Tere Sang Yaara Lyrics from Rustom starring Akshay Kumar and Ileana D’Cruz. It is Atif Aslam’s latest romantic soft song composed by ARKO & written by Manoj Muntashir.
Singer: Atif Aslam Music: Arko Pravo Mukherjee Tere Sang Yaara Lyrics: Manoj Muntashir Star Cast: Akshay Kumar, Ileana D’Cruz, Arjan Bajwa, Esha Gupta Music Label: Zee Music Company
The song has music by musician from Bengal Arko Pravo Mukherjee while lyrics of Tere Sang Yaara are penned by Manoj Muntashir. Rustom is a Bollywood movie based on the real life incident of Naval Officer K.M. Nanavati.
Tere Sang Yaara Lyrics
Tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara zard sitara means: bright yellow star
O karam Khudaya hai Tujhe mujhse milaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara… Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara
O tere sang yaara Khushrang bahara Main tera ho jaaun Jo tu karde ishara
Kahin kisi bhi gali me jaaun main Teri khushboo se takraaun main Har raat jo aata hai mujhe Woh khwaab tu…
Tera mera milna dastoor hai Tere hone se mujhme noor hai Main hoon soona sa ek aasmaan Mehtaab tu…
O karam Khudaya hai Tujhe maine jo paaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara
O tere sang yaara Khushrang bahara Tere bin ab toh Na jeena gawara
Maine chhode hain baaki saare raste Bas aaya hoon tere paas re Meri aankhon mein tera naam hai Pehchaan le…
Sab kuch mere liye tere baad hai Sau baaton ki ik baat hai Main na jaunga kabhi tujhe chhod ke Yeh jaan le
O karam Khudaya hai Tera pyar jo paaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara
O tere sang yaara Khushrang bahara Main behta musafir Tu thehra kinara