Naat (Urdu) Mehboob sajjan Mehboob Mithan ik bar Rukh-e-Zeiba tou dikha Tere roey taban se chamkey mere Khana-e-dil ki raat sadda
Ik mein he nahi shaida Tera, aalam Tera hai shaidai Sab Jashn-e-Charaghan kartey hain Mukhrey se zarra parda tou hatta
Meri Loh-e-Dil parr naqsh hua hai Naam-e-Muhammad (PBUH) barsun se Har Lamha musalsal rehti hai Honton pey sadaey Sall-e-Ala
Husn-e-Mehboob hai Jalwa gar iss Husn ka aalam kia kahiye Hai dosh pey norani chadar, sarr par Taha ka sehra Sajja
Un ke Husn-e-Dil aara se mamoor Kitab-e-Dil hai meri Un ki hon yad se pewasta ulfat ki mehak ka kia kehna
Kash ummat Ahmed Mursal (PBUH) ki! Farman-e-Nabi (PBUH) parr amal karrey Hai khasta Hali ummat ki dil hain Mehroom-e-Khouf-e-Khuda
- Naat Number # 5 - Page Number # 93 - 94 - Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam) - Written and read by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet)
- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam) Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view
- Aqwal-e-Kaifi by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet) has been published and available online. Available at: https://drive.google.com/file/d/12i4K3c5ZVZL3120Nb235DapkUGIOqghB/view
| Content Maker | Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (PBUH), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).
His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.
Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are: i- Kaifiyat-e-Kaifi ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1) iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2) iv- Bazuban-e-Khalq.
He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils: i- Mahana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987. ii- Salana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987. iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (R.A) since 1427 Hijri. iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze) v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (R.A)
| Social Media | His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on: 1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi 2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi 3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi 4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi 5-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi 6-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi 7-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi 8-Pinterest https://www.pinterest.com/mramzankaifi 9-Tumbler https://mramzankaifi.tumblr.com