• 6 months ago
#supremecourt #letter #chiefjusticepakistan #BaniPTI #BushraBibi #ToshakhanaCase #bulletin

PTI founder, Bushra Bibi’s sentence suspended in Toshkhana case

CJP takes suo moto notice of IHC judges’ letter

Microsoft to separate Teams and MS Office

CM directs reservation of separate room for treatment of transgenders

Pakistan’s monthly inflation drops to 20.68% in March 2024

KP introduces Dastak mobile app to facilitate citizens

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Welcome back. Toshakhana case me Bani PTI or Bushna BB case Saza Muattal Islamabad High
00:10 Court me Zamanat per Reha karne ka hukam de diya. Chief Justice Amir Farooq ki sarbarahi
00:14 me do Rukni Bench ne Saza Muattali ke darkhas par samaat ki. Daurani samaat NAB prosecutor
00:19 ne kaha faisle ka jaiza liya hai yeh Saza Muattali ka case hai. Jis par adalat ne remarks diye,
00:25 yeh NAB ka bada qabal-e-taarif muakaf hai. Justice Mia Gul Hasan Aurangzeb ne poocha,
00:30 kya NAB Saza Muattali par koi muakaf pesh karna chahata hai? Prosecutor NAB ne kaha,
00:35 Saza Muattali par koi aitharaaz nahi. Appealain abhi nahi suni jaa sakti. Chief Justice Amir
00:40 Farooq ne kaha, ki yeh Saza ke khilaf appeal Eid ke baad muqarar karenge. Bani PTI ke khilaf
00:45 Toshakhana reference path September 2022 ko dair kiya gaya tha. Adalat ne 31 January
00:51 2024 ko Bani PTI aur unki ahliya ko 14-14 saal qaid ki saza sunaayi thi.
00:56 Daini ke insaaf ka Bani PTI aur ahliya ki Saza Muattali ka kher maqtam. Chairman Barrister
01:04 Gauhar Ali ne kaha ki hamari tawakkot hi adalat poore faisle ko muattal kar degi. Saza muattal
01:09 hone ka matlab yehi hai ki reha kar diya jaye. Hamari yehi istidha thi ki Toshakhana case
01:13 ka faisla aur saza dono muattal hone.
01:42 Bani PTI ki digar muqaddamat me bhi sazaein muattal hongi. Ankarib Bani PTI reha hongi
01:47 aur Wazir-e-Azam baninge. Tarjuman Tehreek-e-Insaaf Raouf Hassan kehte hain na daalat ko ek tool
01:51 ke taur par istimal karne ki koshish ki gayi.
01:57 Khan sahab kamaskam ek muqadme mein surpoo hua hai. Humein yakeen-e-kaamil hai ki ankarib
02:02 wo baaki muqadmat mein bhi isi tarah se surpoo honge. Ankarib wo jail se baar niklenge aur
02:08 ankarib wo is mulke Wazir-e-Azam banege. Adalaton ko ek tool ke taur par istimal kiya hai. Yeh
02:15 zabardasti ke cases banaye gaye the. Aur yeh ab aisa lag raha hai ki yeh jo amarat hona
02:19 ne taameer ki thi yeh ab zameen boos bahut jalt ho jayegi.
02:22 Justice Tasadduk Gilani sahab ko appoint karne se pehle hi cabinet ne kaha yeh to khat
02:27 ke mudarjaat jo hai yeh jhoot ka palanda hai. Aur yeh jo chhe judges ino ne misconduct
02:32 hiya hai. That means ke inko iski saza milni chahiye. Unhone apni judgement jo thi wo bhi
02:37 transcribe karke unko de di ki yeh aapne yeh judgement deni hai.
02:40 Bulletin mein wapas aayenge Lahore mein Azaan-e-Maghreb ke baad.
02:47 Welcome back.
02:49 Justice retired Tasadduk Hussain Gilani ne Inquiry Commission ki sabraayi se mazard kar
02:53 di. Wazir-e-Azam Shahbaz Shareef ko khat likar aaga kar diya.
