Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Ghani Khan Full Urdu Docomentry Program PART 2 غنی خان اردو ڈاکُمنٹری پروگرام حصہ دوم
SK STUDIO
Follow
8/6/2024
Ghani Khan Full Urdu Docomentry Program PART 2 غنی خان اردو ڈاکُمنٹری پروگرام حصہ دوم
#ghanikhandocomentry #ghanikhan #sardaralitakkar
Category
🎵
Music
Transcript
Display full video transcript
01:30
Shanti niketan mein jo kuch mein seekha wo na painting tha, na art tha, na sculpture
01:59
tha.
02:00
Wahan ki jo cheez, wahan jo kuch hua it was bilkul unhone mera dimaag ho loot diya.
02:08
Hum log unhone me ab bhi ek khaas hattak jo log jaate hain wahan, Europe aur America mein
02:13
padh ke aate hain.
02:14
Ek toh ek choti umar mein jaye karte the, bohot impressionist hota hai aadmi aur phir
02:20
unke unke sab woh mahallat aur unka woh tahzeeb aur tamadunte karke toh bohot sakht inferiority
02:27
complex mein aa jaata tha sab mein aur woh mujh mein bhi tha.
02:33
Nagar wahan jaa karke wahan mein mahasoos ka nahin laga ke mein toh ek bohot bade mahasoos
02:39
khaum ka ek hisa hu.
02:42
Asia ka culture unhone mujhe dikhaya, ki yeh toh ek bohot culture ka maani mujhe samjha
02:48
diya.
02:49
Ki hum toh ek bohot purani history humaari, humaari munk ne jo glorious din guzaare the,
03:02
jo mathematics mein aur uncheezon mein tarakhi phi thi, yeh wahin jaa karke maine suna ke
03:09
duniya ka sabse bada grammarian yahaan yeh sawaabi ka rehne wala tha, paani mein.
03:15
Toh jisne grammar ko ijaat kiya hai, toh usse birkul mera sab nazriya badar gaya, zindagi
03:26
ke mutaalik, Europe ke mutaalik aur woh jo khauf zada ho gaya tha mein Europe ke tahzeeb
03:33
se, woh sab khauf mera zisne nikal gaya, aur main apne qaum ka, apne tahzeeb ka, apne
03:40
dil se unki mohabbat meri dil mein aagayi aur unki izzat mein karne laga, toh yehi Shantani
03:48
Kirtan ka sabse bada tohfa tha, aur aur toh itne din mein wahin nahi guzaare ki main
03:54
wahin kuch seekh tha, woh toh nahi koi khas art class mein bhi nahi tha, yehi kilta
03:59
velta tha, woh humaara tutor tha, usne aake dekha, woh mathi mein, toh bola ki bohot
04:05
impatient ho tum, angreer toh nahi janta, mein professor ko bola, ke bohot impatient
04:11
hai, jalli jalli karta hai, isko bola ki lakhdi kaatao, lakhdi mein banao, phir woh lakhdi
04:20
mein main kaat kaat kar ke cheezein banane laga, uske aag main khayal mein ghar mein
04:25
hongi nahi, toh sab unhone zabat kar liye, aur wahan apne aajay bir mein rak diya hai,
04:31
toh phir wahan se jah mein chuti par aaya warda, toh bas phir baba ne bola ki, nahi
04:38
wapas mat jao, phir jab humare Gandhi ji ne humare principal ko lik diya, ke Ghani
04:45
nahi aayega, toh wo aagaya, warda wahan, aur Gandhi ji ko kaha ke dekha, aisa ladka
04:52
hume 50 saal mein nahi mila hai, yeh bohot gifted hai, malum nahi kaan se isme aagya
04:57
hai, malum hota hai, parane wo Gandhara art ka koi artist ka rooh isme guz gaya hai,
05:05
aur isko apne nikaale yahan se, aur yeh bohot bada artist ban jayega, bacha khan bolte
05:12
hai, artist ban gaye, toh kya ho gaya, agar isne khawat par, duniya mein kuch farah
05:20
padhi hai, jaha tak Ghani Khan sahab ke artistry ka sawal hai, toh jaha shairi mein unhone
05:37
har form mein likha hai, aur har kisam ki cheez pe baayaz ki hai, toh itna hi unhone
06:01
hi kam kiya hai, bohot usko maadoot kiya hai, aur wo apna sab izhaar-e-khyalat ko karte
