"Movie: Jaanwar (1999) Song: Paas Bulati Hai Itna Rulati Hai Starcast: Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Shilpa Shetty and Mohnish Bahl Singer: Sunidhi Chauhan, Alka Yagnik Music Director: Anand Milind Lyricist: Sameer Lyrics:- maa o maa, maa o maa, maa o maa, maa o maa
pas bulati hai kitna rulati hai pas bulati hai kitna rulati hai yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai
pas bulati hai kitna rulati hai pas bulati hai kitna rulati hai yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai
jinke sar pe mamta ki duayeh hai kismat wale wo hai jinki mayeh hai jinke sar pe mamta ki duayeh hai kismat wale wo hai jinki mayeh hai jism toh hota hai par ja nahi hoti unse pucho jinki maa nahi hoti lori sunati hai chupke sulati hai lori sunati hai chupke sulati hai yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai
aaja sine se tujhko laga lu mai chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai aaja sine se tujhko laga lu mai chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai sawan ban ban ke meri aankhe barsi hai tere liye kitna yeh pal pal tarsi hai kitna satati hai jan yeh jati hai kitna satati hai jan yeh jati hai yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai