Baarishon ki taal pe ye. Khanak mere dhadkano ki. Keh rahi hai jee le tu zara. Baar baar saath mere. Saare ab thirakne lage. Dole zameen naache aasmaan.
Main toh hawa hoon. Haath na aaun. Marzi se apni. Udti hi jaaun.
Ho khud ki karun main kya taarifein. Raat ne churaya mera kaajal. Mujhse naina mila ke. Mausam hone lage paagal.