Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
नाम का जीवन में क्या महत्व होता है _ __ श्री विजय शंकर मेहता जी __ Dharmpath __ Katha2024
katha tv
Follow
9/16/2024
नाम का जीवन में क्या महत्व होता है _ __ श्री विजय शंकर मेहता जी __ Dharmpath __ Katha2024
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Deviyon aur Sajjanon, ab Bhagwat mein prasang aa raha hai. Chaukhaanewala hai.
00:06
Shubhdev ji parikshit suna rahe hain aur sunaate sunaate unhone kaha ki,
00:10
Narak agar na jaana ho to teen kaam karna.
00:13
Sankshet mein suna, Dhyan, Archan aur Naam.
00:17
Sandesh de rahi hai Bhagwat.
00:19
Yeh wahi Dhyan hai jo meditation hai.
00:21
Archan wahi hai jo hum pooja paath karte hain.
00:23
Aur ek baat nahi aayi.
00:25
Naam.
00:26
Naam ka bada mahat.
00:28
Koi naam aapke jeevan mein ho.
00:30
Guru mantra bhi naam hai.
00:32
Agar aap lagataar jap karte hain, Guru ke moon se mila hai,
00:35
to wo to mantra hai siddh.
00:37
Naam japo, khud naam lo Bhagwan ka.
00:39
Jo theek lage.
00:41
Aur naam ka kya mahatwa hota hai, yeh samjhane ke liye,
00:45
ab granthkar ek paatra leke aaye,
00:48
jiska naam hai Ajamil.
00:51
Umar sunna Ajamil ki?
00:54
88 years old.
00:56
88 saal ka boodha Ajamil.
01:00
Jangal mein gaya,
01:02
lakdi peene.
01:04
Door se jalasha mein ek istri ko,
01:06
ek purush ke saath ismaan karte dekha,
01:09
to kaam jaag gaya.
01:10
Wo istri ek vaishya thi, usko ghar le aaya.
01:14
Kaam ka pravesh netron se hota hai.
01:16
Is baat ko dimaag mein rakhna.
01:18
Ghar le aaya, usse sambandh mana liye.
01:21
Rehne laga.
01:23
Ek din aisa bhi hua,
01:26
ki wahaan kuch mahatma log aaye ek gaon mein.
01:29
Unhone pucha bhai,
01:30
dekho hum har kisi ke ghar na thairte hai,
01:32
na bhojan karte hain.
01:33
Aapke gaon mein koi Brahman ho,
01:35
jiska acharan acha ho,
01:36
tum uske ghar na thair jaaye,
01:37
bhojan kar le,
01:38
gaon walon ko chitholi sulji.
01:40
To unhone ka,
01:41
uske ghar chale jao,
01:42
Ajamil bohot badhiya aadmi hai.
01:44
To Ajamil ke paas gaya,
01:45
Ajamil ne bola,
01:46
dekho gaon walon ne,
01:47
mahatma ji logon,
01:48
aapse vinodh kiya hai.
01:51
Mera acharan theek nahi,
01:52
main to istri le aaya hoon.
01:54
Aap sadhu santon ko laga,
01:55
ab utrengi,
01:56
to log kahenge,
01:57
ki sadhu sant keval
01:58
ache hi logon ka bhala karte hain,
02:00
bhole logon ka bhala nahi karte hain,
02:01
to rukho.
02:02
Ruk gaye jo bhi hua,
02:03
par nikalte nikalte,
02:04
unhone ka,
02:05
dekha Ajamil,
02:06
kaam to tune theek nahi kiya hai.
02:08
Lekin hum jaate jaate,
02:09
tujhe ek baat kehte hain.
02:11
Ab wo ye hai,
02:12
ki teri istri ko
02:13
santan hone wali hai.
02:15
To jab santan ho,
02:16
to uska jo bhi tu naam rakhe,
02:18
par naam bhagwan ke naam pe rakhna,
02:20
to kam se kam usko pukarega,
02:21
bhagwan ka naam niklega.
02:23
Ajamil ne socha,
02:24
chikku pikku,
02:25
ringku tikku,
02:26
kuch to rakhna hi hai,
02:27
to Narayan hi rak do.
02:29
To Narayan naam rak diya,
02:30
ab budha pe ki santan thi,
02:31
to din bhar,
02:32
kahe Narayan,
02:33
aaja Narayan,
02:34
bet jaa Narayan,
02:35
teri yaad aari Narayan,
02:36
ye kar de Narayan,
02:37
din bhar,
02:38
Narayan,
02:39
Narayan,
02:40
karte rahta.
