Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Comments
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Kurulus Osman Season 05 Episode 206 - 2024
sohailsgd36
Follow
6/27/2024
Kurulus Osman Season 05 Episode 206 - 2024
Category
📺
TV
Transcript
Display full video transcript
00:00
You
00:30
Karasi Sarzameen se main aap ke liye tahaif laaya hun, Yaakub Sardar.
00:43
Aapne khud ko thakaa diya, Karasi Sardar.
00:52
Kaniyamas. Sardar.
00:54
Ise padosi qabail ke zarurat mandon mein takseem karne.
00:59
Jo hukam, Sardar.
01:03
Humne toh socha ke aap kotaiya mein hain.
01:07
Haan tha. Waqqai wahan tha.
01:11
Lekin, jab maine suna sarhadi ilaakon mein kya ho raha hai,
01:19
toh main wahan nahin reh sakta tha.
01:24
Usman se ittifaq kiya aapne?
01:27
Kya yeh sach hai, Karasi Sardar?
01:29
Aapne jo suna wo sach hai.
01:32
Aap yeh kaise kar sakte hain?
01:34
Isme kya burai hai, Yaakub Sardar?
01:38
Agar is jang mein Usman Sardar ka saath main nahin dunga, toh kaun dega?
01:44
Arr cheez ka apna waqt hota hai, Karasi Sardar.
01:48
Bursa aur Iznik ka mahasra mehz ek khayali tasawwar hai.
01:53
Usman ke azaim poori qaum par aafat laenge.
01:58
Aap jaante hain yeh sab, kya aap nahin dekhte?
02:03
Agar aap kuch jaante hain toh, bataye hamein.
02:08
Usman ab Bursa aur Iznik meh garaj raha hai.
02:13
Kal kya hoga?
02:15
Qustantinia.
02:17
Aur agar padri apne sipahi bhej de,
02:22
Usman ki ek halti se, poori qaum fana ho jayegi, Karasi Sardar.
02:30
Jab aap raste mein ho, toh peeche hotein.
02:34
Aur us waqt Usman ki himayat wapas le le.
02:38
Jab wo tanha ho jayega, toh peeche hotega.
02:43
Aisa mumkin nahi, Yaakub Sardar.
02:46
Un lomliyon ke darmian Usman Sardar ko, hum akela kaise chhod sakte hain?
02:49
Usman ke saath marne ka, koi faida nahi hai, Karasi Sardar.
02:56
Usman ka halak hona saari qaum ke.
03:00
Halak hone se baithar hai.
03:03
Qaum ko bachana hai.
03:20
Aur maal-e-ghanimat ki, bilkul fikar na karo.
03:24
Aur jihad pe jis sone ka, Usman ne tumse waada kiya tha, wo sab bhi,
03:31
main tumhe doonga.
03:33
Balke dugna doonga.
04:19
Khushaamteet, Usman Sardar.
04:33
Yeh kya hai?
04:35
Kya mujhse akele milne ki bhi jisarat nahi hai tumhe?
04:39
Haan?
04:41
Kya zaroorat hai muhafizon ki yaha par?
04:44
Main toh Bursa aa gaya.
04:45
Chaar sipahiyon ke saath.
04:48
Usman Sardar, parishan ho gaye.
04:51
Saare muhafiz bahar chale jaye.
04:54
Foran!
05:16
Mujhe antaaza nahi tha ki mujhse baat karne ke liye,
05:20
aap logon ne yeh soch rakha tha ki aap kasrat mein hoon.
05:26
Ab aapki aksariyat hai.
05:36
Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
05:45
Tashreef rakhiye.
06:15
Tashreef rakhiye.
06:40
Toh tum hume jaan na chahate hoon?
06:45
Tum jaanate toh hoon ki hum kaun hai?
06:51
Jo kuch maine suna hai,
06:54
bilkul khushi nahi hui mujhe sun ke.
06:58
Aap hamaare tijarti raaston aur zameenon ko,
07:01
khaana badoshon ke hawale kar rahe hai.
07:05
Iske peeche niyat kya hai aapki mujhe jaan na hai.
07:09
Niyat meri achhi hai.
