Skip to playerSkip to main contentSkip to footer
  • 6/7/2024
#alimuhammadkhan #nationalassembly #pti #protest#eiduladha2024 #t20worldcup2024 #bulletin #arynews

Bloodbath at PSX as KSE-100 index plunges over 1000 points

Inter exams: Karachi female examiner admits to leaking Zoology’s paper

Summer vacations announced for Islamabad schools

Eidul Azha: Ruet body meets today for Zil Hajj moon sighting

LHC orders to extend market timings ahead of Eidul Adha

Stage-1 of Karachi’s K-IV project to be completed in 2025

Over 105,000 SIM cards of non-filers blocked: FBR

Karachi Commissioner takes action against illegal cattle market

Two Afghans arrested for attempting to obtain Pakistani passports

Power tariff jacked up by Rs10.1/unit

Russia, China wrangle with US over UN resolution on Gaza ceasefire plan

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Welcome back. Zulhajjah ka chaan nazar aagaya, Eid ul Aza 17 June baroz Pir ko hogi. Chaan nazar aane ka ayalaan Chairman Markazhi Rohit Hilal Committee Maulana Abdul Kabir Azad ne kia. Maulana Abdul Kabir Azad ne kaha Peshawar, Kohat, Kirk, Attock aur deegar ilaakon se shahadate mausool hui. Mulk mein Yakhum Zilhaj 8 June aur Das Zilhaj Yani. Eid ul Aza Pir 17 June ko hogi.
00:29 Zulhajjah ka chaan nazar aagaya hai. Inshallah Yakhum Zilhajjah 1445 Hijri 8 June 2024 baroz hafte ko hogi. Aur Eid ul Azha 17 June 2024 baroz Pir ko hogi.
00:55 Wazir Azam Shahbaz Sharif ka Great Hall of People, Chin mein walehana istaqbal. People's Liberation Army ke daste ka Guard of Honor, Chini Hum Mansab Lee Chiang se mulaqat ke dauran 23 mufahamati aaddaaston par dastakhat. Dono rahnumaon ka CPAC upgrade karne par bhi ittifaq.
01:11 Wazir Azam Shahbaz Sharif ka Great Hall of People, Chini Hum Mansab Lee Chiang se mulaqat ke dauran 23 mufahamati aaddaaston par dastakhat. Dono rahnumaon ka CPAC upgrade karne par bhi ittifaq.
01:29 Zehaw Li Qiang peytong Shahbaz jian yuye lan, Chini Hum Mansab Lee Chiang se mulaqat ke dauran 23 mufahamati aaddaastton par dastakhat. Dono rahnumaon ka CPAC upgrade karne par bhi ittifaq.
01:56 [Clapping]
02:02 Thank you very much.
02:04 Thank you.
02:06 [Clapping]
02:30 Pakistan aur Chin ke darmian, television, film, transport, sanat, infrastructure, tabanai, zaraat, sehat, samajhi, iqtisadi, tarakki ke muayado aur yaaddaaston par dastakhat kiye gaye.
02:43 Wazir Azam Shahbaz Sharif ki Chin ke Sadr se mulaqat, Sadr Shri Jinping ne garam joshi se khushamdeed kaha. Sadr bole Pakistan ki tarakki ke liye misal kaim karne ko tayyar hain. Wazir Azam Shahbaz Sharif ne kaha, aap bahot baseerat wale aur mutaarik rahnuma hai.
02:58 You are a very visionary leader. These words come from the core of my heart. You believe in promoting peace, not only for the people of China, not only for the people of Pakistan, but people living in this globe through your, one of the most shining initiatives known as BRI has earned you one of the most unique position amongst community of nations and leaders of different parts of the world.
03:26 Babas aayenge break ke baad. Hamare saath rahi hai.
03:29 Pakistan Amerika se haar gaya, lekin is haar se pehle kya hota raha yeh sab bhi jaanna bahut zaruri hai.
03:36 Bilkul, Amerika jaisi baby team se humari team jo hai wo haar gayi hai. Amerika se sharamnaak shikast hui, kaum ki umeedon par paani pher rahe wale match se pehle, mauj masti karte aur khaabe udate rahe.
03:47 25 dollar dekar tasseerain banwaane wale bhi ab wo tasseerain lagaakar in par tanqeed hi kar rahe hain. Niyatein theek nahi hongi toh phir yehi nateeja niklega. Team mein jhoot par banegi toh aisa hi hoga.
