*****STATUS LYRICS***** Yeh zamana beshram hai Na iska dharam hai Kyun dhoondhe hai tu ismein bandagi Oh tere sath tera man hai Dil ki dhadkan hai Aage badh ke jee le zindagi
*****SONG LYRICS***** Aankhein woh baatein, teri mulakatein Mere zehan se ab jaaye na Khwaabon mein jaake, hans ke muskura ke Mere zehan se le jaaye jaan
Tere dil ki kahaniyon ki main Banun raat deewani re Sochun tere bina agar zindagi Behde aankh se paani ve hey
Baahon mein baahein Teri yeh aahein Mere hokar yeh Reh jaayein haan
Aankhein woh baatein Tere sang raatein Mere zehan se ab jaaye na ho
Kaisi woh muraad thi jo aaj jal gayi Pariyon ke zehan mein jo aag ban gayi Dekhi na thi sapnon khyalon mein kabhi Aisi zindagi se mulakaat ban gayi
Teri aankhon ki lehak ko na jaane Na jaane kaisi raat mil gayi Na jaane kaisi raat mil gayi Na jaane kaisi raat mil gayi
Aankhein jhukti chubhan mein Ashkon mein magan yeh Kaisi teri saansein chadh gayi Ho sakhiyan dekhe anjuman mein Soche sab mann mein Kaisi kaisi baatein ban gayi
Ho teri baaton ki chehak ko na jaane Na jaane kaisi raat mil gayi Na jaane kaisi raat mil gayi Na jaane kaisi raat mil gayi
Oh ri chidiya na tujhe ri Kyon yeh duniya bhaaye re Oh re panchhi kyon humesha Baithi munh latkaaye re
Teri aankh yeh jo namm hai Inmein jo gham hai Chhod ke subah pe kar yakeen Ho yeh jo jhoomta sawan hai Meethi jo pawan hai Teri hi muskaan se hai bani
Ho teri baaton ki chehak ko na jaane Na jaane kaisi raat mil gayi Na jaane kaisi raat mil gayi Na jaane kaisi raat mil gayi
Sochi thi jo raat woh aaj mil gayi Dhuyein ke baras mein barsaat mil gayi Dekhi thi jo sapnon khyalon mein kahin Kushiyon ki kiran woh aaj mil gayi
Yeh zamana beshram hai Na iska dharam hai Kyun dhoondhe hai tu ismein bandagi Oh tere sath tera man hai Dil ki dhadkan hai Aage badh ke jee le zindagi
************* “All the songs, images, used in the video belong to their respective owners and I or this channel does not claim any right over them.
Copyright Disclaimer under section 107 of the Copyright Act of 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, education and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.”
IMPORTANT NOTICE : These All Things Are Copyrighted. I'm Just Edited And Published To Audience For Entertainment Purpose Only.
All Right to above Music Label & No Copyrights Infringement intended.
*All rights reserved to the respective Owners*
Thanks For Watching. Please don't forget to : Like Share & Follow Stay connected with me on : Instagram : https://www.instagram.com/its_status_world/ Facebook : https://www.facebook.com/itsstatusworld/