We present to you the reprises version of the new hindi bollywood song "Tere Mere" from the latest film Chef, In the voice of Armaan Malik.
Song - Tere Mere Singer - Armaan Malik Music - Amaal Mallik Lyrics - Rashmi Virag Music Label - T-Series Guitars - Daniel Rego Bass - Aditya Kadam Vocal Recordist - Amey Londhe Mixed & Mastered by - Amey Londhe @ Audio Garage Studios
Video credits: Production House - Beyond Entertainment Director - Prakhar Khemka DoP - Sanket Dolas Associate - Sid Parmar Stylist - Sid Parmar/Damini Das Line Producer - Rajnish Sen Production Assistant - Alice Ekka Editor - Post Master Productions
Original credits: Song - Tere Mere Singer - Armaan Malik Music - Amaal Mallik Lyrics - Rashmi Virag Music Label - T-Series __________ Original Song Lyrics :- O… Tere mere darmiyaan hain baatein ankahi Tu wahaan hai main yahaan Kyun saath hum nahin (x2) Faisley jo kiye Faasley hi mile Raahein judaa kyun ho gayi Na tu ghalat, na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe… (x2) Thodi si dooriyan hain Thodi majbooriyan hain Lekin hai jaanta mera dil Ho.. Ik din toh aayega Jab tu laut aayega Tab phir muskuraayega mera dil Sochta hoon yahin Baithe baithe yunhi Raahein judaa kyun ho gayi Na tu ghalat, na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe… (x2) Yaadon se lad raha hoon Khud se jhaghad raha hoon Aankhon mein neend hi nahi hai Ho.. tujhse juda hue toh Lagta aisa hai mujhko Duniya meri bikhar gayi hai Dono ka tha safar Manzilon pe aakar Raahein judaa kyun ho gayi Na tu ghalat, na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe… (x2) Sunn mere Khuda bas itni si meri duaa Lauta de humsafar mera Jaayega kuch nahi tera Tere hi dar pe hoon khada Jaaun toh main jaaun main kahan Taqdeer ko badal meri Mujhpe hoga karam tera…