Toota Jo Kabhi Tara (A Flying Jatt) - Tiger Shroff | Jacqueline Fernandez Toota Jo Kabhi Tara Lyrics Kisi shaam ki tarah Tera rang hai khila Main raat ik tanha Tu chand sa mila
Haan tujhe dekhta raha Kisi khaab ki tarah Jo ab saamne hai tu Ho kaise yaqeen bhala
Toota jo kabhi taara, sajna ve! Tujhe Rabb se maanga Rabb se jo maanga mileya ve… Tu mileya to jaane na dunga main
Haan maine suni hai Pariyon ki kahani Waisa hi noor tera Chehra hai tera ruhani
Aa tujhko main apni (aaja meri) Baahon mein chupa loon Haan apni iss zameen ko Kar doon main aasmaan bhi…
Zindagi rok doon main ab tere saamne Pal do pal jo ruke tu mere sath mein
Toota jo kabhi tara sajna ve Tujhe Rabb se maanga Rabb se jo maanga mileya ve… Tu mileya to jaane na dunga main
Itni bhi haseen main nahi, o yaara ve! Mujhse bhi haseen toh tera ye pyar hai Haan itni bhi haseen main nahi O yaara ve! Mujhse bhi haseen tera pyar…
Ke tera mera pyar ye Jaise khwab aur duaa Haan sach kar raha inhe Dekho mera Khuda…
Toota jo kabhi taara sajna ve Tujhe Rabb se maanga Rabb se jo maanga, mileya ve… Tu mileya to jaane na dungi main