07:13
Kuch bhi karne se pehle,
07:16
kuri duniya jaanti hai ki hum kya chahate hai.
07:20
Main,
07:22
jab tak zinda hoon shyaad rakhna,
07:25
pursa ka mahasra karna mungkin nahi hai, Usman Sardar.
07:29
Main bhi yahi sochta hoon.
07:34
Is duniya ko dekho, Usman Sardar.
07:37
Har sher aur bhediye ne yaha aakar,
07:41
apni poori koshish ki.
07:44
Lekin burh kuch bhi,
07:46
hume jaanti hai.
07:48
Main bhi yahi sochta hoon.
07:50
Is duniya ko dekho, Usman Sardar.
07:52
Har sher aur bhediye ne yaha aakar,
07:55
apni poori koshish ki.
07:56
Lekin pursa par,
07:58
wo daant hargis bhi nahi kaad sake.
08:02
Yeh shher,
08:04
dusre shheron aur
08:06
qalon ki tarah nahi hai.
08:08
Aur na yaha,
08:10
aise hukmuraan hai jine tum ne shikasti.
08:16
Yaha aap apne qad se badh rahe ho.
08:19
Kustan duniya ke saath,
08:21
bursa ki tamam arwaabit munqata ho jayenge.
08:25
Toh kya hoga?
08:27
Yeh shher phir bhi barson tak zinda rahe sakta hai.
08:30
Is bursa ka mat batao mujhe.
08:33
Bursa ki haqeeqat kya hai, yeh toh,
08:36
jaanta ho main.
08:40
Jo kuch tumne kaha hai,
08:42
bursa ki haqeeqat kya hai,
08:44
bursa ki haqeeqat kya hai,
08:46
Jo kuch tumne kaha hai,
08:49
usse hargis khauf nahi hai mujhe.
08:52
Balke sunke,
08:57
meri saari khaahishaat
09:00
aur zyada ho gayi hai.
09:07
Aur isiliye,
09:10
isiliye yeh shher mujhe chahiye.
09:12
Aisa toh hargis nahi hoga Usman Sardar.
09:20
Chahe aasaan ho raasta,
09:23
ya kathan ho.
09:27
Bursa,
09:30
aaj nahi toh kal,
09:33
turkoon ka ghar hoga.
09:42
Tumhari iske liye,
09:44
umr kaafi nahi hai Usman Sardar.
09:47
Yeh toh Rab hi jaanta hai main.
09:49
Haan magar,
09:51
is baat ko yaqeen hi banaunga,
09:54
ki tumhari umr zyada nahi ho.
10:00
Chalo batao mujhe,
10:04
kya baat karne ke liye bulaya tha yaar?
10:12
Kholo phirah?
10:43
Tumhne bulaya mujhe?
10:47
Haan bulaya,
10:49
aur tum toh yoon daurte chale aaye yaha jaise,
10:52
is din ke muntazir the.
11:03
Tum theek ho?
11:07
Kyun bulaya hai mujhe?
11:13
Tumhara ilchum se nikah hua hai na,
11:15
toh kyun aa gaye?
11:19
Nahi aana chahiye tha tumhe.
11:26
Durust kaha.
11:29
Pasand nahi usse mera aana.
11:42
Haan chale jao.
11:44
Jaise har tafa chhod jaate ho.
11:46
Jao yaha se.
11:51
Kholo phirah?
11:55
Kar kya rahi ho yeh?
11:58
Isliye bulaya tha tumhe mujhe?
12:04
Tumhe mujhe se mohabbat hai.
12:13
Mat kaho aisa.
12:17
Aur is aag ko badhawa mat toh kholo phirah.
12:22
Kyun Orhan?
12:25
Kya is mohabbat ki aag ko dil se bujha chuke ho?
12:35
Kyun zaruri hai yeh haan?
12:38
Jo hona tha wo ho chuka hai.
12:40
Jo hona tha wo ho chuka hai.
12:46
Toh kya mujhe bula diya hai?
12:50
Kya yahi thi tumhari mohabbat?
12:57
Kholo phirah?
13:02
Maine wo shadi,
13:05
khandaan ke liye ki,
13:06
aur apne kabile ke liye ki yeh baat tum achi tarah jaanti ho.
