Tumhain Dillagi Bhool Jaani Paray Gi Muhabbat Ki Rahoon Main Aa Kar Tu Daikhoo
Zakaham Pay Zakham Kha Kay Ji Apnay Lahoo K Ghoont Pi Aah Na Kar Laboon Ko Si Ishq Hay Dil Lagi Nahi
Yeh Ishq Nahi Aasaan Bas Itna Samjh Li Jiay Ek Aag Ka Darya Hay Aur Koud Kar Jana Hay Tumhain Dillagi Bhool Jaani Paray Gi Muhabbat Ki Rahoon Main Aa Kar Tu Daikhoo
Tarapnay Pay Meray Na Phir Tum Hansoo Gay Kabhi Dil Kissi Say Laga Kar Tu Daikhoo
Khuda K Liay Chour Do Ab Yeh Parda Rukh Say Naqab Utha Keh Bari Dair Ho Gaiee Mahool Ko Talawat-e-qura\\\'an Kiay Huway Ham Na Samjhay Teri Nazroon Ka Taqaza Kia Hay Kabhi Parda Kabhi Jalwa Yeh Tamasha Kia Hay Keh Hain Aajj Ham Tum Nahi Ghair Koi Shab-e-wasal Bhi Hay Hijaab Is Qadar Kion Zara Rukh Say Aanchal Utha Kar Tu Daikhoo Wafaoon Ki Ham Say Tawaqo Nahi Hay Magar Aik Baar Aazma Kar Tu Daikhoo Zamanay Ko Apna Bana Kar Tu Daikha Humain Bhi Tum Apna Bana Kar Tu Daikhoo Tumhain Dillagi Bhool Jaani Paray Gi Muhabbat Ki Rahoon Main Aa Kar Tu Daikhoo Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi Mohabbat Ki Raahon Mein Aa Kar To Daikho Tarapnay Pay Mairay Na Phir Tum Haso Gay Kabhi Dil Kisi Say Laga Ker To Daikho Hoonton K Paas Aaye Hasi Kia Majaal Hai Dil Ka Moamla Hai Koi Dillagi Nahi Zakhm Pay Zakhm Pay Kha K Ji Apnay Laho K Ghoont Pe Aah Na Ker Laboon Ko See Ishq Hai Dillagi Nahi Dil Laga Ker Pata Chalay Ga Tumhein Aashqi Dillagi Nahi Hoti Kuch Khail Nahi Hai Ishq Ki Laag Pani Na Samajh Yeah Aag Hai Aag Khoon Rula’ay Gi Yeah Lagi Dil Ki Khail Samjho Na Dillagi Dil Ki Yeah Ishq Nahi Aasan Bus Itna Samajh Li Jay Ik Aag Ka Darya Hai Aur Doob K Jana Hai Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi Mohabbat Ki Raahon Mein Aa Kar To Daikho Tarapnay P Mairay Na Phir Tum Haso Gay Kabhi Dil Kisi Say Laga Ker To Daikho Wafaoon Ki Hum Say Tawwaqu Nahi Hai Magar Aik Baar Aazma Ker To Daikho Zamanay Ko Apna Bana Ker To Daikha Hamein Bhi Tum Apna Bana Ker To Daikho Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Rukh Say Naqaab Utha Ke Bari Dair Ho Gaye Maahol Ko Tilawat-E-Quran Kiyeah Hoay Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Hum Na Samjahy Teri Nazroon Ka Taqaza Kia Hai Kabhi Pardah Kabhi Jalwa Yeah Tamasha Kia Hai Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Jane E Jaan Hum Say Yeah Uljhan Nahi Dekhi Jati Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Khuda K Liyeah Chor Do Ub Yeah Pardah Ke Hein Aaj Hum Tum Nahi Ghair Koyi Shab-E-Wasl Bhi Hai Hijaab Is Qadar Kiyoon Zara Rukh Say Aanchal Utha Ker To Daikho Jafa’ein Bohot Kiii Bohot Zulm Dha’ay Kabhi Ik Nigah-E-Karam Is Taraf Bhi Hamesha Ho’ay Daikh Ker Mujh Ko Barham Kisi Din Zara Muskura Ker To Daikho Jo Ulfat Mein Har Ik Sitam Hai Gawara Yeah Sub Kuch Hai Paas E Wafa Tum Say Warna Sata’tay Ho Din Raat Jiss Tarah Mujh Ko Kisi Ghair Ko Yoon Sata Ker To Daikho Agar Chay Kisi Baat Per Woh Khafa Hein To Acha Yeah He Hai Tum Apni Si Ker Lo Woh Manay Na Manay Yeah Marzi Hai Un Ki Magar Un Ko Purnam Mana Ker To Daikho Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Gi Mohabbat Ki Raahon Mein Aa Kar To Daikho