02:56 Kaab, judges ke khat ka maamla mukamal taur par Article 209 ke ziman mein aata hai. Nahi
03:01 aata. 30 March ko cabinet ne One Man Commission ke liye mujhe refer kiya tha. Judges ne khat
03:05 Supreme Judicial Council aur Chief Justice Pakistan ko likha tha. Khat mein idaro se
03:09 consultation ki baad ki gayi. Main samajhta hu is maamle ko Supreme Court of Pakistan ko
03:14 khud dekhna chahiye. Aitawaad karne par Wazir-e-Azam, Chief Justice aur Justice Mansoor Ali Shah
03:19 ka shukar guzaar hu.
03:23 Islamabad High Court ke 6 judges par khat par Supreme Court ne az khud notice le liya.
03:28 Chief Justice Ghazi Faiziza ki sabraahi mein 7 rukni larger bench tashkeel de diya gaya.
03:32 Doosre judges mein Justice Mansoor Ali Shah, Justice Yahya Afridi, Justice Atar Manalla,
03:38 Justice Musarrat Hilali, Justice Jamal Mandukhel aur Justice Naeem Akhtar Afghan shamil hain.
03:43 7 rukni larger bench bud 3 April sub 11 bajay se samad karega. Islamabad High Court ke 6
03:48 judges ne Supreme Judicial Council ke naam khat mein khufiya agencies ki mubayyana mudakhalat
03:53 ka maamla uthaaya tha.
03:58 Chairman PTI Barrister Gauhar ka kehna hai Supreme Court ka az khud notice le liya khud
04:01 notice le liya.
04:02 Aamara khayar hai khat ke maamle par full court baithe toh baithar hai.
04:06 Is khat ke maamle ko dekhna single bench ya retired judge ka kaam nahi.
04:10 Full court nahi toh 9 ya 12 judges par mujtimal bench bana kar maamla dekha jaaye.
04:15 Supreme Court ka sumo toh le na khushaayn dekhna bhi ye chahiye tha.
04:19 Ye hamara muthaliba tha.
04:20 Ye judge sahiban ka bhi muthaliba tha.
04:22 Aur ye saare bar capsuleon ka bhi muthaliba tha.
04:25 Aadmata Supreme Court se humari istida yeh hai ki sirf 7 member bench na sunay.
04:29 Yeh pehli bhi judiciary se related aur judiciary ki azad ki related aur judges related jo
04:34 koi kith aaye hain.
04:35 Toh Supreme Court ne hamisha uske liye full court banaaya hai.
04:37 Ya minimum 9 aur 12 judges ke benches banaaye.
04:40 Seda hogi ki saare judge sahiban baithe hain aur is matter ko badi tafseel ke saath deke.
04:45 Ek open and shut case nahi hai.
04:46 Jis tarah Iftihar Chaudhary jis waqt depose ho gaye the toh us waqt ek hi muthaliba tha
04:51 ki agar wo store ho jaye toh that would be the end of it.
04:54 Yeh chunki Adliya ki azadi se related hai so there will be no end to it.
04:58 Jadjon ke khat ka mamla PTI ne Qaumi Assembly me Tehreek-e-Iltawa jama khehna di.
05:02 PTI Rehnuma Umar Ayub Khan ne kaha jadjon ke khat par Ahwan me baat karne ki ijjazat di
05:07 jaye.
05:08 Jis par Wazir-e-Irtila Tata Tarar ne kaha yeh mamla Adalat me hai.
05:11 Chief Justice ne az khud notice le liya hai.
05:13 Speaker Ayaaz Sadiq ne kaha Tehreek-e-Iltawa mere paas pohch gayi hai.
05:17 Is par ruling jaari karunga.
05:20 Islamabad High Court ke 6 faazal judge sahiban ne ek letter likha hai Supreme Judicial Council
05:27 ko Chief Justice ko unhane mukhatib kiya hai.
05:30 Humari party ki taraf se aur opposition ki taraf se adjournment motion aapke secretariat
05:36 me well in time diya tha uske upar hum log yaha pe baat karna chah rahe hain.
05:40 Supreme Court ke Honorable Chief Justice ne is mamla pe az khud notice lete hua ek bench
05:44 mukarrar kar diya hai aur isko samad ke liye mukarrar kar diya hai.
05:47 Is mamla ko siyasat ke nazar nahi hona chahiye.
05:50 Any matter which is sub judice will not be brought under debate or consideration.