03:57 Kamran Akmal aur Basit Ali phat pade. Basit Ali bole, kya ab log Bharat se match ke liye purjosh honge? Kamran Akmal ne kaha, aap aisi team se haare jaisne kul 27-28 T20 khele hain.
04:08 28-28 total T20 matches hain, 242 humare hain. Aapki niyatein theek nahi hongi, har ladke ko ek jaisa treat nahi karenge, result aise hi aayenge. Log poochtein taha mujhse USA se jeejayenge toh mai hasta tha.
04:22 Jab team mein jhoot par banegi na, aise awamil aayenge. India ka jab match hota na, toh humara yeh soch hoti ki yaar aaj match hai. Sari chhutniyaan, ghar mein khaane banne, TV ke saamne betna.
04:33 America se jo hum kal match haare hain, ab aisa hoga intijam? Aap 3 over ache khele hain sirf, 3 over yaar, 40 over mein, 3 over aap ache khele hain. Baaki 37 over unhone aapko dabaye rakha. Aisa lag raha tha, wo Pakistan hai, hum USA hai. Hum cancer ka ilaj Panadol se kar rahe hain.
04:50 Wapas aayenge break ke baad.
04:52 Humare saath rahiye.
04:53 Welcome back.
04:59 Welcome back.
05:03 Bani PTI se FIA team ki tafteesh. FIA team ne wakala ki maujoodgi me Bani PTI se tafteesh ki. Jail zaray ka kehna hai Bani PTI mutanaaza tweet par shamile tafteesh ho gaye hain. Bani PTI ne apne wakala Chaudhry Zaheer Abbas aur Intidar Panjota ki maujoodgi me FIA team ko sawalat ke jawab diye.
05:25 Opposition leader Umar Ayub ne DGFIA ko Ehwan me bulane ka mutalaba kar diya. Qaumi Assembly se khitab me kaha DGFIA ko bula kar poocha jaye, reyasat tum ho ya parliament.
05:38 Inquiry shuru hi hai, MZI Imran Khan sahab ke Twitter account pe FIA se notice aarha hai. Investigate karna chahate hain mujhe? DGFIA ko toh yaha pe bula ke pooche. Tum state ke tool ho. You are not the state. State hai toh parliament state hai. Tum state ke mulazim ho. State hai toh ye parliament hai. Ye supreme hai. Kaise hume ye letters likh sakte hain? How dare they?
06:03 Inko maine notice diya hai aur they have the audacity ke unhone doosra notice utha ke diya hai. Ye koi banana republic hai? We condemn this. Sinhab-e-shfiqar aur aapse ye ruling chahiye. Isran ki hattaqraam-e-is khatood, isran ki ye gestapo state tactics ye khatam ho.
06:22 Mulk-e-sabik Wazir-e-Azam death cell me rakha gaya hai. Ali Muhammad Khan ka daawa. PTI rahanuma ne kaha ye bani PTI nahi, is aewan tamam siyasi jamaaton aur 25 crore awam ki tauheen hai. Aaj humari baari hai. Kal khudana khasta phir aapki baari hogi.
06:39 Ismul-ke-sabik Wazir-e-Azam ki cell ki tasawir chalai gayi. Six by eight ke cell me jahan ye uski bedding hai, ye sink laga hua tha, uski almari hai kitabon ki aur peeche uski washroom ke istaraf jaaye namaz.
06:52 Mautarim Bilawal sahib yahan tashreef farmaate, kis tarah wo apni maa ki god mein jail ke baar adyala shaythi wahaan baitha hota tha. Nawaz Sharif ko hatkaniya daalke jahaaz me le jaya Musharraf ne. Nusrat Bhutto sahiba bardar thokre khaari thi. Amari baari hai. Kal khudana khasta phir aapki baari hogi. Jinn ki wajah se is sara kuch ho raha hai, unki baari kab aayi ki?
07:11 Ye tahzeeg is aewan ki hai, ye tahzeeg tamam siyasi jamaaton ki hai, 25 crore awam ki hai.
07:19 Yeh waqt-e-egg break ka maare saath rahi hai.
07:22 Welcome back.
07:27 Karachi se guard gardi ka ek aur waqia report ho raha hai. Guard ne kachra uthane wale ek ladke ko goli maar di hai. North Karachi me guard aur ladke me kachra uthane par bahas hui thi. Ladke ke pet me goli lagi. Guard Ramzan waardaat ke baad se faraar hai. Teen din pehle isi tarah ka ek aur waqia pesh aaya. Jahaan Tik Toker ko video banane par ek guard ne goli maar kar katal kar diya tha. Is waqia ki tafseel jaan lete hain. Salman Lodi amar saath maujood hai. Salman bataayi aaj ka waqia iski kya tafseel pata chal rahi hai?