02:42
Ek din Yamraj ne khata khola,
02:45
aur Yamraj ne kaha ki,
02:46
theek hai bhai,
02:47
iska time ho gaye,
02:48
ajamil ko utha lao.
02:50
Yamduton se kaha,
02:51
jao jaake ajamil ko utha lao,
02:53
aur jaise hi Yamdut,
02:54
ajamil ko lene aaye,
02:55
to apne aangan me ghadiya pe pada,
02:57
Narayan, Narayan chilla raha,
02:58
udhar se aaye Yamdut,
03:00
aur jaise hi Yamdut ke peharon ki thaap,
03:02
nikat aane lagi,
03:04
iska rakta sanchaar,
03:05
shareer ka vipreed dishaan pe bhehne laga,
03:08
haath kaapne lagi,
03:09
ungliyan murne lagi,
03:10
jeema taloo pe lagne lagi,
03:12
daat kat kat karte hain,
03:14
aankh laal ho gayi,
03:15
kaan bajne lage,
03:16
aur aisa laga,
03:17
gala ghut raha hai,
03:18
gala ghut raha hai,
03:19
haath peht toot raha hai,
03:20
aur Yamdut aatein to aisa hota hai,
03:24
lekin aap ek baat dhyan rakhna,
03:25
kabhi aapko aisa ho jaye,
03:27
to samajhna dengu me bhi aisa hi hota hai bukhaan,
03:30
to ye mat samajhna,
03:31
Yamdut aake,
03:32
pehle doctor ko bulana,
03:34
nahin to aapko pandit ji ne kaha tha,
03:35
Yamdut aatein to aisa hota hai,
03:36
aisa nahin hota hai,
03:37
gas waste ho jayati,
03:38
usse bhi aisa hota hai kabhi kabhi,
03:40
to pehle to ye dekha na,
03:41
khaya kya tha pichla,
03:42
nahin to aapko pandit ji ne kaha tha,
03:43
Yamdut aake,
03:44
hum toh ja rahe hain,
03:45
hum toh ja rahe hain,
03:46
koi ja rahe hai kya aisa,
03:47
doctor ko dikhana,
03:49
ye ajamil ko laga,
03:50
ye toh aage hai,
03:51
aur sachmoj Yamdut aake khade ho gaye,
03:53
lekin ye chilla raha tha,
03:54
Narayan,
03:55
idharan Narayan,
03:56
ji gabran Narayan,
03:57
Narayan, Narayan,
03:58
kar raha hai,
04:07
ussi samay,
04:08
bhagwan Vishnu ke parshad,
04:10
wahan se gujar rahe hai,
04:11
aur unhone dekha,
04:12
koi humare bhagwan ka naam,
04:14
pukar raha hai,
04:15
Narayan, Narayan,
04:16
toh woh bhi aa gaye,
04:18
udhar khade Yamdut,
04:19
idhar aa gaye Devdut,
04:20
Yamdut bole,
04:21
hum le jaane jaaye,
04:22
hum isko le ne aaye hain,
04:24
aur Devdut ne kaha,
04:25
aap nahin le ja sakte,
04:26
kyunki ye toh humare bhagwan ka naam,
04:27
le raha hai,
04:28
aur dono bhid gaye,
04:29
Yamdut aur Devdut me,
04:32
ladai ho gaye,
04:33
Devdut ne Yamdut ko,
04:34
koota peeta,
04:35
Yamraj ke paas gaye,
04:36
Maharaj pehli baar,
04:37
assignment poora karke nahi laaye,
04:39
Yamraj ne daant lagayi,
04:41
moorkhon,
04:42
jab bheja tha,
04:43
toh poora kyon nahi kiya,
04:44
bole kya karein,
04:45
Devdut aa gaye,
04:46
toh Yamraj ne kaha,
04:47
Devdut aa gaye,
04:48
kya masla hua,
04:49
kya kar raha tha,
04:50
wo aadmi,
04:51
bole Narayan, Narayan,
04:52
bol raha tha,
04:53
tab Yamraj ne Yamduton se kaha,
04:54
ki dekho humare bhagwan se baat hui hai,
04:56
chaar istitiyon me,
04:58
Yam ke log,
04:59
mrityu kisi ko bhi,
05:00
sammaan se laayegi,
05:02
ghaseet ke nahi laayegi,
05:03
anaya tha,
05:04
mrityu ghaseet ke lai jaati,
05:05
chaar istitiyon me,
05:06
