Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Insan Allah Ka Raaz Hai why are we here. Islamic & informative channel
Islamic & informative
Follow
8/18/2024
Islamic and informative video
Category
🛠️
Lifestyle
Transcript
Display full video transcript
00:00
Man thinks that his body is small, but there is a big world hidden in it, which man does not know.
00:08
What are the powers that are hidden in man?
00:12
If angels were enough for worship, then what was the need to create man?
00:18
What are the signs of God that are hidden in man?
00:23
What is the status of man in this universe and why was he sent to this world?
00:27
Today you will know.
00:30
Man arfa nafsa faqad arfa rabba, jisne apne nafs ko pehchana, usne apne rab ko pehchandiya.
00:40
Allah ne insaan ko ahsan-e-taqweem par khal farmaya.
00:43
Insaan Allah ka ek shakkar hai.
00:45
Hadith-e-Qudsi hai ki insaan mera aur mainsaan ka raaz hoon.
00:49
Agar insaan Allah ka raaz hai, to peh insaan mein bhi bohot se raaz bushida hai.
00:54
Quran mein Allah farmata hai, o hum dikhaenge tumhe apne nishan ya khule asmaan tale,
00:59
aur khud tumhare andar yaha takke tum keh uthoge, ki yahi haq hai.
01:03
Agar insaan is duniya mein pehda hone, bache paalne aur ek din marne ke liye hi aaya hai,
01:08
to yeh kaam to jaanwar bhi kar lete hai.
01:11
Insaan ko is duniya mein bejne ka maqsad kuch aur hai.
01:14
Hazrat-e-Aadam alaihi salatu salam se lekar ab tak insaan ke paas jitni bhi taarikh mujood hai,
01:19
ismein bohot bade bade philosophers, danishwar, sufi, sint, faqir, darwish,
01:24
sab ek hi baat kehte aaye hai, ki apne aap ko jaana hai.
01:28
Apne andar ke safar par rawana hona hai.
01:30
Apne aap ko jaanne aur pehchaanne ke liye, mukhtalif mazahib mein mukhtalif mashq-e-riyazate ki jaati hai.
01:36
In mashq-o-riyazato ko kuch log, self-awareness, spiritual awakening,
01:40
spiritual enlightenment, irfan-e-nafs, irfan-e-zaad, ya khudi ka naam dete hai.
01:45
Halang ke yeh sab ma'arfat-e-ilahi ke rast hai, aur in sab ki manzil ek hi hai.
01:50
Yeh ek khaas ilm hai, jo khaas logon ko ata hota hai,
01:54
aur iske khaasiyat yeh bhi hai, ki ek qasb se nahi, balke khaliq ki ata se milta hai.
01:58
Is ilm ko kitab-o-se hasl nahi kiya jaa sakta.
02:01
Jais ek sufi darwish ka qaul hai, ki tum nahi pohnch sakte, Allah tak ibadat-o-riyazato ke saath.
02:07
Allah ka raaz ahle ilm ke seene mein hai, wo jisko chahe de de.
02:11
Imaan ki taqat unko jannat tak to pohncha sakti hai,
02:14
lekin jo raasta Allah tak jaata hai, wo ishq ka raasta hai.
02:18
Yeh is a'ilm hai, ki jisse milta hai, uske andar se is ilm ki khushbu aati hai.
02:22
Aur yeh ilm bade bade philosophers aur danishwar ko bahut peeche chod jata hai,
02:27
kyunki philosophy amesha apni aqal se sochta hai,
02:30
aur soch borse se mukhtalif qyaas aaraya karta hai.
02:33
Jabki ahle ilm ki baat, iska zaati mushahada hoti hai.
02:37
Isliye ahle irfan ki apni ek alag duniya hai.
02:40
Allah ne 18,000 jahan, inhi ahle irfan ki parwaas ke liye peyda farmai hai.
02:46
Bina irfan hasil kiye, in jahanon tak ghasai na mumkin hai.
02:50
Agar aap ghor kare, to is kainat ki har makhloog jaise peyda hoti hai,
02:54
waise hi mar jaati hai.
