#intersting fact about owl

  • 3 years ago
#interseting facts about Owls which you may not be know so let's start
Kya aapko pata hai ki ullu Antarctica ko chodkar har jagah paye jaate hain aur ye saal bhar me 1000 chuhe kha jate hain
Ullu apni gardan ko 270 digree tak ghuma skta hai iska matlab yadi aap iske pichhe bhi khade ho jaye to ye aapko bina apna sarir hilaye sirf apni gardan hila kar dekh sakta hai
ELF naam ka ullu duniya ka sabse chota ullu hai jiska wajan 31 gram aur lambaai sirf 5 inch hoti hai aur Great Horned duniya ka sabse bada ullu hai jiska wajan 2.5 kilo and feathers 5 feet lambe hote hai
.................. Disclaimer................
Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

Recommended