07:54 Aaj dekhiye yeh jafair ko waqia report hua tha. Sir Syed Thani ki hudud me security guard me 15-16 saala hi naujawan hai. Kachra chunne wale naujawan hai. Iske ghade me gandagi kar rahi thi jis par guard se takraar hui. Aur kachra na uthane par guard ne isko firing karke zakhni kiya tha. Isko Basi Sher hospital muntakil kiya diya. Lekin yeh ab se daurane ilaaj dham tod gaya hai.
08:14 Yeh waqia ke baad security guard Ramzan yeh maukhe se faraar ho gaya. Aur police is waqia ka mukadmat darj kari. Aur security company ki joh inzam niya hai jo zindadaaraan hai. Unko thaane bulaya gaya hai. Lekin koi ab tak thaane nahi pocha. Ek aur yeh security guard ki ghafrat ka waqia peshaya hai. Maamuli takraar par isne firing ka waqia peshaya hai. Police kehte hiye ab tamam jo security service ko mobilise karne wale jo guards hai aur iske companies hai. Usme uske aftaraan ko hi bulaya jayega.
08:41 Yeh kuch kaar rawaay hai na. Lekin Salman yeh jo ladka tha kachra uthaane wala iske baare mein kya pata chala hai? Uske lawaheqeen, warasaat kya batate hain? Aur yeh guard se mutaalik kya pata chala hai? Yeh kaun hai? Kahaan se tha?
08:51 Lekin yeh private security company ka tha. Ilake mein yahaan pe ghar ke paas hi signat kya gaya tha. Ab jis ghar ke paas signat kya gaya tha police uske ghar walo ko hi bula rahi hai. Gali mein sirf is wajah se takraar hui. Kachra chunne wala bachcha waha se apna ghada leke guzara tha. Ghade ne gandagi ki. Jis par security guard is bachche ko darata raha aur kehta rahe hai sapai karke jao. Maamuli takraar par security guard ne iske upar boli chala hai.
09:13 Sehra ji kya hai? Jib mauke ki isla yeh mili toh yeh mauke par paunche toh security guard apna asla samayon waha se paraar ho gaya tha. Ramzan ke naam se iski shanak ho gaya tha. Security company se iswaale se bhi malumat ki jaari hai. Rehta kya tha? Kitni malumat inke paas jama karaya gaya? Aaya iske tamam iski training bhi hui hai? Yaar pe yeh aise bharti kar diya gaya tha. Wo tamam record ke saath company ke intizamiya ko bhi talak kaya gaya tha.
09:35 Yeh toh aaj ka wakiya hai jo teen din pehle ka wakiya tha. Usme security company ko engage karne ki koshish ki gayi thi aur khabar aapne yeh batayi thi ki shamile tafteesh nahi ho rahe. Ya wo jo iss salsala mein taawun hai wo nahi de rahe. Waha kuch taawun ka salsala shuru hua. Security company ki taraf se kya update hai?
09:51 Waha ab tak security company ke jaana se koi police tafteeshi police hai unse taawun ka salsala abhi tak azaaz nahi jaya gaya. Wakil ke through raapta kiya gaya. Ekor guard gardi ka wakiya hai, ekor afsos naak wakiya hai, kachra chunne wale ladkiye ko goli maar di gayi hai aur security company se salsala mein koi taawun karti nazar nahi aati hai.
10:10 Yeh aap aap toh egg breaker humare saath rahi hai.
10:12 Welcome back.
10:18 Karachi ke alaakhe Kaurangi mein pyaason ne tanker rohkar nalke khol diye.
10:22 Singhar Chaurangi ke karib muzahireen ne hydrant se nikalne wale tanker rohk liye. Muzahireen aitajaat chod kar tanker ke paani mein nahane lage.
10:30 Soorat e haal ki wajah se traffic ki aamdaraf mautal ho gayi. Chaar gante baad zill-e-intizamiya ne aitajaat khatam karaya.
10:37 [TRAFFIC NOISE]
10:45 Bulletin se philal itna hi dekhte rahi hai ARY News.

Recommended