02:56
Chahe wo bher bakriya, ya jangli jaanwar ho, ya perd pode ho.
03:00
Magar insaan jaise peyda hota hai, waise nahi marta.
03:03
Insaan jab peyda hota hai, to wo deene fitrat par peyda hota hai.
03:06
Lekin jab wo is duniya se jata hai,
03:08
to kabhi wo Changais Khan, kabhi Hitler, kabhi Yazid, kabhi Firon bankar jata hai.
03:13
Ya wo kabhi Rumi, Iqbal, Bayazid Bastami,
03:16
Sufi, Sint, Faqir, Darvesh bankar is duniya se jata hai.
03:20
Insaan agar girne par aaye, to asfala saafileen mein jagrta hai.
03:23
Aur agar uthne par aaye, to Qalandar ka maqam bhi hasal kar leta hai.
03:27
Yahi insaan kabhi jaanwar usse baddar hota hai,
03:30
aur kabhi farishton se aage nikal jata hai.
03:33
Insaan jab apne baare mein sochna shuru karta hai,
03:36
to Allah ta'ala uske liye raste banata hai.
03:39
Usse kisi Allah wale ki sohbat ata karta hai,
03:42
jaha se usse marfat-e-ilahi ata hota hai.
03:46
Ja insaan ki umar 40 saal se upar hota hai,
03:48
to wo izzat, daulat, shoharat sab kama chuka hota hai.
03:51
Phir wo asmaan ki taraf dekhta hai.
03:53
Wo sochta hai, ke aakhir mein kahaan se aaya hu?
03:56
Aur is duniya mein kyu beja gaya?
03:59
Wo yeh sochta hai,
04:00
ke upar waha sitaro ke pare koon-koon se jahaan pushida hai.
04:04
Shahyad wo apna pehla ghar doonne ki koshish karta hai.
04:07
Yaha yeh jaan lena zaruri hai,
04:09
ke insaan ka jism fani hai,
04:11
aur uski rooh abdi hai.
04:12
Mitti se bana jism mitti mein chala jaayega,
04:15
lekin rooh jahaan se aayi hai,
04:17
wo apne asal maqam par jaana chahti hai.
04:19
Jab Hazrat-e-Aadam alaihissalat-o-salaam ka budh tayar kiya gaya,
04:23
aur farishton ko sajde ka hukum diya gaya,
04:25
to Allah ne usme apni roop ho ki.
04:27
Isliye rooh ki piyas Allah ki ma'arfat hai.
04:30
Rooh hamesha apne khariq-e-haqiqi ke paas jaana chahti hai,
04:34
lekin insaan ka saara dhaan,
04:36
uske zahiri jism par hai.
04:38
Insaan apne zahiri jism ki khuraag ka bandobas karne mein laga rehta hai,
04:42
lekin rooh ek din tadab tadab kar bimaar ho jati hai.
04:46
Isliye Quran-e-Paq mein ek jagah par insaan ko zalim aur jahil kaha gaya,
04:50
ya isliye zalim aur jahil hai,
04:52
ki apni rooh par zulm karta hai,
04:54
wo isse khariq-e-haqiqi tak paunchne nahi deta.
04:57
Insaan ki rooh jab bimaar hoti hai,
04:59
to wo beqraar hone lagta hai,
05:01
wo yeh beqraari aisi hai,
05:03
jisse medical science mein,
05:04
anxiety, hypertension,
05:06
aur depression ka naam diya jata hai.
05:08
Aisi surtahal mein,
05:10
insaan jism ke ilaj mein laga rehta hai,
05:12
aur doctors aur psychiatrists ke paas jaa jaa kar,
05:15
ek din thak jata hai,
05:17
lekin wo yeh nahi sochta,
05:18
ki uski rooh uski tawajjah chahti hai.
05:21
Insaan ke indah Allah ka raas posheeda hai,
05:23
insaan aur Allah ke darmian,
05:25
ek bahut bada hajab hai,
05:27
jisse nafs kehte hai.
05:28
Agar nafs ka parda darmian se art jaye,
05:30
to insaan apne Allah ko pehchaan leta hai.
