Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Khawabnama me che(چ)se shoro hone wale alfaz ki tabeerat
Khawab ki tabeer with farrah naz
Follow
8/3/2024
Khawabname me che(چ)se shoro hone wale alfaz ki tabeerat
Category
📚
Learning
Transcript
Display full video transcript
00:00
In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful.
00:02
I seek refuge with Allah from the accursed Satan, the accursed Satan.
00:04
O people, peace be upon you.
00:07
Today we will teach you the words that start with the letter J and their meanings.
00:13
By the name of the book of Yusuf.
00:15
First, we will start with the word moon.
00:18
In the book of Yusuf, the moon represents the king or the minister,
00:21
the world or the power,
00:23
a beautiful woman or wealth.
00:26
To see the moon in the womb or in the house,
00:30
the son should be born blessed,
00:32
the woman should be beautiful,
00:34
if the woman sees, then the husband should be of a high rank and be of a great stature.
00:40
To see the moon in the womb,
00:42
it is a miracle and a miracle.
00:44
If a baby is born,
00:46
that is, if a baby falls,
00:48
or something or the other happens,
00:50
it is a problem, you should give charity and help for this,
00:53
because charity avoids problems.
00:56
To see the moon in the womb or in the house,
01:01
there is a sign of loss of life and wealth.
01:06
To see the moon on the earth,
01:09
the people of the earth get benefit from the king,
01:13
they get benefit, comfort and comfort.
01:17
To see the moon in the womb,
01:19
wealth and wealth fill the house,
01:21
but there are losses in the eyes.
01:24
Haan mein chaand kar tukda dekhna, kanees hubroo se wasrat rahe, din raat musarrat mein rahe.
01:31
Haan mein chaandi kaan se nikaalna, kisi aurat se makar kare, ya dhoka dekar kaam milaaye.
01:39
Haan mein chaandi galate hu dekhna, hasoomar ne murtala ho, andesha se murad hai.
01:46
Haan mein chaandi ka zewar pehna, ranjo gham door ho, musarrat hasil ho,
01:53
rahat aur saroor paye, daulat paye.
01:56
Haan mein chaandi khoti dekhna, hafeef ho, daulat ka zawaal ho, waise parishani hai.
02:04
Haan mein chaadar dekhna, dupatta dekhna, aurat mile, shado awaad ho, sukh paye.
02:12
Haan mein chaadar odhna, aurat dekhe toh shaadi kare.
02:17
Haan mein chaadar sal se gum ho jana, shohar ke fauth hone ki alamat hai, waise parishani.
02:25
Haan mein chaadar fatiwi dekhna, farda dhari ho jaye, baizat ho, izzat jaati rahe.
02:33
Haan mein cha, yaani ke kuaan dekhna, aurat hasil kare, munashabkat se maal hataye.
02:41
Haan mein cha ka paani peena, yaani ke kuaan ka paani peena, maal hasil ho,
02:47
agar bimaad dekhe toh tandrusti paye, khushabri mile.
02:51
Haan mein cha, gairabad dekhna, museewat darpesh ho, hairaan ho.
02:57
Haan mein chai peena, fatah aur gamrani aur tandrusti hasil ho, dili murat paye.
03:04
Haan mein chabootra dekhna, waaldein ki diraz umri ho, sehat aur salamati ka baiz hai.
03:12
Haan mein chabootra khushnama aur waland dekhna, waaldein ki izzat zyada ho,
03:17
bzurgi paye, daulatmand aur naambar ho.
03:21
Haan mein chabootra be aaraam karna, waaldein ke zehre shaya rahe, inko meherbaan paye.
03:28
Haan mein chatai haridna, nikah kare, zeb-o-zeenat se ghar-e-rasa ho.
03:34
Haan mein chatni, beethi khana, haira-barkat ka baiz hai, kisi dost se tohfa mile.
03:44
Haan mein chambeli ka phool sungna, beti payda ho, kamaraan dekhe toh shadi ho.
03:50
Haan mein chamar se guftagu karna, gardish-e-kismat me muftala ho.
03:56
Haan mein chas peena, tajawaz ho, amli jama pehnaane me naakawi ho.