13:10
Haan, jaanti ho.
13:13
Khandaan ko chunkar Orhan,
13:16
tumhne mujhe beech raha chhod diya.
13:20
Lekin sirf tumhne mujhe dhoka nahi diya,
13:23
khud ko bhi diya hai.
13:26
Apni mohabbat ko tarkh karke,
13:28
Alchim se shadi karli.
13:30
Mere paas nahi tha chaara aur koi.
13:33
Haan, magar,
13:34
tum intikhaab kar sakti thi.
13:36
Lekin kya kiya?
13:38
Tumne,
13:40
intikhaab kiya mujhe chhodne ka.
13:44
Toh ab,
13:46
ab achana kya ho gaya Kholo phirah?
13:52
Jab se iss jagah par lauti ho maine,
13:56
tab se aasiyat pe jee rahi ho.
13:59
Tum se meri mohabbat,
14:00
kabhi khatam nahi ho sakti.
14:05
Kholo phirah.
14:08
Mat jao na.
14:12
Jab ek doosre ko iss qadar chahate hain,
14:14
toh dhoka dene ka kaise soch liya?
14:31
Main,
14:33
aapko ek mauka deta hoon,
14:35
sulah karne ka.
14:37
Varna,
14:39
aap aur
14:41
aapke peechhe chalne wale,
14:43
saare maare jaayenge.
14:46
Aage?
14:48
Sab bandh raaste aapke liye khul jaayenge.
14:51
Hum tijarat mein,
14:53
aapko apna saathi banayenge.
14:55
Kustun duniya se lekar,
14:57
Bursa tak saara samaan aur uske saath,
14:58
tamaam raaste,
15:00
hamaare hukum ke taabe honge.
15:02
Hum Bursa ke baad,
15:04
poore mashrik ki tijarat,
15:06
aap par chhod denge.
15:13
Jihad roka nahi ja sakta maal se bhi.
15:18
Ye baat pehle kisi ne bhi nahi batayi tumhe.
15:22
Tum jihad nahi,
15:25
balke sab pe bhi,
15:27
balke sab pe qawis hona chahate ho.
15:30
Aur main tumhe ye mauka dunga.
15:34
Tumhe sooth samajh kar faisla karna hoga.
15:40
Tum apne sardaron ko,
15:42
kuchl kar unpe qadam rakke aage bade.
15:46
Kustun duniya ki log bhi,
15:48
tumhe saare turkon ke,
15:50
muhafiz ke taur par jaante.
15:52
Lekin tum sab ki aise ifaasat nahi kar sakte Usman Sardar.
15:57
Sultanat ko mahfooz rakhne ke liye,
16:00
koi bhi raasta talaash nahi kar raha main.
16:03
Mera raasta toh saaf hai.
16:05
Mere Rab ne jiska hukum diya,
16:07
jihad ka raasta hai ho.
16:09
Wohi raasta,
16:11
tumhara anjaam bhi ho sakta hai Usman Sardar.
16:17
Maine,
16:19
socha ke saath mil gaya,
16:21
toh bhi,
16:23
koi bhi,
16:24
maine,
16:26
socha ke saath mil sakte hai hum log.
16:40
Darasal,
16:46
ek aur tariqa bhi hai.
16:51
Batao, kya hai?
16:53
Bazantiniyon se,
16:55
munkhata kar dunga taluqat.
16:59
Lekin tumhari tijarat ko nuksaan hoga aise,
17:02
aur ek muddat ke baad khatam ho jayegi.
17:07
Aur agar,
17:10
agar tum chahate ho ke hum jang na kare tum se,
17:15
toh surat,
17:17
tum paanch lakh sohne ke sikke,
17:19
har saal mujh tak pahunchaoge.
17:28
Talware agar hum log nikal le,
17:30
Usman Sardar,
17:33
toh kya tum sohna de paoge?
17:37
Tum wohi ho jo mujh se sohla karna chah rahe the.
17:41
Faisla kar lo, tumhe kya karna hai.
17:49
Takfur,
17:51
abhi bursa mein nahi hai.
