Skip to player
Skip to main content
Skip to footer
Search
Connect
Watch fullscreen
Like
Bookmark
Share
Add to Playlist
Report
Kurulus Osman Season 05 Episode 206 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
Follow
6/26/2024
Category
📺
TV
Transcript
Display full video transcript
00:00
You
00:30
Karasi Sarzameen se main aap ke liye tahaif laaya hun, Yakub Sardar.
00:43
Aapne khud ko thaka diya, Karasi Sardar.
00:52
Kaniyamas. Sardar.
00:54
Ise podaasi qabail ke zarurat mandon mein takseem karne.
00:59
Jo hukam Sardar.
01:03
Humne toh socha ke aap kotaiya mein hain.
01:07
Haan tha. Waqqai wahan tha.
01:11
Lekin, jab maine suna saradi alaakon mein kya ho raha hai,
01:19
toh main wahan nahin reh sakta tha.
01:24
Usman se ittifak kiya aapne?
01:27
Kya yeh sach hai, Karasi Sardar?
01:29
Aapne jo suna wo sach hai.
01:32
Aap yeh kaise kar sakte hain?
01:34
Isme kya burai hai, Yakub Sardar?
01:38
Agar is jang mein Usman Sardar ka saath main nahin dunga, toh kaun dega?
01:44
Ar cheez ka apna waqt hota hai, Karasi Sardar.
01:48
Burs aur Iznik ka mahasra mehz ek khayali tasawwar hai.
01:53
Usman ke azaim poori qaum par aafat laenge.
01:58
Aap jaante hain yeh sab, kya aap nahin dekhte?
02:03
Agar aap kuch jaante hain toh, bataye hamein.
02:08
Usman ab Burs aur Iznik meh garaj raha hai.
02:13
Kal kya hoga?
02:14
Usman ab Burs aur Iznik meh garaj raha hai.
02:17
Aur agar padri apne sibahi bhej de,
02:22
Usman ki ek halti se, poori qaum fana ho jayegi, Karasi Sardar.
02:30
Jab aap raste mein ho, toh peeche hotein.
02:34
Aur us waqt Usman ki himayat wapas le le.
02:38
Jab wo tanha ho jayega, toh peeche hotega.
02:42
Aisa mumkin nahi Yaakub Sardar.
02:45
Un lomlion ke daryan Usman Sardar ko hum akela kaise chhod sakte hain?
02:50
Usman ke saath marne ka koi fayda nahi Karasi Sardar.
02:56
Usman ka halak hona saari qaum ke.
03:00
Halak hone se baithar hai.
03:03
Qaum ko bachaana hai.
03:12
Aur maal-e-ghanimat ki bilkul fikar na karo.
03:16
Aur jihad pe jis sone ka Usman ne tumse waada kiya tha, wo sab bhi,
03:22
main tumhe dunga, balke dugna dunga.
04:12
Khushaamteet, Usman Sardar.
04:37
Yeh kya hai?
04:39
Kya mujhse akele milne ki bhi jisarat nahi hai tumhe?
04:42
Haan, kya zaroorat hai muhafizon ki yaha par?
04:46
Main toh Bursa aa gaya.
04:49
Chaar sipahiyon ke saath.
04:52
Usman Sardar, parashaan ho gaye.
04:55
Saare muhafiz bahar chale jaye.
04:58
Phoran!
05:13
Mujhe antaaza nahi tha ki mujhse baat karne ke liye,
05:16
aap logon ne yeh soch rakha tha ki aap kasrat mein hoon.
05:22
Ab aapki aksariyat hai.
05:32
Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
05:36
Usman Sardar,
05:37
Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
06:07
Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
06:38
Toh tum hume jaanna chahate ho?
06:43
Tum jaante toh ho ki hum kaun hai?
06:49
Jo kuch maine suna hai,
06:52
bilkul khushi nahi hui mujhe sun ke.
