Anjeer Ke Faide In Urdu |Best Health Benefits of Figs (Anjeer) Urdu / Hindi
  • 7 years ago
Anjeer Ke Faide In Urdu |Best Health Benefits of Figs (Anjeer) Urdu / Hindi

Anjeer ko Janet Ka Phal Bhe Kaha Jata Ha. Ye Kamzor QAur Dublay Patlay Logo K Layea Namet Beesh Baha Ha, Mahreen e Tibb Ka Kahna Ha K Anjeer Khanay Say Motapay Per Kabu Paya Ja Sakta Ha.Anjeer Sayhet Baksh And Be Panah Fawaid Ka Hamil Ha, Mahreen Ka Kahna Ha K Motapay Say Tang Afrad Din May Char Say Panch Danay Anjeer Khaian , Go Jism Ko Darkar Calorise K Layea Kafi Haian. Anjeer K Andar Proteen, Madni Ajza, Shaker Calcioum, Fasforas Paye Jatay Haian. Dono Anjeer Yani Khushk Aur Tar May Vitamin A Aur C Kafi Maqdaar May Paye Jatay Haian. Vitamin B Aur D Kalil Maqdar May Hutay Haian. En Ajza K Peesh E Nazar Anjeer Ak Mufeed Ghazaie Dawa Ke Hasayiat Rakhta Ha. Es Ka Istamal Hadio Ko Mazboot Banata Ha. Es May Folad Calcioum Aur Fasforas Jesay Ajza Shamil Haian. Maharine Ka Kahna Ha K Ak Anjeer Insani Jism Ko Darkar Folaad Ke 2 % Zaroret Ko Pora Karta Ha Anjeer May Kuch Khas Kisam Ke Calorise Bhe Pai Jati Haian Lehaza Wo Log Go Apna Wazen Kam Karna Chatay Haian Wo Anjeer Ka Zaroor Istamal Karaian.

The information on this channel is designed for educational purposes only. It is not intended to be a substitute for informed medical advice or care.You should not use this information to diagnose or treat any health problems.Please consult a doctor with any questions or concerns you might have.
you will watch Anjeer Ke Faide In Urdu,Health Benefits of Figs in urdu in this video so watch this very important video about health benefits by fruits like figs.
Recommended