Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
सास के मेहमान - Hindi kahaniya _ Hindi Story _ Moral Stories _ Kahaniya _ Hindi Stories _ Fairytales
ApanaBhau
Follow
7/5/2024
सास के मेहमान - Hindi kahaniya _ Hindi Story _ Moral Stories _ Kahaniya _ Hindi Stories _ Fairytales #moralstories #hindikahani #newstory #funnyvideos
Category
😹
Fun
Transcript
Display full video transcript
00:00
Sass ki mehmaan, Seemar ki sass ki sari zindagi kiraye ke makaan mein hi bhi thi, lekin jab
00:11
beta kamaane layak hua, toh usne apna bada makaan banaya.
00:15
Kya hai maa, itni lambi list mehmaanon ki, griha pravesh hai sirf, shadi mein toh tumne
00:22
in logon ko bulaya hi tha na.
00:24
Are beta, tumhare pita aur maine toh saara jeevan ghar nahi banaya, yeh sochkar ki paisa
00:31
ghar mein laga denge, toh tujhe kahaan se padhaenge, ab beta ghar jaisi khushi mein main unlogon
00:37
ko kaise phool jaun, jin logon ke saath maine poora jeevan gata.
00:42
Tabhi wahaan bahu aajati hai, kya maa ji kaisi baat kar rahi hai, bua ji, chachi ji, unki
00:48
betiyaan, susural wale, sabhi toh aa rahe hain, maine unki list suman se puchkar tayyaar
00:54
karli hai.
00:55
Haan beta, yeh log toh rishtadan hai, in logon ko toh bulana hi hai, lekin jin logon
01:01
ke saath main kiraye ke makaanon mein rahi, wo makaan maalik, wo padosi, unhe kaise bol
01:07
sakti hoon.
01:08
Maa, lekin wo neelam aunty ko toh mat bulana, bada hi low standard sound karti ho.
01:15
Haan maa, aur wo, Kiran ko bhi, unka pati aur beta khaate kitna hai?
01:19
Aur nahi toh kya, shaadi mein bhi 2000 rupe wali plate mein dana dan kha rahe the.
01:25
Maa kuch nahi bolti, kamre mein chali jaati hai, tumhari maa ke toh chochli hi alag hai,
01:30
na jaane logon ko kya batana chahti hai, arre aans padus ko toh aise pooch rahi hai jaise
01:35
ki rishtedar.
01:36
Haan, jaan baam maa ko, wo kise se jurti hai, toh dil se jurti hai, baise baat karta
01:43
hoon se.
01:44
Sabhi apne apne kaam mein lag jaate hain, saans ko neend aa jaate hai aur wo soo jaate
01:49
hai.
01:50
Hmm, lag raha hai ki gussa hokar soo gayi, kapdi bhi apne bahar phenk kar gayi hai, bahu
01:55
hai naa, naukrani jaisi, kar legi kaam.
01:58
Barbar karti bahu, saans ki kamre mein jaate hai, aur kapdo ko unki almari mein rakhti
02:03
hai, ki tabhi uske haath mein ek album aur kuch khat lagte hai.
02:07
Arre, yeh kya hai?
02:09
Bahu album dekhti hai, jaha neelam aunty aur saans ke saath, chhota sa uska suman khada
02:14
hota hai.
02:15
Inki bachpan ki photo, wo saari photo dekh kar jab khat ko kholti hai, toh wo kiran
02:22
ka hota hai.
02:23
Bahu khat padne lagti hai, khat mein likha hota hai, tu paise ki chinda naa kar, suman
02:29
ke padhai mein koi kamee naa hoon, hum padosi nahi behne hai, tabhi saans jag jaate hai.
02:36
Arre bahu, kya hua, kuch chahiyat hai kya?
02:39
Bahu baat khuma deti hai, maa ji, wo inki photo dekh rahi thi neelam aunty ke saath,
02:45
kitte sundar lag rahi hai na aunty?
02:48
Haan, dikha toh zara photo, bahu saans ko photo deti hai, saans photo dekh kar kehti
02:54
hai, yaad aata hai, tere sasuji toh the nahi, kaam ke liye das dino ke liye shehar se bahar
03:02
gaye the, jab beta hone wala tha, tab neelam aunty aur arun uncle hi the, aunty hi bhi
03:09
pechaari raat bhar mere saath baithi rahi, toh uncle bhaag bhaag kar davaay ka intizaam
03:15
kar rahi thi, beta ke hone ke baad bhi jab tak mai ghar nahi aayi mere paas hi rahe,
03:21
rishtedaar toh aaye the mundan mein das dino ke baad, bahu sunkar khush hoti hai, tabhi
03:26
nazar khat par padhti hai, maa, yeh kirana aunty ko apne paise wapas kar diye?