06:17
hai, toh wo aksar insani surat mein usko dikhate hai, isliye mere nazdik toh agar unpe
06:34
koi label laga sakta hai aadmi, toh yeh hi kahenge wo ek portrait painter hai, lekin
06:43
aur portrait painter se bohot farak hai unmein, wo farak aise hai ke portrait painting mein
06:52
toh aksar koshish yeh hi hota hai, ke aadmi ke ya jo unka subject jo hota hai, toh uske
07:09
features pe zyada zor dala jaata hai, aur log bhi unhe pehchaan sake ki yeh falana aadmi
07:16
hai, maari pehchaan hoti hi, maari mooh se hota hai, surat se hota hai, Ghani Khan sahab
07:23
ke portrait painting mein yeh baat nahi hai, baaz okaad toh koi teesra aadmi unka portrait
07:30
pehchaan bhi nahi sakte hai ki yeh falana ka portrait hai, lekin jiska portrait banata
07:37
hai, toh wo khud ko zarur usme pehchaan ta hai, wo khud nahi jo aur log usko dekhte
07:44
hai, lekin jaise uske shairi mein uska koshish yeh hota hai, ke wo androoni khud jo hai,
07:50
wo adikane ke koshish karte hai, toh aise hi unke painting mein, koshish yeh hi hota
07:58
hai, ke wo subject ki androoni khud ya personality jise kehte hai, wo mein adikha sakte hai.
09:29
Toh bas pehle unhone mujhe le gaye aur maine wahan apne ab ko candidate declare kya aur
09:39
pehle mere bar khilafat muslim league ne pehle Hindu Mahasabha aur khak samak ke sath milkar
09:45
ke ek admi khada kar diya wo, Haripur ka taasir falang, kya naam hai uska naam tha, ajab
09:54
naam tha, us baaga hua tha aur pehle wahan se aaya toh yahan jail mein gaya, toh bas
10:01
wo election mein jeet gaya, pehle wahan se mein chala gaya, Delhi mein tha mein partition
10:09
tak wahan raha, partition ke baad idhar aa gaye toh yahan Qayyum Khan mein bas andar
10:17
na case, na gawa, na muqadima, na kuch.
10:21
Nasi tarah mein behti hui thi, police aa ke le gayi aur bas aamare ghar ko loot diya,
10:28
jaydaad ko zabat kar diya.
10:30
Alankid section 40 mein humko ghariftaar kiya tha, usme jaydaad ki zakti aur uska kuch
10:36
swaaj hi nahi uttha hai, nahi hai usme.
10:40
Aur ghar ko taise khaali kar diya ki ek charpahi bhi nahi chodi ki jisme koi chowkidar
10:45
beht jaye.
10:47
Aur mera dekhaan ko badha ki chowkidar bhi tum karoge iske.
10:50
Una ne kaha, ismein hai kya jiske hum chowkidar hi kar diya.
10:53
Khaali kamre hain hum.
10:56
Toh jaydaad mein 6-7 saal toh, 6 saal raha jail mein.
11:00
Sab yeh Peshawar ke jail aur yeh Haripur mein raha kahi saal.
11:07
Hyderabad, Sindh mein ek saal tha, wo toh bilkul jahannam tha.
11:12
Aur uske baad inhone mujhe phir,
11:19
wahan se nikaal karke toh mujhe intern karte the kahin dur dur.
11:24
Pashto shairi ki jadidiyat ke baare mein, koi bhi dawa kiya jaye,
11:32
isse Ghani Khan ki zikr ke bagayar mukamal nahin simjha jaa saat hai.
11:37
Balke, ek nukh pehle do se,
11:41
toh Ghani Khan hi jadid pashto shairi ke baani hain.
11:47
In ke hum asar, jo jadidiyat ke silsir mein,
11:53
tanqeedi bahas ka mauzoo banke rahe hain,
11:58
agar jadid yaa modern hain,
12:02
toh yaa toh achievement ke lihaas se modern hain,
12:06
yaa toh mauzoo ke lihaas se modern hain,
12:09
yaa woh khayalat ke lihaas se modern hain.
12:15
Lekin, Ghani Khan har lihaas se modern hain.
12:20
Unke, unki jadidiyat ka andaza aap iss se laga sakte hain,
12:27
unki shair, jadid pashto adab mein,
12:30
woh wahid shair hain, jinhone koi ghazal nahin kahi.