05:54 adjournment motion main dekh loonga uske upar ruling de doonga hai.
05:57 Humari agli naslo ki takbir likhi jaa rahi hai.
06:00 Qaum Supreme Court ke az khud notice mamla pe nazar rakhe.
06:03 Sher Afzal Marwat ki Parliament House me media se guftagu kaha is case ki samad ke dauran
06:07 mazeed judge bhi saamne aankar qaum ke saamne dukh bhari daastaan sunaayenge.
06:11 Suo moto jurisdiction me larger saath roopni bench bana diya.
06:17 Is composition ko bhi hum balance karar dete hain.
06:20 Senior judge sahiban isme shamil hain.
06:22 Is mukadme ki samad ke dauran ab aur judge sahiban bhi saamne aayenge
06:26 aur woh bhi apni dukh bhari deeta jo hain wo qaum ke saath aur adalaton ke saath share kare.
06:30 Qaum se istida hai ke gari nazar rakhe.
06:33 Ye hapki humari aane baali naslo ki takbir ki tehirir ho rahi hai.
06:39 Ek dafa ye dakhilkaaron ka khatwa ho jaye aur ye adalat hi nizam se nikal jaye.
06:44 Islamabad High Court ne Eid Par aur hafte me ek din Bushra bibi ki baani PTI se
06:49 mulaqat karane ka hukm de diya.
06:51 Justice Mia Gul Hassan Aurangzeb ne Bushra bibi ki baani gala sub jail se
06:55 Adiala jail muntakili aur baani PTI se mulaqat ki darkhas toh par samaad ki.
06:59 Remarks dehi tarikh par mulziman ka milna nahi hota.
07:02 Wo toh samaad ho rahi hoti hai.
07:04 Adalat ne is maamle par dalai talab kar liye
07:06 kya hukumat kisi ki nijji property ko sub jail kaise karar de sakti hai.
07:11 Baani PTI se Adiala jail Pindi me Wazir-e-Ala Khyber Pakhtunkhwa Ali Amin Gandapur ki mulaqat
07:19 Zarai ne bataya ki ek ghanta taweel mulaqat me
07:22 mulki majmui siyasi surat-e-hal aur zir-e-samaad muqadmaad par guftu hi gayi.
07:26 Subh-e-paati maamlaat aur gudasta roz nikale gayi rally se mutaalik bhi baatshid hui.
07:30 Adiala jail me Wazir-e-Ala Ali Amin Gandapur ki mulaqat conference room me karaye gayi.
07:35 Wazir-e-Ala KP Ali Amin Gandapur ke naqabil-e-zamanat warrant gireftari mansookh.
07:42 District and Session Court ne Ali Amin Gandapur ke warrant mansookh kiye.
07:46 Daurane samaat Waqeel Raja Zahoor-ul-Hassan ne bataya ki Islamabad High Court
07:50 is muqaddam-e-me Ali Amin Gandapur ko discharge kar chuki hai.
07:53 Waqeel ne Islamabad High Court ke faisle ki copy bhi adalat me juma karadi.
07:58 Wazir-e-Ala KP ke khilaq long march toor-poor case ki samaat 20 May tak multavi kar di gayi.
08:03 PTI Rahnawa Hammad Asar ki 51 muqadmaat me rahdari zamanat mansookh kar li gayi.
08:11 Peshawar High Court me ek maam-e-mutal ka adatme pesh hone ka hukum de diya.
08:15 Chief Justice Mohammad Ibrahim Khan ne darkhawastu pe samaat ki.
08:18 Media se guftuku me Hammad Asar ne kaha,
08:20 "Ek Jamaat aur leader ko target karne ke liye yeh log is had tak chale gaye ki adliya ko bhi na chhoda.
08:26 Do tihaayi aksariyat se jeetnewali Jamaat ko haraya gaya."
08:29 "Dos saal pe jo jumhooriyat, aayin, kaanoon, adalaton, insani haqook ke saath khilwaar hua Pakistan pe,
08:37 wo nahayat hi afsoos ka.
08:39 Ek Jamaat ko target karne ke liye, ek leader ko karane ke liye,
08:42 aap is had tak aagaye ki aapne adliya ko na chhoda.
