Bata kia pochta hai woh Kitaabon mein milon ga mein Kiye Maa se hain jo mein ne Ke waadon mein milon ga mein
Mein aane wala kal Mujhe kyun woh aaj maare ga Ye uska weham hoga ke Woh aise khawab maary ga
Tumhara khoon na is liye Acha lara hon mein Bata aya hn dushman ko Ke us se to bara hon mein Mein aisi qoum se hon Jis ke woh bachon se darta hain Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai
Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai
Wo jab aaty huye mujhko Gale tum ne lagaya tha Aman Allah kaha mujhko Mera beta bulaya tha
Khuda ke aman ki raah mein Kahan se aa gaya tha woh Jahan tak chomti thi Maa Wahan tak aa gaya tha woh
Mein aisi qoum se hon Jis ke woh bachon se darta hain Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai
Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai Bara dushman bana phirta hai Jo bachon se larta hai
Mujhe jana para hai per Mera bhai kary ga ab Mein jitna na parha wo tab Mera bhai parhy ga ab
Abhi Baba bhi baqi hain Kahan tak jaa saky ge tum Abhi wada raha tum se Yahan na aa saky ge tum