:19
श्री कृष्ण का विवाह किस प्रकार हुआ था _ __ Acharya Narottam Shastri Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
9/27/2024
5:25
महाराज जी ने प्रेमानंद जी महाराज जी के लिए कही बड़ी बात _ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha
katha tv
8/4/2024
9:45
शुकदेव जी और देवता _ Acharya Kripashankar Ji Maharaj _ Katha
katha tv
1/30/2024
3:35
तीनो तापो को विनष्ट करने की क्षमता किसमें है _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/29/2024