Legendary Film Archivist P.K. Nair Passes Away

  • 8 years ago
Legendary Film Archivist P.K. Nair Passes Away

National Film Archive of India ke founder director P K Nair ki aaj subah maut ho gayi..Pune ke private hospital mei 86 saal ki umra mei aaj Nair ne dam tod diya, kaha ja raha hai ki kai dino se unki halat gambhir thi..Nair ne pani puri zindagi filmon ko surakshit rakhne mei bita di..aur aaj unki vajah se hi NFAI mei 12, 000 se bhi adhik filmon ko archive ke taur par rakha hai..PK Nair ko Celluloid Man bhi kaha jata ahi kyunki unki zindagi par Shivendra Singh Dungarpur ne Celluloid Man se ek documentary film banayi thi..aur aaj industry ke sabhi log unhe nam aankhon ke sath antim bidai de rahe hai.. Bollywood ke more updates ke liye dekhte rahe hamara channel..

Watch The Video To Know More!!

SUBSCRIBE To BollywoodEverywhere-
► https://goo.gl/1wOHB8

Stay Connected With Us On:
Website: http://studiozidrream.com/

Recommended