Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
bakri aur jungle story hindi kahani
Cartoon stories channel
Follow
9/16/2024
bakri aur jungle story hindi kahani
Category
ЁЯШ╣
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
In the forest named Hastinapur, there lived a goat named Toonni.
00:07
Her three children Dholu, Bholu and Raju lived with her.
00:11
Toonni was always worried about her children.
00:15
Because there lived a lion named Mangal in the forest.
00:19
Toonni was always afraid that her children might get lost in the forest.
00:26
If the children go to the forest by mistake, then the wild animals will not leave them.
00:30
Toonni used to say to her children with that fear.
00:34
See, children, we are small animals, so we should stay in the forest.
00:39
We should not go to the dense forest at all.
00:42
Understood, my children.
00:44
Mumma, Mumma, what will happen if we go to the forest?
00:50
To beta jungli jaanvar hume cheer phaad ke kha jaayenge
00:55
Haa mamma, hum kabhi nahi jaayenge
00:59
Okay good boy chalo, ab tum sab jaldi jaldi so jaav
01:03
Hum sabko subah jaldi uthna hai
01:05
Phir sabhi khaana khaake so jaate hai
01:08
Agli din subah Toonmi apne bachon se kehti hai
01:11
Bachon main jungal mein tumhare, papa ke saath ja rahi hu
01:15
Tum teenon saath mein hi rehna
01:17
Aur kahin bhi bahar mat jaana
01:19
Aur gane jungal mein toh galti se bhi mat jaana
01:23
Toonmi bakri uske pati ke saath
01:25
Jungal mein jaati hai
01:27
Tabhi teen bache aapas mein baat karte hai
01:30
Arey aau, hum nadiki kinnaarein khilne chalte hai
01:35
Toonmi bakri ka tisra beta Raju
01:37
Bahot hi sararti tha, wo kahita hai ki
01:40
Nadiki kinnaarein toh hum roj khilne jaate hai
01:44
Wahan kya jaana
01:46
Aaj kutuk tufhaane karte hai, chalo
01:50
Nahi Raju, amma ne bahar jaane se mana kiya hai
01:56
Arey bhatto, shide shide hi bolne ki teri bhat rahi hai
02:03
Toonmi ke tisre bache Raju ko jo kaam karne se mana kiya jaata tha
02:08
Wo ussi kaam ko pehle karta tha, sabke mana karne par bhi
02:13
Usne soch ke hi rakha tha ki
02:15
We ek din ghane jungal mein jaake hi rahega
02:18
Saam ho jaati hai jab Toonmi gar aati hai
02:21
Mamma mamma, aapne jungal mein jaane se mana kiya tha
02:25
Phir bhi Raju bhaiya jungal mein jaane ki jeet kar raha tha
02:30
Raju, mene tujhe mana kiya tha
02:32
Ghane jungal mein jaane se phir tu ne kyu jeet kiya
02:36
Tujhe dar nahi lagta kya
02:39
Sorry mamma, aapne jungal mein kabhi nahi jaanga, sorry
02:45
Agle din Toonmi ke teeno bache nadi ke paas khel rahe the
02:49
Tabhi gaav ke do kisaan aapas mein baat kar rahe hote hai
02:52
Tabhi Raju ki nazar wo dono par pardhi hai
02:56
Arey kaase aarey ho Chandulal, itni hari bari gaas lekar kahan jaa rahe ho
03:01
Arey bhai, itni hari bari gaas ghane jungal ki alawa aur kahan mil sakti hai babu bhaiya
03:09
Arey yeh gaas toh ghane jungal se hi la raha hu
03:13
Arey bhai, kal se main bhi apne janavar ke liye wahin se gaas launga
03:18
Aur aise gaas kila kar hume saunat anduras rakhunga bhai
03:23
Dono kisaanon ki baat sunkar Raju mann hi mann sochne laga
03:27
Arey main bhi yeh hari bari wali gaas khaake tanduras aur chus rehna chahata hu
03:35
Ab main bhi gane jungal mein jaaunga, hii mujha jaayega
03:40
Toonmi ke mana karne ke baad bhi Raju laalaksh mein aakar jungal mein phans jaata hai
03:45
Aur hari hari gaas khaane lagta hai
03:48
Arey waah, yeh hari hari gaas khaane ka maja hi kuch aur hai
03:55
Udhar dholu aur bholu ghar pohochkar apni mummi se kehte hai
03:59
Mummi mummi, Raju bhaiya toh kahin chale gaye hai
04:04
Haan mumma haan, hum nadi kinare hi khel rahe the, tabhi pata nahi wo kaha chala gaya
04:11
Mujhe pata hai wo kaha gaya hai, wo zarur gane jungal mein gaya hoga
04:16
Aur jungal mein Raju hari hari gaas khaane ke maja le raha hota hai
04:21
Aur tabhi udhar shikaar ke talaas mein nikle
04:24
Ruk cha bhediye waha par aake Raju ko gher lete hai
04:27
Abey o bakri ke bachche, yeh gaas khaakar tu ab kya karega
04:32
Haan, kyuki ab hum tujhe khaane waale hai
04:36
Ha ha ha ha ha ha ha
04:37
Bhediye ko dekhkar Raju bahut dar jaata hai
04:40
Theek usi samay Toonmi bakri waha par aa jaati hai
04:44
Ruk cha vare yeh bachche ko khaake, tumhara peth nahi bharega
04:49
Ek kaam karo saath mein mujhe bhi khaalo, agar tumhare mein himmat hota
04:53
Maut ke moome tujhe muskurate dekhkar, tujhe acha laga
04:57
Haan, bakri aur tune kya bola, himmat hai to mujhe bhi khaalo
05:02
Ha ha ha ha ha ha
05:04
Are bhai log, suna tumne, yeh bakri keh rahi hai ki
05:08
Mujhe bhi khaalo, agar himmat hai to
05:12
Ha ha ha ha ha ha
05:14
Kya aare bakri, tujhe humse dar nahi lagta kya?