06:56
Aap humare tijarti raaston aur zameenon ko
06:59
khaana badoshon ke hawale kar rahe hain.
07:03
Iske peeche niyat kya hai aap?
07:07
Aapki mujhe jaanna hai.
07:14
Niyat mere achhi hai.
07:18
Kuch bhi karne se pehle,
07:21
kuri duniya jaanti hai ki hum kya chahate hai.
07:25
Main,
07:27
jab tak zinda hoon yaad rakhna,
07:30
pursa ka maasra karna munkin nahi hai, Usman Sardar.
07:38
Main bhi yehi sochta hoon.
07:43
Is duniya ko dekho, Usman Sardar.
07:46
Har sher aur bhediye ne yaha aakar
07:50
apni poori koshish ki.
07:53
Lekin pursa par,
07:55
wo daant harkis bhi nahi kaad seke.
07:59
Yeh shahar,
08:00
dusre shaharon aur
08:02
qalon ki tarah nahi.
08:04
Usman Sardar,
08:05
dusre shaharon aur
08:07
qalon ki tarah nahi hai.
08:09
Aur nahi yaha,
08:11
aise hukmuraan hai jine tumne shikasti.
08:17
Yaha aap apne qad se badh rahe ho.
08:25
Kustun duniya ke saath,
08:27
pursa ke tamam rawabit munkata ho jayenge.
08:31
Toh kya hoga?
08:33
Yeh shahar phir bhi barson tak zinda rahe sakta hai.
08:36
Is pursa ka mat batao mujhe.
08:39
Pursa ki haqeeqat kya hai, yeh toh
08:42
jaanta ho main.
08:46
Jo kuch tumne kaha hai,
08:49
usse hargis khauf nahi hai mujhe.
08:52
Balke sunke,
08:57
meri saari khaahishaat
08:59
aur zyada ho gayi hai.
09:06
Aur isi liye,
09:10
isi liye yeh shahar mujhe chahiye.
09:13
Aisa toh hargis nahi hoga Usman Sardar.
09:21
Chahe aasaan ho raasta,
09:25
ya kathan ho,
09:26
ya kathan ho.
09:30
Pursa,
09:33
aaj nahi toh kal,
09:36
turkoon ka ghar hoga.
09:42
Tumhari iske liye,
09:44
umr kaafi nahi hai Usman Sardar.
09:47
Yeh toh Rab hi jaanta hai main.
09:49
Haan magar,
09:51
is baat ko yaqeen hi banaunga,
09:54
ki tumhari umr zyada nahi ho.
09:57
Chalo batao mujhe,
10:00
kya baat karne ke liye bulaya tha yaar?
10:19
Kholo Fera,
10:21
Kholo Fera.
10:43
Tumne bulaya mujhe?
10:47
Haan bulaya,
10:48
aur tum toh yoon daurte chale aaye yahan jaise,
10:51
is din ke muntazir the.
11:02
Tum thek ho?
11:06
Kyun bulaya hai mujhe?
11:18
Tumhara Alchim se nikah hua hai na,
11:20
toh kyun aa gaye?
11:24
Nahi aana chahiye toh tumhe.
11:31
Durst kaha,
11:34
pasand nahi usse mera aana.
11:42
Haan chale jao,
11:44
jaise har dafa chhod jaate ho,
11:46
jao yaha se.
11:49
Kholo Fera,
11:53
kar kya rahi ho ye?
11:56
Isiliye bulaya tha tumne mujhe?
12:02
Tumhe mujhse mohabbat hai.
12:13
Mat kaho aisa.
12:15
Mat kaho aisa.
12:19
Aur is aag ko badhawa mat toh kholo Fera.
12:24
Kyun Orhan?
12:27
Kya is mohabbat ki aag ko dil se bujha chuke ho?
12:37
Kyun zaruri hai ye haan?
12:40
Jo hona tha wo ho chuka hai.
12:45
Toh kya mujhe bula diya hai?
