taskeen-e-dil ki khaatir tum bicharrte waqt muskuraate raho O jaane wale door jaate huwe palat palat ke nazar milaate raho
dil ghalati kar betha hai ghalati kar betha hai dil dil ghalati kar betha hai ghalati kar betha hai dil dil ghalati kar betha hai ghalati kar betha hai dil dil ghalati kar betha tu bol kaffara kya hoga
mere dil ki dil se tauba dil se tauba mere dil ki mere dil ki dil se tauba dil se tauba mere dil ki dil ki tauba, aye dil ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara kaffara, bol kaffara tu bol kaffara kaffara, bol kaffara kaffara, bol na yaara o yaara, bol kaffara kya hoga
ham ne jugnu jugnu kar ke tere milan ke deep jalaye hain ham ne jugnu jugnu kar ke tere milan ke deep jalaye hain akhiyon mein moti bhar bhar ke tere hijr mein haath uthaye hain tere naam ke harf ki tasbheeh ko saanson ke galay ka haar kiya duniya bhooli, aur sirf tujhe haan sirf tujhe hi pyaar kiya
tum jeet gaye hum haare hum haare aur tum jeete tum jeet gaye hum haare hum haare aur tum jeete tum jeete hoo lekin humsa koi haara na hoga
mere dil ki dil se tauba dil se tauba mere dil ki dil ki tauba, aye dil ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara kaffara,bol kaffara,kaffara bol na yaara o yaara, bol kaffara kya hoga
hamein thi gharz tum se aur tumhein begharz hona tha tumhein hi la dawaa hokar hamara marz hona tha chalo ham farz karte hain ke tum se pyaar karte hain magar is pyaar ko bhi kya hami pe farz hona tha
dharkan dharkan dharke dharke… ham ne dharkan dharkan kar ke dil tere dil se jorr liya aankhon ne ankhain parh parh ke tujhe vird bana ke yaad kiya tujhe pyaar kiya to tu hi bata ham ne kya koi jurm kiya aur jurm kiya hai to bhi bata yeh jurm ke jurm ki kya hai saza
tumhein ham se barh kar duniya duniya tumhein hamain se barh kar tumhein ham se barh kar duniya duniya tumhein hamain se barh kar ham ko tum se barh kar koi jaan se pyaara na hoga
mere dil ki dil se tauba dil se tauba mere dil ki dil ki tauba, aye dil ab pyaar dobara na hoga
tu bol kaffara kaffara,bol kaffara,kaffara bol na yaara o yaara, bol kaffara kya hoga