08:45 Aaj aap dekhe hain aapka mulk kidhar khadha hai,
08:47 aapki adalaton kya kah rahi hain, aapki High Court ke judges kya kah rahi hain.
08:50 Aapne election jo hai, ek Jamaat jo jeeti do taayi aksariyat se,
08:54 raat ke 12 maje aapko form 47 ka deal karne pade,
08:57 aur jis bonde tariqe se, poori duniya mein aapne Pakistan ka naam hain, usko aapne nukhsaan kuch aaya."
09:04 "Kya kahenge, 10 maine tak kahan par the aap? Pakistan mein hi the yeh khaibar ko zahir hai?"
09:08 "Zahir hai, Pakistan mein hi the."
09:10 "Karachi ke ilaqe Gulshan-e-Mehmaar mein, qatl ki waardaat street crime hi nikli.
09:15 Car sawar ne, daadi ki andar se pistol dikhaya toh daakoo ne firing kardi.
09:19 Waqet mein, ek shafz jaam bahak, doosra zakmi ho gaya.
09:23 Pichle teen maah mein street crime ke dauran, yeh pachaswaan qatl hai.
09:27 Mazi jaante hain apne numainde Nazir Shah se. Ji Nazir."
09:30 "Gulshan-e-Mehmaar mein kuch der kabal, gaadi par firing ka waqia pesh aaya tha,
09:34 jis ke baad, ek shahri Jabbat, jab ki ek zakmi ho gaya tha,
09:37 aur yeh waqia daketi mazahamat par qatl ka nikla hai.
09:40 Iswaq-e-SSP ka sama saath majood hai."
09:42 "Victims ke relative se humari baat hoi hai, wo mazroob ka jeh kehna hai,
09:46 ki yaha se hum 10 lakh rupee cash leke niklay hai,
09:49 aur aage jaake koi 9 lakh something ki humne payment ki hai.
09:53 70-80 thar inke paas cash padha hua tha.
09:56 Jaise hi daketon ko humne peeche dekha hai, toh humne apna pistol nikala.
10:00 Daket mein pistol dekha, toh paise maange bagaye, direct hi usne fire khor diye.
10:04 Is bank se tamam CCTV camera, video footages lift kiye.
10:08 Raasta mein jitne CCTV footages hai, hum collect kar raha hai.
10:11 Isko work out kar lenge. Ek challenge hai, aur challenge ke taur pe hum le raha hai."
10:14 "Jisne jo waqia Gulshan-e-Mehmaar mein pech aaya hai,
10:17 police ke ofisraan yaha par majood hai,
10:19 aur yeh waqia daketi mazahamat par qatl ka nikla.
10:22 Is tarah, ravaan saal daketi mazahamat par Jabbat ko hane wale
10:25 shahriyon ki taadaat 50 ho chuki hai."
10:28 "Teeke Nazir Shah se sawal se update kar rahe the, shukriya.
10:30 Aur Karachi ke ilaake Gulshan-e-Mehmaar mein qatl ka Aneesh Shahid bhi saamne aaya gaya hai.
10:34 Aneesh Shahid ka kehna hai ki,
10:36 motorcycle sawaad dono mulzimo ke paas pistol thi,
10:39 gaadi naa rokne par 4-5 fire maare,
10:42 waaddaat ke baad dono afraad zinda the,
10:45 jinme se baad mein ek dum tod gaya."
10:47 "Sabre aur bhi hai, lekin yaha waqt hua hai ek break ka."
10:50 "Humare saath rahiye."
10:51 "Welcome back."
10:55 "Karachi mein ek teacher ne ghar ka khat chalane ke liye pakodon ka theela laga liya.
10:59 Muhammad Asif Khan ki report dekhiye."
11:01 "Teaching ke shobhe se wabasta, Karachi ki 27 saala Annie,
11:05 4 Diwari se bhaar nikal kar,
11:07 samose, pakodon ka theela lagane par majboor ho gayi."
11:10 "Main teaching karte thi, 12 saal ka experience hai teaching mein.
11:13 Lekin, dad passed away, mom thoda bimaar ho gayi thi."
11:16 "Annie ka kehna hai ki,
11:17 unhone pehle online food supply ka kaam start kiya.
11:20 Aur ab ramzan aur mubarak mein theela laga liya."