04:04
Haan mein chas dekhna, koi hairatangez khabar sunne.
04:09
Haan mein chirpaai par letna, dil hi khaish poori hone ki daleel hai.
04:14
Haan mein chamda haridna, daulat mile doston me izzat ho.
04:20
Haan mein chooha dekhna,
04:23
ho sheeda dushman se muraat hai ya bachsoorat aurat se taqleef khai.
04:28
Haan mein chachundar dekhna, badkaar aurat se dhoka ho.
04:33
Haan mein cheel urti we dekhna, naaghani musibat naazil ho.
04:37
Haan mein cheekhe mar kar rohna, musibat aur ranjo parashani ka saamna hai.
04:44
Haan mein kod pehnna, daulatman aurat se shadi ho.
04:53
Haan mein chillam bharna, hookah ki chillam ko bharte we dekhna.
04:57
Izzat matwa aur hunna se tanazal ho.
05:00
Haan mein cheek uthana, kisi posheeda raas se aaga hi ho.
05:05
Haan mein ghari ki chain tootte we dekhna, rozgaar me halal pade, sehat haraab ho.
05:13
Haan mein cheen ke mulki seyar karna, seyahat karna, bohot zyada ilm hasil ho.
05:18
Haan mein aynak dekhna, beevi se ranj ho, ghar zaruri masaib kam ho jaye.
05:27
Chaliswe ki niyaaz, rohani faiz hasil ho, umda khuraab mile.
05:32
Chechak mein mubtala hona, daulat mile, duniyawi mamlaat mein asani ho.
05:40
Haan mein chilke paase pyaar fisalna, kisi kaam mein halal pade, yaa dushman rode adka hai.
05:49
Haan mein chatni tosh khana, khatti khana, bimaari yaa musibat mein mubtala ho.
05:56
Haan mein chithi hat milna, hushabri paaye, agar paanwaan ho, toh khushi hasil ho, beeanwaan ho do ranj paaye.
06:04
Haan mein chithi baatsha se paana, agar chithi khol kar pade, toh hairo barkat paaye, agar nahi pade, toh ranj aur kam uthaaye.
06:15
Haan mein chithi likhna, hat likhna, kaam mein trakhi ho, baise kamyabi hai.
06:22
Haan mein chalag jalta, ghar mein dekhna, aurat se faida be endaza paaye, rahat aur araam paaye.
06:29
Haan mein chalag roshan karna, agar kumara ho, toh shadi kare, ulat se bhi tabir hai.
06:37
Haan mein chalag gul karna, bhujaa dena chalag ko, koi musibat dar pesh aaye, ranj aur andhau mein mubtala ho.
06:46
Haan mein charvi dekhna, yaa khana, nemat, daulat, kamyabi hasil ho, khair aur barkat paaye.
06:54
Haan mein chidiya dekhna, kadro manzalat badhne ka mochab hai.
07:00
Haan mein chidiya pakadna, kisi aurat ko hasil karne mein kamyab ho.
07:05
Haan mein chidiya ko ghosle se udana, ranj aur gham mein mubtala ho, mulas mat paaye.
07:12
Haan mein chidiya ki awaaz sunna, hudha taala ki hamdo tasbih karne se daameer hai, dil mutmaeen ho jaye.
07:20
Haan mein chidiya pakadna, maal aur daulat hasil ho, kaum ka sardar ho.
07:27
Haan mein chootiya marna, mushkilat se nijat hasil kare, safar mein ho toh wapas aaye.
07:36
Haan mein chokhad dekhna, dahleez dekhna darwaza ki, naik aurat se shadi kare, ghar ki abadi ho.
07:45
Haan mein choot khad chunta ho dekhna, jisse muhabbad rakhe, iss se shadi ho jaye, araam paye.
07:52
Haan mein chalna bama haandaan pe, agar na maloom makaam par jata dekhe, toh ranj aur bhala mein mubtala ho.
08:00
Haan mein chalna manzil-e-maqsood ki tarab, ya ghar ki tarab, deeno duniya ki sahadat hasil ho, khushi naseeb ho.
08:08
Haan mein chalna taariki se roshini ki tarab, rah-e-batil se haq ki tarab aaye, taufa kare, naik ho jaye.