03:32
Haan, wo bhi samajh kaise kaise kiye, main hi jaanti hu, suman ke padhai ke liye paison
03:37
ki zarurat thi, rishtedaar toh saaf bol diya tha, ki kisi hotel mein kaam par laga do,
03:44
kayi log bartan dhone ke saath padhai karte hain, lekin kirana aunty, unhone apne budhapi
03:50
ke liye bachaye hua paison ko suman ki padhai ke liye diye, yaani ki aaj yeh jo kuch bhi
03:56
hain, wo kirana aunty ke karan hi na, haan bahu, aise aise padosi hua karte the, jo kisi
04:03
rishte ke naam se nahi, balki apne pan se bhare the, phir saas ka bolne ka rukh deekha
04:10
ho jata hai, aur phir bhi dekh, suman in logon ko bhi nahi bulane diya raha hai, maa, main
04:16
baat karti hu, yeh log sirf aayenge hi nahi, hum logon ke saath rukenge bhi ghar mein,
04:22
rishtedaaron ki tarah, saas, bahu, bete se pooch kar, ek ek ghar jaa kar, panoseon ko
04:29
ek din rehne ka niyota diyaate hain, aur phir wo din bhi aaj aata hai, jab ghar mein greh
04:33
prabhesh hota hai, are hum logon ka kamra kaha hai, bada kamra dena hum logon ko, khula
04:40
khula, suman pareshan ho jata hai, ki wo kya kare, kahan, kiska saamaan rakhe, ki wahi
04:47
kiren, padosan aa jaati hai, are suman, pareshan na ho beta, humare kamre me rakhta hun logon
04:54
ka saamaan, hum toh teri maa ke saath drawing room mein exist ho jaayenge, aur humara kamra
04:59
kaha hai, suman, zara saamaan kamre mein toh rakha do, are yeh kya, mere kamre mein toh
05:09
safa hi nahi hai, are bata deti suman, hum kahi aur rahe leti, tabhi waha neelam jhaadu
05:16
lekar aa jaati hai, are babli didi kaisi baat kar rahi hai, chaliye main saaf kiye deti
05:21
hum kamra, wahi maami ji bhi aa jaati hai, are suman didi, sabse chota kamra hum logon
05:27
ko hi dena tha kya, maaike ki koi parvai nahi hai, wo maami ji, kiren aunty aur neelam
05:34
aunty ki family ek hi kamre mein hai na, toh isliye, aap aur mama do hi toh log hai toh,
05:40
maami toh bahu ki moose yeh baat sunkar gusse se laal pili ho jaati hai, are wah ji wah,
05:46
bahu ki zubaan toh dekho, kitna bol rahi hai, itna bol lewali bahu yeh bhi hoti hai kya,
05:52
are rahne do, jab meri behan nahi mere baare mein nahi socha, toh kisi aur se kya umbeet
05:58
kare, dono samaan pack kar ki ghar se nikal hi rahe hote hain, ki neelam aa jaati hai,
06:04
are rakesh bhaiya, main bhi suman ki tarah hi toh hu, aap toh hum logon ko itne saal se
06:08
jaante hain, haan haan tum log toh meri behan se chipki hi rahi, gond ki tarah,
06:14
kher koi baat nahi raho bade kamre mein, tabhi arun waha jaata hai jo neelam ka pati hai,
06:20
are are bhaiya thoda toh waqt bhijiye, hum saare chhote kamre mein shift ho rahe hain,
06:25
saare padose chhote kamre mein chali jaate hain, aur mama maami bade kamre mein,
06:30
bahu chachi ki kamre se bahar nikal rahi hoti hai ki, dekho kaise bada makaan bana kar itra rahi
06:37
hai, are jab hum logon ne kaha tha ki ghar banwa lo, tab toh ladke ko padhaane ki padhi thi,
06:44
itna paisa rakhi thi, mehngi college mein padhaya, tab baat maani hoti toh saste mein makaan ban jaata,
06:53
bahu aage jaate hai jahan doon padosam bhi, aapas bhi baat kar rahi thi,
06:58
maana padhega suman ko, bahut samajhdari ke saath chali, bachon ki zimmedaari ko sabse upar
07:04
rakha, rishtedaron ke saath bhi poora nibhaya, nahi toh aaj kal ki rishtedar,
07:09
are suman ke liye toh hum hamesha hi khade hai,
07:13
bahut abhi maami ke paas jaate hai jahan wo maama se keh rahi hoti hai,
07:17
bas ab aage iske ghar, ab toh yeh ro ro kar bhi bulayegi toh main naao,
07:22
kaise kamre mein rakha hum logon ko, suman bhi na kisi hi kaam ki nahi hai,
07:28
bahu sabhi ko dekh samajh rahi thi, rishtedaron ke nakharon ke beech, padosiyon ka pyaar,
07:34
wo dekh kar samajh jaate hai ki saath ke asli mehmaan kaun hai.
