Karti hai har gaane pe mom meri (Kuchipudi.. kuchipudi) Jaldi hi tu bhi teri mom jaisi (Ban jayegi, ban jayegi) (x2)
Ab aayegi, aayegi jo ring bajegi sa re ga ma Phone ke ander se phootega melodrama melodrama (x2)
Baat-Baat pe aaya jab bhi Na chaaha tab aur bhi aaya Teri maa ka phone Meri maa ka phone Sab ki maa ka..
Maa ka phone aaya Maa ka phone aaya Maa ka phone aaya Maa ka teri (repeat.. x7)
Phone jo bajta hai Main vibrate karti hoon (x4)
Uski ghanti band hone ka wait karti hoon Uski ghanti band hone ka wait karti hoon
Tere sapno waala.. Mujhe tha kiss karne waala Tune taang ada ke Mumma paap ye kyun kar daala Aaye tujhe bhi naani maa ka phone (Maa ki maa ka) Main bolun jo bolun toh phir chalu hoga hungama (Mother’s day ho jayega) Main bolun jo bolun toh phir chalu hoga hungama
Bhar bhar ke lo Bhar bhar ke lo Melodrama, melodrama Laakh baar smajhaya phir bhi Ghalat moment pe aaya Meri maa ka phone Teri maa ka phone Sab ki maa ka Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya Maa ka phone aaya Maa ka phone aaya Maa ka teri (repeat.. x7)