Manavpreet singh, Sandeep Bhangu, BAAZIGAR , Abhinandan tyagi, Anuj Surain, Heera Virk, Arif Hussain, Rajan Gabbi, Gaurav Chikara, Gur virk, Vedpal Chahal, Anand chaudhary, Vishal Choudhary, Rohit gurtoo, Akaash vasishtha, Sumit sharma. cheers. www.facebook.com/RhymeRyderz www.facebook.com/anitaraiofficial?fref=ts www.facebook.com/MANINDER.ASR?fref=ts
Song Lyrics B.rave; Chalo leke chaloon tumhe, main peeche kuch saal kitna hai paisa mujhpe yeh nahi tha sawaal! you know what time it is!! Its Rhyme Time!!
Din 15 august San 1947, tha woh bada din jab milli humain azadi jane kitno ne di thi apni jaan ki kurbani, bahaya tha khoon bahe jaise dariyah main pani. beet jayega din, niklegi sari raat jo lene shuru karoonga shaheedon k main naam hum the gulaam rehte the sab milke hindu sikh musalman.
saath ladke humne tha apna desh jeeta. kurbaniyon ka dekho hai kya nikla natija, kya mila hai unko deke apni jaan ki kurbani? batata hoon tumnhe main youngistan ki kahani!!
K.B; Kiven bhuliye oh har ik beeti kahani nu is desh layi haske jo chum rassa oh chadd gayi 3 roohani kyun? kyun bhul gaye 23 march 1931? Shaheed Bhagat Singh, Shaheed Sukhdev, Shaheed Rajguru di kurbani nu! Kai saal ho gaye sanu hun vekhde eh bayimana di bayimani nu!!
Chorus( Anita Rai); Ae mere watan ke netaon aise na karon manmani, jo sheed huye hain unki zara yaad karo kurbani.
Ae mere watan ke netaon aise na karon manmani, jo sheed huye hain unki zara yaad karo kurbani.
K.B; Gore desh chadd phajj gaye, apne he badal pesh gadiyaan te saj gaye sone di chiddi de paah hun, hon kodiyaan ch lag paye. kisaana de kothe barishaan ch chon lag paye gareebi di sankhya crorean ch wad gayi naukri nu lab lab umar sari langh gayi lokaan de supne nu sarkaar har 5salaan baad sooli te tangdi. B.rave; BAS! Reh gayi hai jang paise aur rajneet ki hadd ho gayi hai youngistan main har chee ki! Par deni padegi in politicians ki daat, chori karke bhi hain haath inke saaf! hai kaisa yeh insaaf? pate bhare sabka, kyun bhookha hai kisaan? kyun ghoos khori k ab bane hain hum gulaam? kyun paise k peeche pagaal hua har insaan? Kha kha k ghoos bane hain malo maal nahi inko parwaah kya hai desh ka haal bhrastachaar ka failaya sare desh pe jaal tabhi tang rahen mere, YAAR PARIVAAR sare RISHTEYDAAR
CHORUS;(Anita Rai) Ae mere watan ke netaon aise na karon manmani, jo sheed huye hain unki zara yaad karo kurbani. Ae mere watan ke netaon aise na karon manmani, jo sheed huye hain unki zara yaad karo kurbani.
K.B; jis kesh katae desh layi, us desh ne badle bhes kayi san 1984 november 1,2,3 din san nesh jahe na vekhi ohna age koi 30 salaan ch na hoya pesh koi na sigi oh ladai,hindu ya sikh, na kissi race layi politician di layi si oh agg, bas ohi baithe sake rahe si!!!
B.rave; Jab kabhi aye dil main mere khayaal karoon khud se sawaal kyun karoon main parwaah? karoon nazar andaaz apne desh ka haal ho jaoon main bhi bhrasht, batoroon main bhi maal! Par yaad ajaye mujhe woh har kurbani, sunlo meri zubani YOUNGISTAN KI KAHANI!!!!!
HAAN Yahi hai mere youngistan ki kahani, jahaan chalta hai paisa, jahaan chalta hai paisa pehle kissi ki jaan se.(SAHI GAL HAI) Admission se pehle ye mange deposit deposit na ho! they dont even offer you a seat!(KUCH TAN SHARAM KARO) Karein sab sale cheat den sabko dhoka desh ki pragati ko in ministron ne hai roka!(HUN TAN BAS KARO) Haan mile jo mujhe mauka toh kholoon inki pol, KYUNKI SAATH HAIN MERE JAISE 100CRORE.
AB KARNA HAI KHATAM BHRASHTACHAAR KA ZULAM, BANAYA HATIYAAAR HUMNE KAGAZ AUR KALAM.
AB KARNA HAI KHATAM BHRASHTACHAAR KA ZULAM, BANAYA HATIYAAAR HUMNE KAGAZ AUR KALAM....................