08:17
Haan mein chalna roshini se, gumra baideen ho, ki iss museebat mein giraftar ho.
08:27
Haan mein chidiya ki awas sunna, khuda taala ki hum do tasbih karne se tabir hai, dil mutmain ho jaye.
08:37
Haan mein charbi dekhna ya khaana, nimat aur daulat kamyawi hasil ho, hairo barkat paye.
08:46
Haan mein chidiya pakadna, maal aur daulat hasil ho, kaum ka sardar ho.
08:51
Haan mein chidiya ko ghosle se udana, ranj aur gaam mein mubtala ho, malamat paye.
08:57
Haan mein chalna taariki se roshini ki tarab, rah-e-batil se rah-e-haq ki tarab aaye, taufa kare, naik ho jaye.
09:05
Chalna roshini se taariki ki tarab, gumra baideen ho, museebat mein giraftar ho.
09:11
Chalna virane mein dekhna, tangi-e-rizq ho, halakat aur gurbat ka sabab hai.
09:17
Chalna virane se abadi mein, khushali kadam chume, tang-dasti door ho.
09:22
Haan mein chamcha dekhna, waqeel ya ardali se mulaqat ho, hasool-e-maqsad ho.
09:29
Chamcha istamal kirna, mugaddima darpesh ho, waqeel ya ardali ko hamnawa banaye, fayda hasil ho.
09:36
Haan mein chamna aadmi ka dekhna, ahraish aur zeenat ka imkaan ho, barkat maal aur zyati ho, samaan hasil ho.
09:45
Chamna surkh dekhna, ranj aur gaam aur museebat mein mubtala ho.
09:49
Chamna oonth ka dekhna, maal-birse ka haath hai, aish aur raam paye.
09:53
Chamna bakri ka dekhna, tarakki-e-daulat aur rizq ho, gaye ka chamna dekhna bhi neemat ka baise hai.
10:00
Chamna rangna, murasat ka maal bante, ya tehreer kare, ya virsa par kaabiz ho.
10:07
Haan mein chamne khush dekhna, gamo museebat mein giraftar ho, bimaar ho.
10:12
Chamne sabaz aur bemausam dekhna, gamo ando ka baise hai, agar bahar mein dekhne toh rahat hai.
10:18
Haan mein chamne pukhta khaana, ranj aur gaam mein kamee ho, agar daal chamne ki khaaye toh takleef se nijad paye, kushali hasil ho.
10:27
Haan mein chambeli ka guldasta dekhna, dost aur bibi se mafar kat paye.
10:31
Haan mein chaal dekhna, gumchada cheez hasil ho, muflasi aur tangdasti door ho.
10:39
Haan mein chaun dekhna, chhat ki chaun dekhna, wazurgi sarparasti se tabir hai.
10:45
Haan mein chaun drakhton ki dekhna, kitna fasad ki deleel hai, agar drakht sabaz ki chaun ho toh nihayat achi hai.
10:53
Haan mein chaun mein baithna, mod kareeb hone ki alamat hai.
10:58
Haan mein chaun mein araam karna, izzat aur wazurgi paye, manafat aur mod ka sabab hai.
11:07
Haan mein chhat par chadna, amarat wazurgi sadari paye, guland martaba ho, izzat aur daulat paye.
11:17
Haan mein chhat dekhna, kisi wazurg se mohabbat ho, kisi haakim se faizasil ho.
11:24
Haan mein chaupaya gum ho jana, akal zayal ho, fikar se sakh takleef uthaye.
11:31
Haan mein chaupaya yaani ki koi ghai, bhais, kab ghosh khana, maal aur daulat paye, gareeb hi toor ho jaye.
11:39
Haan mein chutar dekhna, apno se nafa paye, parishani door ho.
11:43
Haan mein chutar dayan dekhna, ladka payda hone ki deleel hai, masboot dekhe toh ladka buland hosla ho.
11:50
Haan mein chutar bayan dekhna, ladki payda ho, agar chutar bhusrat ho, toh ladki hushaal ho, nekh hasaal ho.
11:58
Haan mein chutar kamzor dekhna, aulat ka gham dekhe, baise ranjo lam hai.