12:36
Aur, shair isliyan nahin kahi,
12:40
ke woh isse modern adab ka hisa samajhne se ittefaq nahin karte hain.
12:51
Warna, unhone bohse mauzooat par nazme kahin hain.
13:00
Aur, nazmo mein jab woh jiddat ko laate hain,
13:09
toh uske saath,
13:13
woh yeh koshish karte hain,
13:16
ki iska sirf mauzoo hi modern na ho,
13:19
balke iska wazan mein bhi,
13:25
misron ki taidaad mein bhi,
13:28
canvas mein bhi,
13:30
yaha taq ke un cheezon mein bhi,
13:33
woh modern bante hain,
13:34
jo jinko chhedna,
13:36
humare modern se modern shair bhi jo hai,
13:39
woh apne liye risk samajhta hain.
13:41
Uski ibtidai jawani mein,
13:44
ya ahad-e-shabab mein,
13:46
usne jis maahol mein aankh khol di,
13:50
woh azadi ke tahrikon ka zamana tha.
13:56
Aur jis khanadan se woh monsalik the,
13:59
unhone bhi amalan,
14:01
jang-e-azadi mein barpoor hisa liya.
14:04
Aur Ghani Khan bhi,
14:07
usi tahrik mein hamali taur par shamil hui,
14:12
aur uska asar uski shairi mein bhi maujood hain.
14:17
Yahi wajah hain ki,
14:19
Ghani Khan ki ibtidai daur ki shairi,
14:21
ya bahisiyat-e-shair jab woh mutaarif hui,
14:24
to woh pashtoon qaum mein,
14:26
bahisiyat-e-ek inkilabi shair ki,
14:30
woh uski pehchaan hui.
14:33
Uski shairi mein,
14:35
zindagi se muhabbat,
14:38
aur zindagi ke aqdaar ke saath muhabbat,
14:42
aur un aqdaar ki paasdaari,
14:45
har jagah maujood hain.
14:50
Azadi ka haami,
14:54
insaan ke saath muhabbat ka rishta,
15:01
insaan aur khuda ke darmian muhabbat ka rishta,
15:08
in tamaam rishton ko Ghani Khan ne,
15:12
muhabbat pe istuar kiya hai.
15:17
Unki shairi mein,
15:19
husan, jamaal, jalaal, noor, roshni,
15:27
ista ki ilamate baar baar milti hain.
15:32
Ghani Khan,
15:34
unke fan ke meydan mein,
15:36
ek azad raste ka musafir hain,
15:38
unke haat jiddat hain,
15:40
unke mauzuaat taarikhi,
15:42
islahi, maashriti,
15:44
ufadi, inkilabi aur taarikhi hain.
15:46
Woh maashire mein,
15:48
aise kirdaaron ki sakht muzammat karte hain,
15:50
unse nafrat karte hain,
15:52
jo maashire ki aman, sukoon ko,
15:54
ya uske husn aur noor ko zaya karte hain.
15:56
Shairi kiya saath saath unhone,
15:59
nasar ko bhi,
16:02
ko shishon ka mauzoo banaya hain.
16:06
Aur agar cho unhone zyada nasar likhne ki,
16:09
woh nahi ki,
16:11
yunhi,
16:13
woh sentali se pehle toh
16:15
regularly likhte rahein
16:17
pukhtoon mein,
16:19
woh nasar toh yaqeenan hain,
16:21
lekin,
16:23
uska shumaar hum
16:25
faqahi adab mein karte hain,
16:27
woh kalamnigari hain.
16:29
Aur is kalamnigari mein bhi,
16:32
unhone apna sikka manwaya hain,
16:34
abhi tak, unke jo kalam hain,
16:38
jo unke sare pukhtoon mein
16:40
chhapte rahein,
16:42
woh usi se,
16:45
jadeed pashto kalamnigari ne
16:47
janam diya hain.
16:49
Aur is tarah woh jadeed pashto kalamnigari ke bhi,
16:54
mujadeen me se shumaar ke jaate hain.
16:57
Asli humour wohi hota hain,
16:59
jo kisi ko dhuk na ponchaye.
17:02
Main aap pe koi tanz karoon,
17:05
aur aap sabse pehle has jaaye,
17:08
toh wohi asli humour hota hain.
17:11
Aur ye cheez in mein hain,
17:14
ke woh tanz bhi karte hain,
17:16
amazaag bhi karte hain,
17:18
lekin kisi ko dhuk nahi pochate hain.
