nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka mai aasiq hu baharo ka nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka mai aasiq hu baharo ka
mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi par daro mat phulo ko mai todhta nahi mujhe jo pasand ho mai chhod ta nahi par daro mat phulo ko mai todhta nahi mujhko khabar hai ki tumsi najuk kaliya chhune se shrama jati hai ye hai aadat meri bina matlab ke ye najare yuhi kisi chehare pe rukh jati hai yuhi kisi chehare pe rukh jati hai nahi dil me mere kuch mere, mujhe sokh hai sirf najaaro ko mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka
tumsi hasino ki ho khak khadar hum log rang roop ko na dekhe agar tumsi hasino ki ho khak khadar hum log rang roop ko na dekhe agar jisko koi dekhata nahi puchho us se ki kitani lakleef hoti hai jal jata hai vo dil hi dil me jab samane uske auro ki tarif hoti hai tarif hoti hai to lat uljhi suljha du matlab hai ye mere isharo ka, mai aasiq hu baharo ka mai aasiq hu baharo ka nahi dekha kabhi pahale, kabhi pahale nahi dekha ye phul hai kin ghuljharo ka, mai aasiq hu baharo ka mai aasiq hu baharo ka, mai aasiq hu baharo ka