05:18
Agar tumse dar lagta to, mein bachche ko akela chhodkar, yaha se jaati hi nahi
05:24
Darsal hamara marna to tay hai, tum maro ya mangal sherkhaan
05:29
Mujhe kya fark padta hai, us wajah se mein dar hi nahi
05:32
Tum maro ya mangal sherkhaan? Iska kya matlab?
05:36
Matlab yeh hi ki hum dono, mangal sherkhaan ka hi shikaar hai
05:41
Aur tum chaho to tum khaalo hume
05:43
Are kya, tum mangal sherkhaan ke shikaar ho?
05:47
Haan
05:49
Tab to hum tumhara shikaar kaise kar sakte hai?
05:52
Are na baba na, hume mangal sherkhaan ke haan se marna thodi hai
05:57
Are chalo chalo bhaiyo yaha se
06:00
Chalak tunni bakri ne apne akal ka istamaal karke apne aur apne bete ki jaan bachali
06:07
Maine tumhe jangal me jaane se mana kiya tha na
06:10
Phir tu kyun gaya jangal me tujhe bilkul dar nahi lagta
06:22
Are akal ke andhe dar ke aage jeet nahi dar hota hai
06:25
Agar main waqt par pohchi nahi hoti to
06:28
Ab tak to tu unke peth me hota
06:31
Chal jaldi iss se pehle koi doosra jaanwar na aa jaye
06:34
Usse pehle hum jangal ke bahar nikal jaate hain
06:37
Dono ghar ki aur jaa rahe hote hai
06:40
Tabhi achchanak unke saamne do chit aa jaate hai
06:43
Are wah!
06:44
Aaj bhagwan se kuch aur maanga hota
06:47
Toh saayat woh bhi mil jaata
06:49
Acha?
06:51
Aisa kyu?
06:52
Are wah!
06:54
Heeran khaake toh main thak gaya hun
06:57
Aaj socha hi tha
06:59
Ki koi paaltu jaanwar aayega
07:01
Toh bada maza aayega
07:03
Aur dekho paaltu jaanwar bhi aa gaya
07:06
Wah na chamatkar
07:08
Haan bhaiya
07:10
Tumhari hi wajah se
07:12
Aaj mujhe paaltu jaanwar khaane ko milega
07:15
Ek kaam karo
07:17
Tum isse khao
07:19
Main iske bachche ko khaa leta hun
07:21
Theek hai na?
07:23
Pehle le mujhe maarega
07:25
Aur yeh tujhe bhi khaa jaayega
07:27
Bakri ko bindas hasti dekh kar
07:31
Dono chit soch mein pad gaye
07:33
Yeh bakri!
07:34
Maut ke moon mein aakar tu hasari hai?
07:37
Kya tujhe humse dhar nahi lagta?
07:40
Chalak bakri is baar bhi apne akal ka istamal karti hai
07:44
Woh kya hai na chitti ji
07:46
Darsal tum
07:47
Tum jisse darte ho na
07:49
Hum uska shikaar hai
07:51
Socho agar tumne hume kha liya
07:53
Aur mangal ser ko pata chal gaya toh
07:56
Tumhari kya haalaat karega?
07:59
Kya?
08:00
Tum mangal ser ki shikaar ho?
08:02
Haan
08:03
Are meri pyaari behna
08:05
Pehle kyu nahi bataya?
