Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
मन को वश में करने के कौनसे चार साधन है _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
Follow
8/29/2024
मन को वश में करने के कौनसे चार साधन है _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
Category
🗞
News
Transcript
Display full video transcript
00:00
Shree Parikshit ji ne prashna kiya guruji, man ko vashme karne ke aapne chaar upaye bataye,
00:15
badi kripa ki aur kuch upaye bataye, dhyaan se sunna.
00:22
Shree Param Pujyapad Shree Ramchandra Dongre ji maharaj kehte the bole man ko vashme karne
00:29
ke chaar saadhan hain, paath saadhan hain, yuvan shrota baithe, vidyarthi baithe, ye
00:36
unke liye hain, dhyaan se sunna, specially vidyarthiyon ke liye, jiska man padhahi me
00:43
na lagta ho, jis vyapari ka man vyapar me nahi lagta ho, jis grihasti ka man grihast
00:50
me nahi lagta ho, dhyaan se sunna, specially vidyarthi. Ye paanch karein to adhyaan me
00:57
man lagne lagega. Kaun kaun se? Sabse pehla, hum jo granth padein, jo book padein, jo
01:06
kitab padein, wo pavitra ho. Aise kitab ko na padein, jisse hamara man dushit ho jaye.
01:18
Kitab ki aaj kal vidhaayin badal gayi, aaj kal e-book bhi bahut, log badhte hain, online
01:25
kaksha lete hain. To ye vigyaan nishit roop se kalyan kaari hain, lekin thoda bhi asaabdhaan
01:33
huye, to ye vigyaan jeev ka patan kar deti hain. To pichle dino ek film aayi thi, aapne
01:39
dekha hoga, wo dakshan bharat ki thi, wo robot wali, pata nahi kis ki thi. To robot
01:48
banaya, wo insaan ban gaya, fir usne jo hai chuki, wo to vigyaan ka avishkaar, fir wo
01:53
duniya ko hi maar nahi laga. Jiska bhi ho. To vigyaan ka upyog karein saabdhaani purvak,
02:05
upyog kariye mobile ka, lekin saabdhaani purvak, ye mobile mein sab gadbar kar diya
02:11
hain. Mobile ghar mein, har ghar mein toh ye bada wala phone hota hain, paanch jane ghar
02:18
mein bethe, lekin kisi ko kisi se matlab nahi, na bete ko, baap se, na patni ko, pati se,
02:23
na bhai ko, behen se, saab apne apne, chote chote bachche sab bhose havein uske andar.
02:28
Shadhu upyog kariye vigyaan ka, mobile ka shadhu upyog kariye, wahaan bahut achche
02:44
achche gani tent bhi hain, ye katha ho rahi hai, iska bhi prasharan vigyaan ke madhyam
02:50
se ho raha hai, aap chalante hoonge Facebook, Youtube, Instagram, wahaan sab jagahein prasharan
02:57
ho raha hai, lekin isko share nahi karenge, isko aage nahi badhayenge, dekhenge kisko,
03:04
wohi ulti siddhi cheeje hain, koi kuch kha raha hai, koi kuch matka raha hai, usi mein
03:09
sukh mil jayega hain. Yahaan se jaa karkar ke kiskisne is katha ka laav apne apne gharon
03:16
me liya vigyaan ke madhyam se, haath utha ke bata na, dekho 10-5 logon ne liya, sab
03:22
log vigyaan ka upyog kariye, iska katha ka laav lijiye, Youtube par, Facebook par bhi
03:29
iska katha ka prasharan ho raha hai, baad bhi ye katha TV par bhi jayege, khoob iska
03:35
laav lijiye, link share kariye apne swajanon ko, door door tak sab ko batayiye, jab naam
03:42
search karenge iskara ka, toh, sab jagahe, usi naam se hai na, sab jagahe ye katha uplavd
03:50
hai, saare platform par, toh, sabse pehle hum jis grant ko padein, grant hamara pavitra
04:00
ho, pehli baat, doosra, jis ann ko hum grahan karein, vo hamara ann pavitra ho, maharshi
04:12
patanjali yog shudra mein kehte hain, aahaar shuddhu sattu suddhi, jeevan ka praarambhi
04:22
hi shuddha aahaar se hota hai, toh prayas kariye, ki hum jis aahaar ugrahan karein,
04:29
vo haan aahaar shuddhu ho, kahi nahin khade hokar ke chok chodahe par, jo marji chakachak
04:37
tapkaane lage, nahin, ann ka jeevan mein bahut bada dos hai, yaad rakhna, ann ka bahut
04:44
bada dos hai, isliye purane jamaane mein, matai bhojan banati thi, toh panchig karti
04:50
thi, sabse pehli roti, gaayi ki, antim roti, katte ki, aur jab wo chawal chadhati thi,
05:00
wo bhagone mein, toh maraj ek baar daalti thi bhagone mein aur ek baar nikalke daalti
05:07
thi, chule mein, dekhno ga, aap log, bachpan mein dekhno ga, maari dadi maa aisa karte
05:14
hai, jeevan ko pramta hota tha, ab toh wo sambhav nahi hai, bhai gas mein daaloge toh
05:20
uska achhadra bandh ho jayega, pehle daalte the usse, phir chule mein daalte the, ann
05:26