05:33
Agar kisi ke dil mein yeh khayal aa jaye,
05:35
ke usse apni khoj karni hai,
05:37
apne andar ka safar karna hai,
05:39
to samajh le,
05:40
ke uspe Allah mairbaan ho gaya,
05:41
jisne usse is khoj mein laga diya.
05:43
Yeh khoj har kisi ke dil mein peyda nahi hoti,
05:46
aur jiske dil mein peyda ho jaye,
05:48
jisko Allah ki lagan lag jaye,
05:50
wo is puzzle ko ek din solve kar hi leta hai,
05:53
aur bargah-e-ilaahe tak paunch jata hai.
05:55
Allah ne har insaan ke andar
05:57
apna beej rak kar bejaa hai.
05:59
Allah ka yeh beej hain insaan mein maujood hai,
06:02
wo hindu, muslim, sikh, isai
06:04
ya kisi bhi firqah se taaluk rakhta hoon.
06:07
Kyuki har bachha din-e-fitrat par peyda hota hai,
06:10
aur yeh uske maabab hai,
06:11
jo usse sikh, isai ya hindu bana dete hain.
06:14
Yeh hi wajah hai,
06:15
ke Allah walo ne shariat ki taaleem ke baad,
06:17
tariqat aur ma'arfat ke liye
06:19
kisi murshid-e-kaamil ki talaash ki.
06:21
Murshid is beej ke liye,
06:22
ek khaas zameen tayar karta hai,
06:24
aur aasta-aasta uski abyaari karni shuru kar deta hai,
06:28
aur ek din wo beej,
06:29
kaampar ki surat mein poot parta hai.
06:31
Yeh beej jab pootta hai,
06:33
to aasta-aasta waqt uzarne ke saath-saath,
06:36
ek tanawar darakht ban jata hai.
06:38
Sochne ki baat yeh hai,
06:39
ke agar ibadat ke liye
06:40
insaan ko peyda kiya hota,
06:42
to kya insaan ki jurrat hai,
06:43
ke wo ibadat na karta?
06:45
Hadis-e-khusi mein Allah farmata hai,
06:47
ke main ek chhupa hua khazana tha,
06:49
aur maine chaha,
06:50
ke pehchaana jao.
06:51
Insaan ko usne apni pehchaan ke liye
06:53
kharp farmaya hai,
06:54
aur jo log usse pehchaan lete hain,
06:56
wo hi laa khawfun ho jate hain.
06:58
Une kisi ka dar ya khawf nahi rehta,
07:01
chahe wo maud hi kyu na ho,
07:03
aur mautun hai.
07:04
Ek khusurat cheez dikhai deti hain,
07:07
wo jaan jate hain,
07:08
ke une is jism ki qaiz se azad hona hai.
07:10
Wo is haqiqat tak ponch jate hain,
07:12
ke jo rooh dikhai nahi deti,
07:14
wo unki asl hai.
07:15
Aur yeh jism jo dikhai de raha hai,
07:17
yeh asl nahi.
07:18
Yeh mitte se bana,
07:20
aur ek din mitti mein hi chala jayega.
07:22
Insaan ki andar Allah ka bohot bada raaz hai,
07:25
jo raaz irfan-e-zaad se khulta hai.
07:27
Yeh hi wajah hai,
07:28
ke jo khud ko pehchaan jaye,
07:30
wo apne Rab ko pehchaan leta hai.
07:32
Allah ki pehchaan uski nishaniyon se hoti hain,
07:35
wo insaan ke andar Allah ki
07:37
be-panah nishaniyon pusheeda hai.
07:39
Allah insaan ki shaharak se bhi zyada nazdeek hai.
07:43
Insaan ko sirf apne shaharak tak ponchna hai.
07:45
Lekin yeh baat bhi teh hai,
07:47
ke bina rehnaumai ki
07:48
insaan apni shaharak tak nahi ponch sakta.
07:50
Iske liye kisi Allah wale ki
07:52
rehnaumai zaruri hai.
07:53
Insaan ka safar nafs-e-ammara se
07:55
nafs-e-mutmainna tak hai.
07:57
Jo yeh safar dekar lete hain,
07:59
wohi mutmain ho jate hain.
