Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Great leader
Pakistani drama.com
Follow
7/15/2024
Nawaz sharif is a nice political leader..he has a desire to serve his county and people
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
Hume toh apno ne loota, ghairon me kahan dam tha, meri kashti doobi thi wahan jahan paani kam tha.
00:09
Agar hum dekhen toh yeh shayr Mian Muhammad Nawaz Sharif par bulkul fit batta hai,
00:15
ki Mian Muhammad Nawaz Sharif ne jin jin logon ke saath achhai ki, bhalai ki,
00:21
usme se bohose aise log the jino ne unhe hi nukhsaan pohnchane ki koshish ki.
00:27
Nawaz Sharif jo hai wo hamesha Imran Khan jab cricket ke daur me the,
00:32
cricketer the aur naye naye siyasat me bhi aaye the,
00:35
toh hamesha unki support karte rahe.
00:38
Ek mature siyasatdaan ki tarahan wo hamesha unhe samjhate rahe,
00:43
aur hamesha unke kande pe haath rakhte rahe, unhe batate rahe.
00:48
Lekin wohi Imran Khan jab kuch power me aana shuru hai aur dekhna shuru kiya
00:54
log unke saath judhne lage hai,
00:56
toh wohi Imran Khan jo hai wo Nawaz Sharif ke khalaaf khade ho gaye.
01:01
Yeh hamari siyasat ka ek bohot bada almiya hai,
01:03
ki hamari siyasat me shaksiyaat saath saath chalti hai,
01:07
ek doose se madad bhi leti hai,
01:09
magar jab kisi muqaam pe pohnchne lagti hai,
01:12
toh usi shaks ko ghasheetne aur uska paun khenjne ki koshish karte hai,
01:17
jo hume upar ki taraf lekar gaya hota hai.
01:20
Aur yehi kayi dafaa Nawaz Sharif sahab ke saath bhi hua.
01:23
In tasaaveer mein aap dekh sakte hain ki Nawaz Sharif aur Imran Khan bagalgeer ho rahe hain,
01:29
acche tariqe se guftgu kar rahe hain.
01:31
Nawaz Sharif sahab us waqt bhi Prime Minister the aur cricket ke daur me
01:36
aur aap dekh rahe hain ki wo Imran Khan sahab ke saath kitne acche tariqe se mil rahe hain,
01:41
unko guide kar rahe hain, unse baate kar rahe hain.
01:45
Magar unhe kya pata tha ki yehi Imran Khan sahab jab kuch power me aayenge,
01:49
kuch aage aayenge to unhi ke khilaf karwaaiyan shuru kar di jayenge.
01:54
To yehi hua ki jab Imran Khan sahab ke paas kuch majority unhe milne lagi,
02:02
log unke saath judne lagi, to wohi Imran Khan sahab Nawaz Sharif ke khilaf khade ho gaye.
02:08
Aur phir unhe unme khamiya nazar aane lagi aur unki siyasat ko khatam karne lagi,
02:15
yeh aapne dekha hoga jo ek bahot bada lamba dharna kiya gaya Nawaz Sharif hukumat ke khilaf
02:22
aur iske alawa unke poore...
Recommended
1:50
|
Up next
Great Shahid Afridi
Pakistani drama.com
7/17/2024
2:30
Wasim Akram
Pakistani drama.com
7/17/2024
3:15
Javaid miandad
Pakistani drama.com
7/17/2024
1:05
Facts about Nawaz sharif
Pakistani drama.com
7/14/2024
1:15
Sayani drama cast
Pakistani drama.com
7/10/2024
0:55
Anmol blouch is beautiful
Pakistani drama.com
7/10/2024
0:45
Agha Weds hina
Pakistani drama.com
7/9/2024
0:45
Beautiful Hina Altaf
Pakistani drama.com
7/8/2024
0:40
Sunakshi ki Bedai
Pakistani drama.com
7/7/2024
0:50
Fahad Mustafa style
Pakistani drama.com
7/7/2024
1:05
Shabbir Jan daughter wedding
Pakistani drama.com
7/7/2024
0:35
Wife of Ahsan Khan
Pakistani drama.com
7/6/2024
0:30
Ahsan Khan pics
Pakistani drama.com
7/6/2024
1:05
Ayeza khan with husband
Pakistani drama.com
7/6/2024
0:40
Danish with wife
Pakistani drama.com
7/6/2024
1:05
Hamza Ali with wife
Pakistani drama.com
7/5/2024
0:20
Hamza Ali abbasi
Pakistani drama.com
7/5/2024
1:10
Mr and Mrs Ali Ansari
Pakistani drama.com
7/5/2024
0:40
Ali Ansari versatile actor
Pakistani drama.com
7/5/2024
1:20
Sharoz sabzwari
Pakistani drama.com
7/4/2024
1:05
Hiba and Dure fishaa with Faisal
Pakistani drama.com
7/4/2024
0:55
Faisal qurashi
Pakistani drama.com
7/4/2024
0:20
Shahzad sheikh handsome guy
Pakistani drama.com
7/3/2024
1:15
AFFAN Waheed
Pakistani drama.com
7/3/2024
0:55
The beauty of Ramsha Khan
Pakistani drama.com
7/3/2024