17:20
Angariji mein bhi woh ek kitab ke musannid hain,
17:23
Pathan ke naam se,
17:25
aur jitni command unhe,
17:27
Angariji pe hain,
17:28
jitni khubsurat aur meethi zabaan woh likhte hain,
17:31
uska andaaza main aapko,
17:32
sirf unke ek quotation se,
17:35
aap laga chakte hain.
17:37
Unhone,
17:39
is kitab ko,
17:40
jiska naam Pathan hain,
17:41
apne waliyein Bazargawar,
17:43
ke naam se,
17:44
iska intisab kiya hain.
17:48
Aur intisab woh in anfaaz mein karte hain.
17:50
Aap dekhen ke woh,
17:52
yeh,
17:54
mujhe toh yaqeeni taur par,
17:56
pehlein matlab unke Angariji ko,
17:58
padhne ka jab,
18:00
ittafaq hua,
18:01
toh sabse pehle,
18:02
waise bhi main unke shakshiyat ke,
18:05
jaadu ka haseer tha,
18:08
lekin is fikr hain ne,
18:10
mujhe bilkul wo kat diya,
18:11
yeh mushoon kar diya,
18:13
yeh,
18:15
to the first Pathan,
18:17
that I knew,
18:19
and the best,
18:20
that I have known,
18:22
Daesh, my father.
18:24
Toh yeh aap angaza dekhen ke woh,
18:26
yeh isme adab ka woh bhi hain,
18:28
isme walid ke ihtiram ka woh bhi hain,
18:30
isme pukhtooniyat bhi hain,
18:32
isme jo pukhtoon likhne wala,
18:34
apne walid ke baare mein jo kuch soch sakta hain,
18:36
toh iske walid ki shakshiyat bhi isme aajati hain.
18:52
yeh dhanur hain,
18:59
sirke dake dakhan daar hain,
19:07
shundi dake de surur hain,
19:16
yeh maste au de armaan lain,
19:23
yeh tasvir da jaanaan raat hain,
19:32
saafa meena naaze dil raat hain,
19:41
saafa khuli maharoor raat hain,
19:52
deh di khut sobi bach cheen hain.
Recommended
21:52
|
Up next
Ghani Khan HD Full Urdu Docomentry Program PART 1 غنی خان ڈاکمنٹری پروگرام پہلا حصہ
SK STUDIO
8/5/2024
53:17
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (بس دے افلاطونه ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
10/1/2024
53:26
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( ګوګل ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/10/2025
51:53
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (بس دے افلاطونه ) PART 1 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
10/1/2024
53:00
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (زه هم جادوګر يم ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
3/10/2025
52:45
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( لون لاين ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/6/2025
46:40
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( لټون ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/5/2025
47:19
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( د بوډۍ ټال ) PART 1 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
12/30/2024
47:49
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (ګډا شه ګډا شه ) PART 1 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
3/9/2025
52:54
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( ګوګل ) PART 3 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/10/2025
44:52
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (ګډا شه ګډا شه ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
3/9/2025
19:38
Ghani Khan Interview Part 2 غنې خان انټريو دويمه برخه
SK STUDIO
1/10/2025
32:22
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (زبرګ ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/5/2025
52:10
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (MARG) PART 1 سردار علی ٹکر ڈیسکشن غنی خان نظم ( مرگ )
SK STUDIO
9/7/2024
46:20
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( دوه سترګۍ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
3/9/2025
46:51
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( د بوډۍ ټال ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
12/30/2024
49:19
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (MARG) PART 3 سردار علی ٹکر ڈیسکشن غنی خان نظم ( مرگ )
SK STUDIO
9/7/2024
52:39
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (زه هم جادوګر يم ) PART 1 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
3/10/2025
46:52
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( د بوډۍ ټال ) PART 3 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
12/30/2024
53:08
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( ګوګل ) PART 1 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/10/2025
45:00
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam (زبرګ ) PART 1 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/4/2025
52:42
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( لون لاين ) PART 1 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
1/6/2025
51:20
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( YAWA QISA يوه قيصه ) PART 3 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
9/29/2024
45:18
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( دوه سترګۍ) PART 3 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم
SK STUDIO
3/9/2025
52:14
Sardar Ali Takkar Discussion Ghani Khan Nazam ( BACHA ) PART 2 سردار علۍ ټکر ډيسکشن غنۍ خان نظم ( باچا )
SK STUDIO
9/23/2024