08:00
Unhe hi Allah ta'ala itminan ki
08:02
dolat se sarfaraz karta hai.
08:04
Deen ke tamam bade arkaan,
08:06
namaz, roza, hajj, zakat, practice hai.
08:09
Raasta hai,
08:10
lekin manzil nahi.
08:11
Manzil kuch aur hai.
08:12
Aur agar bina kisi guide ke
08:14
aap is manzil tak ponchne ki koshish karenge,
08:16
toh batakte rahenge.
08:18
Aapme se kon-kon,
08:19
maarfat-e-ilahi ke mutalashi hai.
08:22
Muazzaz nazareen,
08:23
hum is channel ko aage padhane me
08:25
aapki ta'oon ki zarurat hai.
08:27
Agar aapko hamari video pasand hai,
08:28
toh is video ko share kijega
08:30
aur hamare aur apne channel
08:31
Dastan-e-Quran ko zarur subscribe kijega
08:34
taake ham aur aap milkar
08:35
apne deen-e-Islam ke pegham ko
08:37
sari duniya tak poncha sake.
08:39
Allah ta'ala se dua hai,
08:40
ke hamme apni firmaabardari
08:42
aur shukar ghazari ki
08:43
sindagi ghazarne ki
08:45
taufiq ata farmai.
Recommended
16:16
|
Up next
WOH Allah Sab ki sunta hai. Moral story. Islamic and informative channel
Islamic & informative
3/25/2025
34:13
Nehr e Firaat sy Qiyamat ki ghoonj. Islamic and informative channel
Islamic & informative
1/10/2025
31:07
زبور ko manane waly kon aur iis waqt kahan hain.. Islamic and informative channel
Islamic & informative
12/8/2024
10:08
What NASA said about illm e Kashf.. Islamic and informative channel
Islamic & informative
12/27/2024
0:11
This video about Islamic informative
Asghargujjar
1/22/2025
35:27
Iqtidar darama famous
All Type vedio
1/31/2025
0:24
funny vedio
All Type vedio
8/7/2024
0:53
This is video about Islamic informative
Asghargujjar
1/21/2025
3:53
Shams-Ul-Duha Kar Dai - Huriya Faheem Videos
All Type vedio
2/16/2025
21:54
Jadoo ka Aina aur lakarhara. Urdu Moral story. Islamic and informative channel
Islamic & informative
12/3/2024
3:03
funny clip
All Type vedio
2/16/2025
5:31
Ya Rab Teri kis kis baat ka
All Type vedio
8/31/2024
14:34
The Secret of Ism e Aazam. Islamic and informative channel
Islamic & informative
4/4/2025
25:37
Hazrat Umer RA ki شہادت ka waqia. Islamic and informative channel
Islamic & informative
2/28/2025
14:29
Hazrat Nuh (AS) ki kashti ka waqia. Islamic and informative channel
Islamic & informative
3/7/2025
2:05
Life Stages
All Type vedio
1/26/2025
6:05
Hum Madinay Allah kyun Agaye
All Type vedio
8/1/2024
8:01
Facts About IlmeLadunni And NASA .. islamic and informative channel
Islamic & informative
10/13/2024
1:33
Islamic Bayan
All Type vedio
8/23/2024
12:23
ہمزاد ki Haqeekat... Islamic and informative channel
Islamic & informative
12/8/2024
6:51
Beti Ki Shaan -Religious vedio
All Type vedio
8/1/2024
36:12
How does Wazifa Allah provide sustenance Pir Ajmal Raza Qadri. Islamic & informative channel
Islamic & informative
8/18/2024
35:33
Imam Mehndi to Qiyamat.... Islamic and informative channel
Islamic & informative
5/27/2025
17:39
Piyar Aur Sachi Mohabbat kis sy karni chahye? New beyaan by Peer Ajmal Raza Qadari. Islamic and informative channel
Islamic & informative
4/24/2025
24:39
Dil ka sakoon. Jab dil kisi ko bhool na paye. New beyaan by Peer Ajmal Raza Qadari. Islamic and informative channel
Islamic & informative
4/22/2025