08:07
Are aao aao
08:09
Main tumhe mangal ser khaan ke paas
08:11
Poore hiwaazat se pauncha deta hun
08:15
Are nahi bhai hum khud chale jaayenge
08:17
Ek baar aur bakri apni maut ko maat dekar
08:20
Apne ghar ki aur jaati hai
08:22
Par bakri ki kismat kharab thi
08:24
Woh jiske naam se sabko darati hui aage bad rahi thi
08:28
Wahi mangal ser uske saamne khada tha
08:31
Rukh ja bakri
08:33
Kahaan ja rahi hai?
08:35
Mujhe bahut joron ki bhoog lagi hai
08:38
Baas mujhe pehle itna bata de
08:41
Ke pehle tujhe maaru
08:43
Ya ye tere chote bachche ko
08:46
Mangal ser ko saamne dekh kar pehle toh bakri dar gayi
08:50
Tooni ko achi tarah se maloom tha ki
08:53
Aise haalaat me dare bina apne akal ka istamaal kare toh
08:56
Saayat bach sakti hai
08:58
Isliye chaalak bakri ne apne akal ka istamaal kiya
09:01
Maharaj ye toh aapka badappan hai
09:03
Ke aapne mujhe puchha
09:05
Ki hume se pehle kaun marna chahata hai
09:07
Maharaj pehle aap mujhe hi maar dijiye
09:10
Mangal ser Tooni bakri ko maarne ke liye aage badhta hai
09:14
Tab bakri kehti hai
09:15
Maharaj mujhe maarne se pehle
09:17
Aap apni bibi ko kya jawab denge
09:19
Pehle ye soch lena phir mujhe maarna
09:22
Kya matlab hai tera?
09:25
Wo kya hai ki Maharani Sherni
09:27
Aaj aapko surprise dena chahati hai
09:29
We hum dono ko maar kar
09:31
Hamara taza taza gos aapke khaane mein parusna chahati hai
09:35
Isi wajah se hum dono unke paas ja rahe the
09:39
Kya meri Sherni mujhe surprise dena chahati hai?
09:43
Bhala ab me tumhe kaise maar sakta hu?
09:47
Tum log jao jao
09:49
Main meri Sherni se panga nahi le sakta
09:53
Theek hai Maharaj jaisi aapki aagya
09:56
Chal bete
09:57
Aale mamma aap to genius ho
10:00
Ab mujhe pata chala ki
10:02
Haalaat itne bhi khalaab kyu na ho
10:06
Dar ko kaabu mein rakkar
10:08
Dimaag ka itmaal karne se
10:10
Jeet hasil ho chakti hai
10:13
Dono baat karte karte ja rahe hote hain
10:15
Kabhi saamne se Sherni aajati hai
10:18
Are o maa
10:19
Are o maa
10:20
Bete mere alaake mein kaha tehle nikle ho?
10:23
Sherni ko dekhkar
10:25
Tuni Bakri ne apne chehre par dar ko nahi aane diya
10:28
Badi chaturai se boli
10:30
Are hum tehle nahi rahe
10:32
Is jangal ke Raja Mangal
10:34
Sher Khan ke paas ja rahe hain
10:36
Aap hume bata sakte hain
10:38
Is waqt we hume kaha milege
10:40
Magar pehle mujhe yeh batao
10:42
Ki tum Sher Khan ke paas kyu ja rahe ho?
10:45
Wo hamari niji baat hai
10:48
Wo tumhi kyu batao?
10:50
Are o Bakri ki bachchi
10:52
Tujhe Sher Khan ka pata chahiye
10:54
Tu bata warna koi baat nahi
10:56
Phir Bakri ne badi chaturai se Sherni ko kaha
11:00
Darsal baat yeh hai ki Sher Khan apni patni ko
11:03
Surprise dena chahate hain
11:05
Isi wajah se hum Sher Khan ke paas ja rahe hain
11:09
Surprise wo surprise kya hai wo toh batao
11:12
Surprise kya hai wo sunne se pehle
11:14
Meri ek baat sunlo
11:16
Aap humko kha jaoge toh Sher Khan unki Sherni ko
11:19
Kabhi surprise nahi de paenge
11:21
Aisa kyu bhala?