17:55
Jaise yeh aayenge,
17:57
toh hum se mai baad kar lunga.
18:01
Main shahenshah ko,
18:03
iss se aga kar ke aapko bata dunga.
18:06
Tumhari,
18:08
tumhari,
18:10
tumhari,
18:12
tumhari,
18:14
tumhari,
18:16
tumhari,
18:18
badi khaish thi tumhari.
18:20
Kya?
18:22
Gundu Sardar ki tarah,
18:25
khaish thi na yeh tumhari ke main,
18:28
zindagi se chala jao.
18:34
Tumhare haath khoon se range hai mere bhai ke.
18:39
Tum yahaan sulha ki baad karne lege.
18:43
Aur abse,
18:45
main kisi aisi mufahamat par raazi nahi honga,
18:49
jisme tum maujood hoge.
18:51
Tum jang ki shurwaat kar rahe ho, suna?
18:54
Jo kuch maine kiya,
18:56
tum uske liye mujhe jawaabte nahi thaira sakte Usman Sardar.
19:00
Agar tumne,
19:02
jangbandi ka na socha,
19:05
toh Gundu Sardar,
19:08
aakhri shahs nahi hoga marne wala.
19:15
Hum log maud se nahi darte.
19:20
Agar aisa hota,
19:23
toh bursa kabhi na aate.
19:29
Bahot badi jang hogi.
19:33
Usme kaun marega,
19:35
usme zinda kaun rahega.
19:44
Allah karega faisla.
20:00
Kustum teen.
20:14
Kustum teen.
Recommended
20:04
|
Up next
Kurulus Osman Season 05 Episode 202 - 2024
sohailsgd36
6/22/2024
20:41
Kurulus Osman Season 05 Episode 205 - 2024
sohailsgd36
6/27/2024
20:13
Kurulus Osman Season 05 Episode 208 - 2024
sohailsgd36
6/30/2024
16:27
Kurulus Osman Season 05 Episode 198 -2024
sohailsgd36
6/18/2024
20:09
Kurulus Osman Season 05 Episode 210 - 2024
sohailsgd36
7/1/2024
20:50
Kurulus Osman Season 05 Episode 201 - 2024
sohailsgd36
6/21/2024
20:03
Kurulus Osman Season 05 Episode 203 -2024
sohailsgd36
6/23/2024
16:44
Kurulus Osman Season 05 Episode 199 -2024
sohailsgd36
6/20/2024
20:52
Kurulus Osman Season 05 Episode 211 -2024
sohailsgd36
7/2/2024
20:30
Kurulus Osman Season 05 Episode 212 -2024
sohailsgd36
7/3/2024
20:11
Kurulus Osman Season 05 Episode 194 2024
sohailsgd36
6/15/2024
20:24
Kurulus Osman Season 05 Episode 200 2024
sohailsgd36
6/21/2024
20:16
Kurulus Osman Season 05 Episode 188 2024
sohailsgd36
6/8/2024
20:08
Kurulus Osman Season 05 Episode 192 2024
sohailsgd36
6/12/2024
21:14
Kurulus Osman Season 05 Episode 185 2024
sohailsgd36
6/5/2024
20:56
Kurulus Osman Season 05 Episode 184 2024
sohailsgd36
6/4/2024
21:20
Kurulus Osman Season 05 Episode 209 - 2024
sohailsgd36
6/30/2024
20:00
Kurulus Osman Season 05 Episode 190 2024
sohailsgd36
6/10/2024
20:06
Kurulus Osman Season 05 Episode 176 2024
sohailsgd36
5/26/2024
20:51
Kurulus Osman Season 05 Episode 183 2024
sohailsgd36
6/4/2024
20:34
Kurulus Osman Season 05 Episode 207 2024
sohailsgd36
6/28/2024
20:50
Kurulus Osman Season 05 Episode 189 2024
sohailsgd36
6/9/2024
20:32
Kurulus Osman Season 05 Episode 181 2024
sohailsgd36
6/2/2024
20:33
Kurulus Osman Season 05 Episode 196 2024
sohailsgd36
6/18/2024
20:25
Kurulus Osman Season 05 Episode 186 2024
sohailsgd36
6/8/2024