It takes extraordinary circumstances to produce extraordinary people, and the Hawks are the best of the best. Presenting their anthem, "Dumm" is composed and sung by Azaan and written by Farmaan. Promising to raise your spirits, Dumm is the perfect track to be your next anthem!
Lyrics: Hawaon ko cheer ke nikal jayenge hum Dharti ka faade seena itna humme dum Chha jayenge hum ayenge kismat apni bnayenge Chha jayenge hum ayenge kismat apni bnayenge Aise hi badhte jayenge na josh rahega kam Hawaon ko cheer ke nikl jayenge hum Dharti ka phaade seena itna hum mein dum 1st stanza- Dheere dheere mehnat kar rhe hain Manzil haasil kar rhe hain Aisa jigra ho gaya na darr lage unchayi se Aisa jigra ho gaya na gehraayi se Ye sooraj te taare ab aas paas hi rehte hain Pani mei machhli ke jaise din bhar hi behte hain Khushiyan ik din le ayenge na aankh rahegi namm Hawaon ko cheer ke nikal jayenge hum Dharti ka phaade seena itna humme dum 2nd Stanza - Dhaakad sa seena aur dhaakad junoon hai Dhaakad si soch hamari dhaakad hi khoon hai Mitti mei milne nahi milane aaye hain Aag mei jalne nahi jalaane aaye hain gir gir gir gir ke ab chalne aaye hain Chal chal chal chal ke kuch karne aaye hain Jo kuch bhi ho jaaye sabse aage rahenge hum Hawaon ko cheer ke nikal jayenge hum Dharti ka phaade seena itna humme dum