Haan Mujhe Pyar Hua Allah Miyan - Judaai (1997) Full HD Video Song *HD*
Song : Haan Mujhe Pyar Hua Allah Miyan
Album : Judaai (1997)
Singer : Alka Yagnik, Abhijeet
Musician : Nadeem, Shravan
Lyricist : Sameer
__________ Lyrics __________
Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua allah miyan Bhari barsat mein ikraar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miya
Tujhe nahi dekhoon to jiya nahi maane Haal mera kya hai yeh mera Khuda jaane Tujhe nahi dekhoon to jiya nahi maane Haal mera kya hai yeh mera Khuda jaane Tujhse milne julne ke mil gaye bahane Nazar mili aisi ke ban gaye fasane Dekha jab khwaab to deedar hua Allah miyan Dekha jab khwaab to deedar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua Allah miya Bhari barsat mein ikraar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miya
Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua Allah miyan Bhari barsat mein ikraar hua Allah miya Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan
Teri meri chahat ka baras raha sawan Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan Ho teri meri chahat ka baras raha sawan Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan Jawan dil waalon ka aaj hua sangam Aisa ik baar na sau baar hua Allah miyan Aisa ik baar na sau baar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua Allah miyan Bhari barsat mein ikraar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miya Haan mujhe pyar hua pyar hua Allah miyan