12:04
Haan mein chori karna, giraftare bimaari ho, giraftar ho, parishani uthaye.
12:11
Haan mein chori na karna, bimaar ko tashifa paye, ranjo gham se najat hasil ho.
12:17
Haan mein choga pehnana ya haridna, aurat paye, ghar abad ho, dil shaath ho.
12:24
Haan mein choga na paak pehnana, aurat na pasandida, ya bad akhlaaq aur bad misaaj mile.
12:31
Haan mein choga utarna, aurat ko alayda kare, ja jadaai ho.
12:37
Haan mein chula dekhna, baise zyati rizak hai, araam aur rahat paye.
12:44
Haan mein chula tootna, baise virani ghar ho, parishani had se zyada ho.
12:49
Iske liye aapko chahiye ki sadka aur harat kare.
12:53
Haan mein chula dekhna, ya haridna, ladaai jagde mein utna ho, baise fasaad hai, sakht uthaye.
13:01
Haan mein chula dena, ya bahar thek dena, jango jaddal se najat hasil ho, sukh aur araam paye.
13:09
Haan mein chula ghar ko phirna, baise haraam hai, daulat paye, issas zyada ho.
13:15
Haan mein chonch murgi ki thekna, aurat nek salika shaar, gharelu aur parsa mile.
13:22
Haan mein chuhat dekhna, ya pakadna, munafiq aurat se nikah ho, jo zahir mein nek ho, aur batin mein bad ho.
13:31
Haan mein chupandar khaana, ranjo musimat peshaaye, parishani thaye.
13:36
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh.
13:39
Humeed hai ki aapko meri video basant aayi hogi.
13:43
Isko like karein, meri channel ko subscribe karein.
13:47
Aap sab logon ki support ka wehaz shukriya. Allah Hafiz.
Recommended
0:20
|
Up next
biggest Bull video
Khawab ki tabeer with farrah naz
5/7/2025
2:35
Super crispy Fry potato Flowers recipe_Super crispy Fry potato Flowers recipe by cook with Naz
Khawab ki tabeer with farrah naz
4/6/2025
0:06
Fry chanay ki recipe
Khawab ki tabeer with farrah naz
1/14/2025
1:39
chicken and vegetable cold sandwich recipe_Chicken and vegetable sandwich banane ka tarika
Khawab ki tabeer with farrah naz
12/20/2024
0:47
Khawab me gulab dekhne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
11/8/2024
8:33
Irani Chicken karahi ki recipe
Khawab ki tabeer with farrah naz
9/29/2024
7:26
Mumtaz chicken ki authentic recipe in Urdu
Khawab ki tabeer with farrah naz
9/9/2024
4:40
Chicken fettuccine Alfredo pasta recipe in Pakistani style
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/31/2024
3:39
Chapal kabab ki Authentic recipe in Urdu
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/30/2024
5:12
Tori ki sabji ki authentic recipe in Urdu
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/30/2024
4:34
Seb ka murabba ki authentic recipe
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/28/2024
4:57
Aloo Bukhare ki chatni ki Authentic recipe. آلو بخارے کی چٹنی کی ریسیپی
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/27/2024
2:13
Nafrat sherbat ki mashoor recipe in Pakistani style
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/13/2024
5:38
Dum ke qeeme ki recipe in Pakistani style
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/9/2024
11:32
khawabnama me jeem(ج) se shoro hone wale alfaz ki
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/7/2024
1:00
Khawabnama me gaf se shoro hone wale alfaz ki tabeerein
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/4/2024
0:31
Khawab me soraj grehan dekhne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/4/2024
0:40
Khawab me sarso ka tail kharedne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/4/2024
0:28
Khawab me dorbeen dekhne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/1/2024
0:40
Khawab me romal dekhne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/1/2024
0:26
Khawab me zaboor Shareef perhane ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/1/2024
0:30
Khawab me saqaf Yani chat roof dekhne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/1/2024
0:27
Khawab me sair Bagh ki kerne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
8/1/2024
0:22
khawab me shetan ko apna matee dekhne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
7/30/2024
0:26
khawab me sirka frosh dekhne ki tabeer
Khawab ki tabeer with farrah naz
7/30/2024