राजस्थान, गुजरात मे टिड्डी दल का भयंकर आक्रमण || locust Attack in Rajasthan, Gujarat || Locust Control Insecticide || Life cycle of Locust || कहां से आया ये टिड्डी दल
  • 4 years ago
Hello doston, Radhe agro tech Dailymotion channel Mein aapka swagat hai hi.
Is video mein bataya gaya hai ki Bharat mein tiddiyaan Kahan Se Aayi, Inka niyantran kaise karen ,aur unke Jivan Chakra ke bare mein.
inki starting Africa se hui Africa se yaman yaman se Iran aur Iran se Pakistan mein tabahi machate hue Rajasthan Gujarat mein hote hue Bharat mein pravesh kar rahi hai. inka jivan chakra 3 se 5 mahine Ka hota hai.Yah ek din mein 13 se 16 kilometre prati ghanta aur 150 se 200 kilometre prati din ki raftar se chalti hai hi. Yah 1 din mein Apne vajan ke barabar vanspati ko kha jaati hai. Yah samuh mein rahti hai.
inke niyantran ke liye Bharat Sarkar ka tiddi chetavni sangathan aur Rajasthan ka krishi vibhag milkar kam kar raha hai Rajasthan mein.
#RadheyAgroTech #Tiddi_Attack_In_Rajasthan_Gujarat #Tiddi_Control #Tiddi_Control_insecticide
#locust_Control #locust_control_insecticide #Life_Cycle_of_Tiddi #Tiddi_life_cycle #Locust_life_Cycle #Tiddi_Attack
Recommended