12:50
Kya yahi thi tumhari mohabbat?
12:57
Kholo Fera,
13:02
maine wo shadi,
13:04
khandaan ke liye ki
13:06
aur apne kabile ke liye ki,
13:08
ye baat tum achi tarah jaanti ho.
13:10
Haan, jaanti hu.
13:11
Khandaan ko chunkar Aurhan,
13:14
tumne mujhe beech raah chhod diya.
13:18
Lekin sirf tumne mujhe dhoka nahi diya,
13:20
khud ko bhi diya hai.
13:23
Apni mohabbat ko tarh karke,
13:25
Elcham se shadi karli.
13:27
Mere paas nahi tha chara aur koi.
13:30
Haan, magar,
13:32
tum intikhab kar sakti thi.
13:34
Lekin kya kiya?
13:36
Tumne,
13:38
kya kiya?
13:39
Tumne,
13:41
intikhab kiya mujhe chhodne ka.
13:45
Toh ab,
13:47
ab achanak kya ho gaya Kholo Fera?
13:53
Jab se iss jagah par lauti hu main,
13:57
tab se asiyat pe jee rahi hu.
14:00
Tumse meri mohabbat,
14:04
kabhi khatam nahi ho sakti.
14:09
Kholo Fera.
14:12
Mat jao na.
14:16
Jab ek doosri ko iskadar chahate hain,
14:18
toh dhoka dene ka kaise soch liya?
14:31
Main,
14:33
aapko ek mauka deta hu sulah karne ka.
14:36
Varna,
14:37
aap aur
14:39
aapke peeche chalne wale saare maare jaayenge.
14:45
Aage?
14:47
Sab bandh raaste aapke liye khul jaayenge.
14:50
Hum tijarat mein aapko apna saathi banayenge.
14:54
Kustan tuniya se lekar,
14:56
Bursa tak saara samaan aur uske saath,
14:59
tamam raaste,
15:01
humare hukum ke taabe honge.
15:03
Hum Bursa ke baad,
15:05
poore mashal mein,
15:07
ishrik ki tijarat,
15:09
aap par chhod denge.
15:15
Jihad roka nahi jaasakta maal se bhi.
15:20
Ye baad pehle kisi ne bhi nahi batayi tumhe.
15:24
Tum jihad nahi,
15:27
balke sab pe qawis hona chahate ho.
15:30
Aur main tumhe ye mauka dunga.
15:34
Tumhe soch samajh kar faisla karna hoga.
15:38
Tum apne sardaron ko,
15:41
kuchal kar unpe qadam rak ke aage bade.
15:44
Kustan tuniya ke log bhi,
15:47
tumhe saare turkon ke,
15:49
muhafiz ke taur par jaante.
15:51
Lekin tum sab ki aise hifazat nahi kar sakte Usman Sardar.
16:01
Saltanat ko mehfooz rakhne ke liye,
16:04
koi bhi raasta toh,
16:06
koi bhi raasta talash nahi kar raha main.
16:09
Mera raasta toh saaf hai.
16:11
Mere Rab ne jiska hukam diya,
16:13
jihad ka raasta hai ho.
16:15
Wohi raasta,
16:17
tumhara anjaam bhi ho sakta hai Usman Sardar.
16:23
Maine,
16:25
socha ke saath mil sakte hain hum log.
16:36
Darasal,
16:42
ek aur tariqa bhi hai.
16:48
Batao kya hai?
16:51
Bazantineon se,
16:53
munqata kar dunga taluqat.
16:57
Lekin tumhari tijarat ko nuksaan hoga aise,
17:00
aur ek muddat ke baad khatam ho jayegi.
17:02
Aur agar,
17:05
agar tum chahate ho ke hum jang na karein tum se,
17:10
toh surat,
17:12
tum paanch lakh sonay ke sikke,
17:15
har saal maj tak pahunchaoge.