11:23 "Maine ghar se kaam karna start kar raha tha,
11:25 home made tiffin services tha, wo start kiya.
11:28 2 saal se main wo kar rahi thi, uske baad ramzan mein yeh start kiya."
11:32 "Karachi ke ilaqe Sadar mein food stall lagane wali Annie kehti hai,
11:35 ke mahe ramzan ke baad wo khaane ki digar ashiya bhi tayyaar karke farok karengi."
11:40 "Karachi ki salkon par samose aur pakode farok karnewali in khatun ne yeh saabit kiya hai,
11:44 ke khawatin bhi mardon se kaam nahi."
11:47 "Generalman Kashif Nizami ke saath, Muhammad Asif Khan, TRY News, Karachi."
11:51 "Aur ee toh bachon ki hoti hai, mehngai ki baawajood unhe apni pasanki har cheez chahiye.
11:55 Wala den bhi kisi na kisi tera bachon ki khaishe puri kar rahe hain."
11:58 "Sakkar se, Sehrish Koker ki report."
12:00 "Eid aayi hai badi dhoom dhaam se, bachay nikal aaye bazaar,
12:04 Eid ki tayyaariyon ke naam se."
12:06 "Eid ki kharidari mein magan bachay, sab khel ko dhul chuke hain."
12:15 "Jhootey leliye, jewellery abhi hum dekhenge aur kapde leliye."
12:18 "Choti choti radio mein itni zyada antique jewellery hai,
12:21 woh bahot zyada mehngi deriye, toh unko thodi kam price karne chahiye."
12:24 "Mujhe yeh wala sandal pasand aaya hai, yeh sandal toh mehnga hai,
12:28 main toh yeh loongi."
12:29 "Jho unko pasand aata hai, wohi lete hain, chahe sasta ho ya mehnga ho,
12:33 baap bharega."
12:34 "Bachon ne wala den ka kharcha karwaana shuru kar diya hai."
12:37 "Ammi, appu ka kharcha ho rahe hain aur mere mazae ho rahe hain,
12:39 Eid ki tayyaari ho rahe hain na, ghari bhi kharidni hai aur shoes bhi kharidni hai abhi."
12:43 "Bachon ne hasse zyada tangi hai, bachay toh nahi samajhte hai ki
12:45 ab baag e baad paise hain, nahi hain, kya hain, kya nahi hain."
13:08 "Khabrein aur bhi hain, lekin yahan waqt hua hai ek break ka."
13:11 "Humare saath rahiye."
13:12 Welcome back.
13:17 Aur khabar denge aapko Azad Kashmir ke liye dharamat chahi ki,
13:20 Karachi mein faroht ka inkashaf hua hai,
13:22 customs ne derd arab rupe se zayad ka tax fraud pakal diya hai.
13:25 Nazeet kya tafsalat hai, Anjum woh haapse jaante hain.
13:28 Batayi Anjum.
13:29 "Birko director of Customs Intelligence ne yeh karwaahi ki hai,
13:32 Azad Kashmir ko tax access na aasil hai,
13:34 6 feeter tax access na aasil hai, income tax na.
13:37 Aur ek company ne, KFOR ne,
13:39 agreement, crore rupee margin ki khaali chahi dharamat ki,
13:42 Port Kashi mein chaliye kaana ke baad,
13:44 iska container ne Malipur mein khaali kar liya hai,
13:46 Customs Intelligence ne barwa karwaahi kar deve,
13:48 Godham de khaali chahi ka container zub kar liya hai,
13:50 jabki yahan pe mazeed chaar bahans ho ki,
13:52 khaali chahi ka container baramat hua hai,
13:54 jisko Karachi mein faroht kar diya gaya hai.
13:56 Iske tara yeh 3,000 ton khaali chahi,
13:57 barah Karachi mein faroht ki jaye toh kiya hai,
13:59 aur agreement 1,500 rupee ka nukhtam ho jaye gaya hai.
14:01 Customs Intelligence ne ka director,
14:03 iska container ne, KFOR ne,
14:05 khaali kar diya hai,
14:07 Godham de khaali khaali kar diya hai,
14:09 agreement 1,500 rupee ka nukhtam hua hai,

Recommended