Toofan Fan Coil Repair part 2 | Stand Fan Slow Speed Problem | Farata Fan Ka Coil Kaise Check karen
  • 7 months ago
title
Toofan fan coil repair part 2 | stand fan coil repair | farata fan speed problem

about
hello doston khempur repair channel Mein aapka swagat hai Doston Aaj mere pass yah toofan fan repair ke liye aaya hai aur yah is video ka part 2 Hai first part ka link Maine discription Mein De Diya Hai aap pahle vah Dekhen tabhi aapko acche se iski problem samajh mein Aaegi Asal Mein doston is fan mein problem yah hai ki Jab isko light Mein Lagate Hain To iski motor Nahin ghumti Hai Magar isko Jab Main Sidhi Taraf ko ghumata Hun To yah Sidhi Taraf ko ghumti hai aur Jab Main isko ulti Taraf ko ghumata Hun To yah ulti Taraf ko ghumna Shuru kar deti hai aur tab tak Nahin rukti Hai Jab tak iski power ko off Nahin kara Jaaye to is motor mein Yahi problem hai aur aaj is motor ko Bina winding Karen isko theek Karne Ka Tarika maine aapko is video mein bataya hai isliye video ko pura Dekhen yah video aapko dekhna bahut jaruri hai video Pasand Aaye To like share Karen Nahin Pasand Aaye To Na Karen lekin video Jarur Dekhen thank u

Instagram
https://www.instagram.com/khempurrepair/

#khempurrepair
#fan
#faratafancoilrepairing
#standfanrepair
Recommended