Bagair usko bataye nibhana padta hai Mehshar Afridi urdu Shayari Shayri shayry Shayari360

  • 4 years ago
Bagair usko bataye nibhana padta hai
Ye ishq raaz hai chupana padta hai
Mein apne zehan ki zid se bahut paresa hu

Tere khayal ki chaukhat par aana padta hai

Tere bagair hi ache they, ye Kya musibat hai

Ye kesa pyaar hai har din jatana padta hai
Mehshar Afridi urdu Shayari Shayri shayry Shayari360

Recommended