Ikrar karna Muskil Hai Lyrics Remaster Audio || Fresh Songs HD
Album : Agni Sakshi (1996) Star Cast : Kamal Haasan, Rajinikanth, Sarita, Sivakumar Singers : Kavita Krishnamurthy Lyricist : Sameer Music Director : Nadeem Saifee, Shravan Rathod
O Yaara Dil Lagana Song Lyrics
Ikrar karna muskil hai, inkar karna muskil hai Mahbub se mohabbat ka izhar karna muskil hai Ho kitna muskil hai dekho is dunia me dil lagana O yara dil lagana, o yara dil lagana O yara dil lagana Ho kitna muskil hai dekho is dunia me dil lagana O yara dil lagana, o yara dil lagana O yara dil lagana [http://www.lyricsming.com]
Chahat me dil kisi ke jab bekarar hota hai Sham o sahar kisi ka tab intezar hota hai Mitha sa dard leke aye koi khayalo me Betab dil hamesha uljha rahe sawalo me Ho kitna muskil hai dunia me dekho dil churana O yara dil churana o yara dil churana O yara dil churana Ho kitna muskil hai dekho is dunia me dil lagana O yara dil lagana, o yara dil lagana Ha yara dil lagana
Najre milengi aise ye dil to dhadak uthega Manega na ye kahna ulfat me tadap uthega Koi wafa ke dam se bechain karke jayega Ayega roj khwabo me ninde churake jayega Kitna muskil hai dekho is dunia me dil lubhana O yara dil lubhana o yara dil lubhana O yara dil lubhana Kitna muskil hai dekho is dunia me dil lagana O yara dil lagana, o yara dil lagana O yara dil lagana Ikrar karna muskil hai, inkar karna muskil hai Mahbub se mohabbat ka izhar karna muskil hai Ho kitna muskil hai dekho is dunia me dil lagana O yara dil lagana, o yara dil lagana Ha yara dil lagana O yara dil lagana, o yara dil lagana O yara dil lagana.