Recommended
0:40
|
Up next
Stop Talking, Start Doing! – Walt Disney
ApanaBhau
8/28/2024
0:41
Believe in Yourself First! ✨
ApanaBhau
8/12/2024
0:57
Paris Olympics 2024_ What to Expect!
ApanaBhau
7/27/2024
0:44
Plant Seeds, Not Just Harvests
ApanaBhau
7/26/2024
0:54
Steve Jobs' Life-Changing Advice!
ApanaBhau
7/23/2024
0:53
Overcome Doubts, Achieve Tomorrow!
ApanaBhau
7/23/2024
5:06
Kahani दिवार पर टंगी सास - hindi kahaniya _ story time _ kahaniya _ stories _ moral stories funny
ApanaBhau
7/16/2024
6:30
Kahani फिटनेस फ्रिक बहु - Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Hindi Fairy Tales _ Funny Story
ApanaBhau
7/16/2024
8:01
Kahani जलेबी बाई Story in Hindi _ Hindi Story _ Moral Stories _ Bedtime Stories _ New Story _ Story
ApanaBhau
7/16/2024
6:32
Kahani डरपोक सास बहु Story in Hindi _ Hindi Story _ Moral Stories _ Bedtime Stories _ New Story
ApanaBhau
7/16/2024
5:45
Kahani पियक्कड़ बहू - hindi kahaniya _ story time _ kahaniya _ stories _ moral stories funny
ApanaBhau
7/16/2024
10:41
Kahani जलन Jalan _ Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Hindi Stories _ New Story _ Saas Bahu
ApanaBhau
7/16/2024
6:31
Kahani दूसरी शादी Story in Hindi _ Hindi Story _ Moral Stories _ Bedtime Stories _ New Story _ New
ApanaBhau
7/16/2024
5:50
Kahani नौकरानी - Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Hindi Fairy Tales _ Funny Story _ Dadimaa
ApanaBhau
7/16/2024
6:31
Kahani चतुर बहु Story in Hindi _ Hindi Story _ Moral Stories _ Bedtime Stories _ New Story _ Story(720P_HD)Kahani चतुर बहु Story in Hindi _ Hindi Story _ Moral Stories _ Bedtime Stories _ New Story _ Story(720P_HD)
ApanaBhau
7/16/2024
6:43
Kahani घर जमाई और शायरी - Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Hindi Fairy Tales _ Funny Story
ApanaBhau
7/10/2024
8:00
Hindi Story पीले दातों वाली बहू_ Saas Bahu Ki Kahaniya _ Moral Stories _ Hindi Stories _ Fairy tales
ApanaBhau
7/10/2024
6:38
सास बहू में हंगामा _ घर आये शकुनि मामा - Kahani _ Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Funny
ApanaBhau
7/10/2024
8:57
सासू मां बदल गई Hindi kahaniya _ Hindi Story _ Moral Stories _ Kahaniya _ Hindi Stories Fairy tales
ApanaBhau
7/10/2024
8:53
सासु माँ की नयी सहेली _ Hindi Story _ Moral Stories _ Hindi Stories _ Bedtime Stories _ New Story
ApanaBhau
7/10/2024
8:05
सास माँ बहू और बेटी - Stories in Hindi _ Moral Story _ Bedtime Stories _ Hindi Kahaniya _ New Story
ApanaBhau
7/10/2024
5:55
Kahani कंजूस भाभी Story in Hindi _ Hindi Story _ Moral Stories _ Bedtime Stories _ New Story _ Story
ApanaBhau
7/10/2024
7:49
Kahani देहाती बहु - Hindi Kahaniya _ Bedtime Moral Stories _ Hindi Fairy Tales _ Funny Story _ New
ApanaBhau
7/16/2024
0:51
Former Aide Claims She Was Asked to Make a ‘Hit List’ For Trump
Veuer
9/27/2023
1:08
Musk’s X Is ‘the Platform With the Largest Ratio of Misinformation or Disinformation’ Amongst All Social Media Platforms
Veuer
9/27/2023