yadi koi hoga,
05:07
toh mrityu uska sammaan karegi,
05:08
pehli istitiyon kya hai,
05:09
toh unhone bataya,
05:10
kam se ke,
05:11
dekho,
05:12
aadmi,
05:13
bhagwan ka naam le raha ho,
05:14
doosra,
05:15
guru ke paas baitha ho,
05:16
teesra,
05:17
teerth me ho,
05:18
aur chautha,
05:19
katha sun raha ho,
05:20
dekho,
05:21
aapan sab abhi toh bachhe,
05:22
ab 6 baje,
05:23
aap koi nipad jaao,
05:24
toh hum se mat kya na,
05:26
ab 6 baje tak,
05:27
toh wo abhi lift me hi khada raha hai,
05:29
gabraana na,
05:31
bachhna hi hai,
05:32
kaise bhi,
05:33
yamraj ne ka,
05:34
humari baat hui bhagwan se,
05:35
agar wo narayan,
05:36
narayan bol raha hai,
05:37
toh usko sammaan se laana padega,
05:38
meri paas samay ki seema hai,
05:40
lekin ek bahut achi paricharcha,
05:42
yahan devdut aur yamdut ke beech hui,
05:44
devduton ne yamduton se poocha,
05:46
tum aadmi ko utha ke le jaate ho,
05:47
narak me dand dete ho,
05:49
arey kisi ko dand dene ka,
05:50
koi qaida hai,
05:51
koi vidhan hai,
05:52
koi niyam hai,
05:53
koi code of conduct toh hoga,
05:55
aise hi le jaake maar dete ho kya,
05:56
peed dete ho,
05:59
jo uttar diya yamduton ne,
06:00
deviyon aur sajjanon,
06:01
humari aag kholne laayak uttar hai,
06:03
unhone ne ka,
06:04
aisa nahi hai,
06:05
humare yaha narak me niyam hai,
06:07
qaida hai,
06:08
hum kisi ko aise hi dand dene dete hai,
06:10
hum jab kisi ko dand dete hai,
06:11
toh hum chavda baaton ki gavahi lete hai,
06:16
gavahi le jaate hai,
06:17
soorya ki,
06:18
agni ki,
06:19
aakash ki,
06:20
vayu ki,
06:21
chavda ki,
06:22
chandrama ki,
06:23
sandhya ki,
06:24
din ki,
06:25
raat ki,
06:26
dishaon ki,
06:27
jal ki,
06:28
prathri ki,
06:29
dharm ki,
06:30
aur ek gavahi toh aise hi le jaate hai,
06:32
in sab ko toh aaj bhi set kar lega,
06:34
ek gavahi indriyon ki bhi le jaate hai,
06:37
ab batayi hai,
06:38
indriyan toh humari hai,
06:39
hum se saare ghalat kaam kaun karata hai,
06:41
indriyan karati hai,
06:43
aur yahi indriyan upar jaake gavahi dete deti hai,
06:46
jisko aap log kanon ki bhaasha mein,
06:48
hostile hona kehte hai,
06:49
sakari gawa,
06:50
yahi indriyon ke bharose mat rehna,
06:52
yahi upar jaake marwa denge hi aapko,
06:55
isliye indriyon se achche kaam kariye,
06:57
aap ghalat kaam akele mein bhi karenge,
07:00
toh aapko lagega,
07:01
koi dekh toh raah nahi hai,
07:02
apni indriyan par yahi jaake bol denge,
07:04
aam dekh rahe the,
07:05
isne oolta hi kiya hai,
07:06
aur dand milta hai,
07:08
bada sundar pasang hai ye,
07:10
aur deviyon aur sajjanon,
07:12
usko bhagwan ke dhaam le gaye,
07:15
kahan le gaye,
07:16
toh wo haridwar gaya,
07:17
haridwar mila ye sab,
07:19
kyon mila,
07:20
toh aap granthkar jo humko sikhana chahte hain,
07:23
ki bhagwan ka naam bada prabhaav shali hai,
07:27
kyonki jab aap naam jap karte,
07:29
saans se kare,
07:30
mala se kare,
07:31
dhyan laga ke kare,
07:32
guru mantra ka kare,
07:33
jo dhang ho,
07:34
lekin naam ka prabhaav hai.