11:23
Kyun ki Sher Khan hume maar kar
11:25
Taza taza ghos apni Sherni ko gift dena chahata hai
11:28
Yeh sunkar Sherni mann hi mann sochti hai
11:31
Sher Khan mujhe kitna pyaar karte hain
11:34
We mujhe yeh do Bakri surprise me dena chahate hain
11:37
Isliye mai unka dil nahi todungi
11:40
Abhi mai yeh do Bakri yo ko nahi maarungi
11:43
Inka tohfate mai mere Sher Khan ke haathon se hi lungi
11:46
Mai Sher Khan ki maharani hu
11:49
Mai tumhe maar ke apne Sher Khan ka dil nahi todungi
11:52
Aur isliye bhi tumhe maar kar Sher Khan gift mujhe hi dene wala hai
11:57
Kyu na tumhari surprise gift Sher Khan ke haathon se hi lu
12:01
Tum ja sakte ho Sher Khan tumhe aage kahi mil jaayege
12:04
Bakri badi chalaki se apne bacche ki jaan bachakar
12:08
Jangal se bahar aa jaati hain
12:11
Raju ne kasam khaali hai ki ve kabhi jangal mein nahi jaayega
12:15
Phir Tuni ka parivaar khusi se apni jindagi jeeta hai
Recommended
11:16
|
Up next
Chalak larka aur gadha cartoon kahaniyan hindi
Cartoon stories channel
9/28/2024
14:19
Kismat ka likha hindi story
Cartoon stories channel
9/24/2024
10:20
Chidiya aur kauwa ki Kahani hindi kahaniyan
Cartoon stories channel
9/16/2024
7:23
Tuni chidiya ka jadui phaal
Cartoon stories channel
9/19/2024
18:09
Mehnat ki kamai | Hindi Kahani | Cartoon Stories
Cartoon stories channel
9/13/2024
6:54
рдХрд╛рдордЪреЛрд░ рд╕рд╛рд╕
ApanaBhau
6/24/2024
10:03
рдЧрд░реНрднрд┐рдгреА рдмрдХрд░реА Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Hindi Fairy Tales _ Fairytale Stories
Rumi Zahid
7/28/2024
18:48
Khushkismat rajkumar cartoon kahani
Cartoon stories channel
9/13/2024
13:09
Garib Kisan ki samjhdaari | Hindi kahani |
Cartoon stories channel
9/6/2024
18:11
Birds Chidiya Wala Cartoon| Tuni Acchi Cartoon | Hindi Kahani
Cartoon Animation
6/21/2024
9:30
рдХрд┐рдиреНрдирд░ рдЪреБрдбрд╝реИрд▓
ApanaBhau
6/24/2024
24:10
Simba - The Lion King Ep 1 | рдЬрдВрдЧрд▓ рдХреА рдордЬреЗрджрд╛рд░ рдХрд╣рд╛рдирд┐рдпрд╛рдВ | Ahsan riaz | Jungle Stories In Hindi
Ahsan riaz
6/16/2025
4:22
Khoya hua pyaar #story #hindikahani
Cartoon network
5/14/2025
11:16
Gharib Paneer Wala Hindi kahani
Cartoon stories channel
9/17/2024
5:50
Maid
Kahani story
3/2/2024
6:31
Faqeer bana Ameer Hindi kahani
Cartoon stories channel
9/16/2024
7:15
рдХрд╛рдордЪреЛрд░ рд╕рд╛рд╕ - Kahani Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories Hindi Fairy Tales _ Funny story(360P).mp4
AS Cartoon
12/8/2023
8:01
рдЧрд░реАрдм рдХреА рд╢рд╛рджреА - Kahani _ Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Fairy tales _ Hindi Fairy Tales
ApanaBhau
6/29/2024
9:57
рд╕рд╛рд╕ рдХреА рдЬрд╛рджреБрдИ рд╢рдХреНрддрд┐ Kahani _ Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Fairy tales _ Hindi Fairy Tales
ApanaBhau
7/4/2024
44:29
LITTLE_SINGHAM____LITTLE_SINGHAM_AUR_MAHARAVAN_SE_MUQABLA____FULL_MOVIE_HD____SPECIAL_EPISODE___(360p)
All in one movies
12/7/2024
1:55:44
DORAEMON___NOBITA_S_Space_Heroes_in_Hindi_NO_ZOOM_2023_#Doraemon_movies(360p)
All in one movies
12/5/2024
1:48:26
Makkhi__Eaga__Full_Hindi_Dubbed_Movie___Nani,_Samantha_Akkineni,_Sudeep,_S._S._Rajamouli(360p)
All in one movies
11/29/2024
10:15
рдХрд╛рд░реНрдЯреВрди _ NEW 07_06_2024 Chidiya wala Cartoon _Tuni Chidiya Cartoon _Hindi Kahani_tunikauwastoriestv
Carton Nistan
6/11/2024
11:11
Sindbad el marino_Sindbad the Sailor in Spanish
Cartoon stories channel
12/20/2024
15:11
LOS VIAJES DE GULLIVER_Gulliver's Travels in Spanish
Cartoon stories channel
12/20/2024