17:24
Talwarein agar hum log nikaal lein,
17:27
hum log nikaal lein,
17:29
talwarein agar hum log nikaal lein,
17:31
Usman Sardar,
17:34
toh ke tum sona de paoge?
17:38
Tum wohi ho jo mujhe sola karna chah rahe the.
17:42
Faisla kar lo tumhe kya karna hai.
17:59
Takfur,
18:01
abhi bursa mein nahi hai.
18:05
Jaisa hi aayenge,
18:07
toh unse main baad kar lunga.
18:11
Main shahenshah ko,
18:13
isse aga karke aapko bata dunga.
18:16
Badi khaish thi tumhari.
18:19
Kya?
18:21
Gundu Sardar ki tarah.
18:24
Khaish thi na yeh tumhari ke main,
18:25
zindagi se chala jao.
18:31
Tumhare haath khoon se range hai mere bhai ke.
18:35
Tum yahaan sulha ki baad karne lege.
18:39
Aur abse,
18:42
main kisi aisi mufahmat par raazi nahi honga,
18:45
jisme tum maujood hoge.
18:48
Tum jang ki shurwaat kar rahe ho, suna?
18:51
Tum jang ki shurwaat kar rahe ho, suna?
18:52
Jo kuch maine kiya,
18:54
tum uske liye mujhe jawaabte nahi dhara sakte, Usman Sardar.
18:57
Agar tumne,
18:59
jangbandi ka na socha,
19:02
toh Gundu Sardar,
19:05
aakhri shahs nahi hoga marne wala.
19:14
Hum log maud se nahi darte.
19:18
Agar aisa ho,
19:19
toh bursa kabhi na aate.
19:25
Bahot badi jang hogi.
19:29
Usme kaun marega,
19:31
usme zinda kaun rahega.
19:39
Allah karega faisla.
19:49
Kostantin.
20:19
Allah karega faisla.
Recommended
20:34
|
Up next
Kurulus Osman Season 05 Episode 207 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/27/2024
20:50
Kurulus Osman Season 05 Episode 189 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/9/2024
20:41
Kurulus Osman Season 05 Episode 205 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/25/2024
20:13
Kurulus Osman Season 05 Episode 208 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/28/2024
20:03
Kurulus Osman Season 05 Episode 203 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/24/2024
20:33
Kurulus Osman Season 05 Episode 196 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/16/2024
16:43
Kurulus Osman Season 05 Episode 197 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/17/2024
20:00
Kurulus Osman Season 05 Episode 193 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/13/2024
20:08
Kurulus Osman Season 05 Episode 192 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/12/2024
20:44
Kurulus Osman Season 05 Episode 195 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/15/2024
20:56
Kurulus Osman Season 05 Episode 184 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/4/2024
20:16
Kurulus Osman Season 05 Episode 188 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/8/2024
20:25
Kurulus Osman Season 05 Episode 186 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/6/2024
16:27
Kurulus Osman Season 05 Episode 198 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/18/2024
21:14
Kurulus Osman Season 05 Episode 185 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/5/2024
20:24
Kurulus Osman Season 05 Episode 191 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/11/2024
20:50
Kurulus Osman Season 05 Episode 187 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/7/2024
21:01
Kurulus Osman Season 05 Episode 177 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
5/28/2024
20:52
Kurulus Osman Season 05 Episode 211 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
7/1/2024
21:20
Kurulus Osman Season 05 Episode 209 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/29/2024
20:50
Kurulus Osman Season 05 Episode 183 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/4/2024
20:38
Kurulus Osman Season 05 Episode 213 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
7/3/2024
20:59
Kurulus Osman Season 05 Episode 176 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
5/27/2024
20:30
Kurulus Osman Season 05 Episode 212 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
7/2/2024
20:08
Kurulus Osman Season 05 Episode 182 - Urdu Dubbed - Har Pal Geo
javaied iqbal
6/2/2024