Recommended
6:20
|
Up next
नर्क जाने से कैसे बचें, जाने उपाय __ श्री विजय शंकर मेहता जी __ Dharmpath __ Katha2024
katha tv
9/16/2024
4:54
मनुष्य को जिंदगी किसकी दी हुई है _ __ पं श्री सुरेश चन्द्र शास्त्री जी महाराज __ Katha 2024
katha tv
10/22/2024
2:42
क्या हम भगवान को प्राप्त कर सकते है __ पं श्री सुरेश चन्द्र शास्त्री जी महाराज __ Katha 2024
katha tv
10/22/2024
4:55
श्रीमद् भागवत कथा का महत्व क्या है _ __ पं श्री सुरेश चन्द्र शास्त्री जी महाराज __ Katha 2024
katha tv
10/22/2024
7:11
महाराज जी बताया खल का सही अर्थ __ पंडित बजरंग शास्त्री जी महाराज __ Katha2024
katha tv
9/22/2024
5:13
गोपियों ने कान्हा को पकड़ने के लिया क्या प्रयास किया __ पं. श्री विकास एलिया जी __ Katha2024
katha tv
8/21/2024
4:38
मनुष्य को अपने किये हुए कर्मों का फल अवश्य मिलता है __ Pujya Sadhvi Shaktipuri Ji __ Katha2024
katha tv
9/28/2024
6:08
महादेव जी ने हमें कौन सा अवसर प्रदान किया है _ __ Shri Yogendra krishna Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/6/2024
7:27
क्या बेटी को दिया हुआ दान वापस लेना चाहिए __ Shri Harinarayana Charya Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
7/20/2024
3:17
ब्रह्मा जी चले श्री कृष्ण जी की परीक्षा लेने _Ananyasharma _ katha
katha tv
1/27/2024
4:01
भरत जी महाराज के ऊपर भेद होना कैसे आरम्भ हुआ _ __ Acharya Satish Pandey Ji __ Katha2024
katha tv
9/16/2024
7:08
सनातन धर्म का सबसे प्रामाणिक ग्रंथ कौनसा है _ __ Acharya Narottam Shastri Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
7/7/2024
7:25
राम चरित मानस में पहला कांड क्या है _ __ Dr Pragya Bharti Ji __ katha
katha tv
9/9/2024
10:07
आलिया भट्ट की गंगूबाई काठियावाड़ी पहुंचीं बर्लिन इंटरनेशनल फिल्म फेस्टिवल, आलिया से खास बातचीत देखिए
Oneindia Hindi | वनइंडिया हिन्दी
2/17/2022
7:39
अगर ये बात मान ली तो नहीं होगा घर मे झगड़ा __ Acharya Narottam Shastri Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
9/27/2024
4:08
भगवान राम शरीर के सारे अंगों से कृपा करते हैं __ Pandit Shashishekhar Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
7/27/2024
3:27
भारत का बच्चा बच्चा जय श्री राम बोलेगा __ Aacharya Nishi krishna pandey __ Bhajan2024
katha tv
9/7/2024
4:19
श्री कृष्ण का विवाह किस प्रकार हुआ था _ __ Acharya Narottam Shastri Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
9/27/2024
5:54
भगवान की कथा का आनंद कब आता है __ Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
9/5/2024
1:20
आषाढ़ महीने में इस दिन मनाई जाएगी कालाष्टमी, जाने महत्व और पूजा विधि
ETVBHARAT
6/27/2024
6:08
तेरे भरोसे मेरी गाड़ी _ तूँ जाने तेरा काम जाने __ पंडित बजरंग शास्त्री जी महाराज __ Bhajan 2024
katha tv
9/22/2024
0:57
बिना यह जाने भगवादप्राप्ति असंभव है || Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
Bhajan Marg
10/1/2024
6:36
मुझे दास बनाकर रख लेना भगवान तू अपने चरणों में __ पंडित बजरंग शास्त्री जी महाराज __ Bhajan 2024
katha tv
10/29/2024
7:02
लागी लगन मत तोड़ना __ Unnati Purvi Sharma __ Bhajan2024
katha tv
10/29/2024
5:34
सबसे बड़ी दौलत क्या है Acharya Bajrang Shastri Ji Katha2024
katha tv
10/29/2024