Sundar Kanya (Sped Up) | Beautiful Girl | Rudraksh ASV | Bass Boosted Party Song 2024 | Mr. C Vol.1
  • 4 months ago
Sundar Kanya (Sped Up) from Mr. C Vol.1 by Rudraksh ASV

Sundar Kanya (Sped Up) | Beautiful Girl | Rudraksh ASV | Bass Boosted Party Song 2024 | Mr. C Vol.1

Lyrics -
Baby tu hai sundar kanya
Baby tu hai, baby tu hai
Baby tu hai sundar kanya

Let's go

Baby tu hai kamal ki, tu karti hai bawal bhi (bawal)
Tujhe samjhaun kaise main, tu matter nahi sambhalti (na, na)
Tujhe lagta toh galat main, aise khayal kyun hai palat ti (kyun)
Thoda bhaav dena seekh le, thoda badal le apni ye policy

Maine kabhi nahi socha tha, tu pyaar karegi
Maine kabhi nahi socha tha ki tu yaar banegi
Maine kabhi nahi socha tha, tu hogi door
Mere kiye karaye pe tu bhaar banegi (haan)

Tu hamesha se thi, meri baaton mein
Hum baithe huye yahan, teri yaadon mein
Hum fase nahi kabhi, jazbaaton mein (kabhi nahi)
Jab fase gaye toh, rehna chahte nahi ghaaton mein (ghaaton)

Tujhe lagta toh galat main
Kaise aa jaati hai doosro ke baaton mein (akhir)
Socha tujhe main toh samjha dunga
Par kehne se pehle hi tu nikal chuki auto mein (auto)

Tujhe kiya maine follow
Arre baby, tere pyaar hain, aise case mat daalo
Mere peeche pade bhai log
Aise kaise tod sakti hai, mere se yun tallukh

Pehle mujhse tu milti thi
Ab mujhse na milti hai (bilkul)
Tujhe aisa ho gaya kya
Aakhir kya meri galati hai (kya hai)

Baby, hum koi bhanvare nahi
Hum kabhi nahi palat le (kabhi nahi)
Baby, thoda mujhe samjho na tum
Aage bado nahi, jaldi mein (mat bado)

Baby, tu hai sundar kanya
Par meri baat na manya
Tujhe dekha dil pe hui mere dastak
Mera toh yeh dhak-dhak badhaya (dhak-dhak)
Jode saare pyaar ki kadiyan
Mood mera karti hai badiya
Yaad mein tu har waqt, lagti hai ragbat
Tujhe paana maqsad banaya (banaya)
Baby tu hai sundar kanya
Par meri baat na manya
Maanegi toh harpal, tera hi toh ban kar
Tere hi toh saath mein chalya (chalya)
Hot lage pehanti jo saadiyan
Kaan mein jo latke hai baaliyan
Aag lage dil par, jaata mushkil badh
Life ke masale ka tu zariya

Baby tu hai sundar kanya
Baby tu hai, baby tu hai
Baby tu hai sundar kanya

Haan haan haan

Baby tu hai sundar, sundar
Baby tu hai sundar kanya
Baby tu hai sundar, sundar
Baby tu hai sundar kanya

This is Rudraksh boy

Aa gaye phir...

#lovesong
#bassboosted
#spedup
#lover
#girlfriend
#rudrakshasv
Recommended