Pulao Recipe I Pulav Veg Recipe I Masala Pulao Recipe I Masala Bhat Recipe I Street Food Special
  • 4 years ago
About Video:
Is video me masala pulav street food style me kaise banaya jata hai wo bataya hai. ye masala bhat ya masala pulav ko ghar par bhi asani se banaya ja sakta hai wo bhi ghar me rakhe huye ingredients ke sath. ye pulav bahut tasty banta hai. iski ek visheshta yah hai ki chawal ko garam masale ke pani me pakaya jata hai. jisse iske andar sare masalo ka ek mild flavor aata hai. is recipe ko ghar par jarur banayen aur comment box bataiyega ki yah recipe aapko kaisi lagi.
Include Content :
1. Ghar par pulao kaise banaye.
2. ghar par pulav banane ka tarika.
3. ghar par pulao kaise banate hai.
4. pulao banae ki puri recipe.
Recommended