ka dosh mite, aur kuch rotiya extra banate the, koi atithi aajayen toh usko bhi grehan
05:32
karayen, jisse ann ka dosh nast ho jaye, toh ann hamara pavitra ho, teesra, granth pavitra
05:43
ho, pehla granth pavitra ho, doosra ann pavitra ho, teesra, jal pavitra ho, jo hum jal piye
05:48
wo pavitra ho, ulta seedha jal mat pijiye, aaj kal thanda ke naam par, toilet cleaner
05:55
aa raha hai, hai na, hamaare swamiji kahte, Ramdev ji, coca cola banaam, toilet cleaner,
06:06
toh jal pavitra ho, chautha, dhyan se sunna, jis bistar par ham soeyen, waha bistar pavitra
06:15
ho, jis bistar par so, waha pavitra ho, toh achhe shubna aayenge, meend achhi aayenge,
06:22
aur paanchva, ghar mein jo chitr pat ho, ghar mein jo chitr pat ho, jo tasveere lagi ho,
06:30
tasveere pavitra ho, jo hume prerana de, bhagwaan daam ki tasveer, krishna bhagwaan
06:35
ki chhavi, aapko koi bhotik mahapurush priye hain, toh unki tasveer lagaiye, aisi tasveer
06:42
na lagaye, jisse andar man mein paap ka pravesh ho, ghar mein achhi tasveer hai, jisse sakarat
06:52
aur jaaye, haan, paanch mein chhe bhaat ho, chhautha, chhatha, sangh pavitra ho, mitrata
06:58
achhe logon se, toh boli, jo jeevi achhe kaariye par dhyan de leta hain, waha apne man ko
07:04
neantrat kar leta hain, neet kehti hain, man eva manushyanaam, karanam manda mokshayoh,
07:13
nahin toh shatrta yoy, man vada chanchal hai.
Recommended
3:35
|
Up next
तीनो तापो को विनष्ट करने की क्षमता किसमें है _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/29/2024
7:45
भीमसेन को किसने जन्म दिया _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/4/2024
6:51
जीवन को सर्वपर्थम कैसे बनाये _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/29/2024
5:25
महाराज जी ने प्रेमानंद जी महाराज जी के लिए कही बड़ी बात _ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha
katha tv
8/4/2024
4:44
नारायण ने क्या वचन दिया _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/29/2024
6:01
गोपियों को किस बात का अंहकार हो जाता है _ __ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/29/2024
6:17
जीवन में अपने प्रत्येक क्षण में अपने विवेक का प्रयोग करना चाहिए _ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj _
katha tv
8/29/2024
6:08
महादेव जी ने हमें कौन सा अवसर प्रदान किया है _ __ Shri Yogendra krishna Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
8/6/2024
5:54
भगवान की कथा का आनंद कब आता है __ Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
9/5/2024
7:27
क्या बेटी को दिया हुआ दान वापस लेना चाहिए __ Shri Harinarayana Charya Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
7/20/2024
7:05
सती जी को अपने पिता पर क्रोध क्यों आया Shri Harinarayana Charya Ji Maharaj Katha2024
katha tv
7/20/2024
7:07
मनुष्य के जीवन से अंधकार कैसे दूर हो सकता है - Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj -- Katha
katha tv
3/10/2024
3:36
जीवन में सत्संग का महत्व _ Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj __ Katha
katha tv
3/10/2024
5:55
शंकर जी ने भागवान राम जी के बारे में क्या कहा हैं - Shri Yogesh PrabhakarJi Maharaj -- Katha
katha tv
3/10/2024
6:54
सनकादिक नारद जी को कौन सा इतिहास बता रहे है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/30/2024
4:11
जानिए हमको भगवान से क्या प्रार्थना करनी चाहिए _ Pt. Shri Vishnu Kant Shastri Ji Maharaj _ Katha2024
katha tv
10/22/2024
7:40
युधिष्ठिर ने नारी जाति को क्या श्राप दिया Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/3/2024
3:30
मुझे तूने मालिक बहुत कुछ दिया है __ Shri Harinarayana Charya Ji Maharaj __ bhajan 2024
katha tv
7/20/2024
7:08
सनातन धर्म का सबसे प्रामाणिक ग्रंथ कौनसा है _ __ Acharya Narottam Shastri Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
7/7/2024
3:50
संसार में सबसे बड़ा मूर्ख कौन है Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/5/2024
7:07
श्री कृष्ण जी की मंडली का क्या नाम था Shri Vimal Krishan Pathak Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/5/2024
2:31
भगवान को पाने के लिए क्या जरूरी है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
9/30/2024
2:36
कोई भी कार्य शुरू करने से पहले क्या करना आवश्यक है Acharya Kripashankar Ji Maharaj Katha2024
katha tv
7/21/2024
7:38
उधो कर्मन की गति न्यारी _ Pandit Shri Neeraj Ji Maharaj _bhajan2024
katha tv
3/2/2024
4:08
भगवान राम शरीर के सारे अंगों से कृपा करते हैं __ Pandit Shashishekhar Ji Maharaj __ Katha2024
katha tv
7/27/2024